Forex Trading Signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Signals
    Assalam O Alaikum dear members,
    Forex trading main trading signal basically trader kay liye aik clue hota hay, jo keh ye batata hay keh price aik particular direction main aik certain movement say ja rahi hay. Trading signals Technical ya fundamental hoty hain, Fundamental signals aik analyst ki taraf say bataye gaye ideas or recommendations hoti hain jo keh insider information hoti hain, jinki base per trade main enter hua jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Signals

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
    Assalam O Alaikum dear members,
    Forex trading main trading signal basically trader kay liye aik clue hota hay, jo keh ye batata hay keh price aik particular direction main aik certain movement say ja rahi hay. Trading signals Technical ya fundamental hoty hain, Fundamental signals aik analyst ki taraf say bataye gaye ideas or recommendations hoti hain jo keh insider information hoti hain, jinki base per trade main enter hua jata hay.
    Walaikum Salam forex trading ke signal hamen trading karni hoti hai lekin hamen chahie ki Ham apne signal khud banae aur apne tajurba ko istemal karte hue hamen trading ko analyse karna chahie aur hamen kisi aur ke signal per kabhi bhi bharosa nahin karna chahie kyunki Jo Ham khud se market panelize karte Hain vah Koi aur nahin kar sakta hai aur ham apne analyses ko khud Hi samajh sakte hain isliye hamen khud se analyse karna hamare liye bahut accha hota hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Signals

      Forex mein bahut sare signals ka use Kiya jata hai bahut acchi trading ki ja sakti hai Ham sab signals ka bhi bahut acchi tarah se use kar sakte hain lekin signals ka use karne ke liye acchi tarah se knowledge aur experience ka hona bhi bahut jyada important Hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Signals

        signal ko dekh k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trae karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary main bi planing karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum achy say trade karny k kabil hon gay aur hamain loss say bach sakty hain aur hamain earn karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Signals

          hamy forex mai signals ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum bonus kma saky gy forex aik amm busines ke nisbt acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana karr be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai all world mai bohat taze sy famouss hony wala acha or unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Signals

            Mere dost Ek To Signal Hote Hain Jo log Hamen deti Hain unmen se Kuchh Ho paise Lekar Dete Hain aur kuchh log free Dete Hain To Mere hisab se Hamen signal per kam To Nahin Karna chahie balki Hamen apni trading strategies code Banni chahie bahut kam karna chahie ki Kis Tarah Humne Forex Mein kam karna hai analysis karna sikhen fundamental technical analysis news ko read Kiya Karen Is Tarah aap apne signal Howrah read kar Sakenge aur Khud create kar Sakenge Kisi dusre per dependent Na Ho Hamesha Khud independent aur successful trader banne ki koshish kijiye
            Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Signals

              FoRex trading Main siGnals Kaaa Use Humaaray LiYe Kaaafi Nuqsaan Kaaa Baais Ban SakTaaa Hai In dino Q k MaRket Kaaafi Zyaada MoVe KaR Rahi Hai or ZaRaaa C Be Ehtyaati KaRnay Se HumEn Kaaafi baRaa Loss Ho SakTaaa Hai to HumEn Chaahiye k bhoT Hi SoCh samajh KaR kaaam KaRen ir MeHnat Se Kaaam KaRen taakay kaamyaabi HaaasiL KaR SakEn Or Losss Se Bhi Khud Ko BaChaaa SakEn...
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Signals

                Forex main hamy trade k liye signals provide kiye jaty hain jo technical r fundamental base ler hoty hain r aj kal boht se log group bana lety hain jis main signals diye jaty hain to koi trusted members hon to un k signals ko follow karen werna is chaker main na paren to behter hai kiun k boht se log fake signals dety hain wo bhi paid signals to aesy apna mazeed loss na karen balky khud se apny achy signals banaen r trading karen apny analyse ki strong banaen k strong signals find ker saken
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Signals

                  hamy real signal ko use kar ky is main mehnt sy trading ksrni chahey pher hi ham sucessful ho sakty hain or ach profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar skty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Signals

                    signals buhat loag dete hain agar ham ne signals pe kaam karna hai to ham loss karain ge agar ham samjhte hain ke ham acha kaam kar sakte hain to hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain learn karaina uyr acha kaam karain agr ham mehnat se kaam karain ge apne greed ko control kar ke kaam karain ge to signals ke baghair hi ham kaam kar skte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Signals

                      Kabhi bhi kisi K trading signal per foran trade open na Karen usko pahle acchi Tarah analysis karne Agar Ham use signal ko analysis Karke trade open Karte Hain To Ham acchi trading kar sakte hain kabhi bhi kisi ke signal per follow na Karen Hamen Apne Riding Hood Karni chahie Jab Ham Apne trading Apne plan ke mutabik Karenge to Achcha profit Hasil kar
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Signals

                        Walikum slama daer main ap ki bat sy agree ekrtra hun waiq agr hm log ismain tabhia snai ky satrhg sahi kam kerty hy jan is kos ekhty hy laikn agr nahi kerty hy tu amin ekhat hn ky bahut hi kamybbi ky sath is main abhut hi acha terky ky sath shai kam kiay ja sakat hy tu hi faida hasilk kerty hy laikn abahut hi asani kys ath forex ki samjh ki jaty tu hm log kamayb hos katy hy t hi faid ahsil kerty hy tu hiakamyb hos katy hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Signals

                          Agar Hamen signals per depend Karna Hai To Hamen pahle Apne indicator ka knowledge or experience acche tarike se Hasil karna hoga Kyunki jab tak hamare pass indicator ka experience Nahin Hoga Ham signal ko samajh Nahin Sakenge Jiski vajah se Hamen nuksan ho sakta hai isliye Hamen proper planning ke sath Soch samajhkar apni indicator ka knowledge Hasil karna chahie aur uska istemal pahle demo account per karne ki koshish Karni chahie Taki real account mein acche trading co possible Banaya Jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Signals

                            Respected members are sahi hai signal mostly fake bhi hote hain aur theek bhi hote hain ya Khud per depend hota hai ki Apne analysis Karke signal ko Behtar Banaya Ja sakta hai agar signal Milte Hain aapane analysis karte hain dekhte hain signal ke related hi hai FIR trade open kar leni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Signals

                              dear forex men humen chaian n keh hum kice bhe member ky signal ka estamal naia karana chaia tab he hum forex men hum bahot he ahci kamyabi hasil kar skaen gy forex men jab hum acha kam kaaren gy foirex men jab hum dill lagi sy kama karen gy khud he market ko anslyses karen gy to hum bahot he cahi kamyabi hasil kar skaen gy
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X