Forex trading main demo acount ek achcha platform Hai Ham is per mehnat karke practis karke Forex trading ke bare mein knowledge aasal karte Hain Forex trading mein Ham lost bhi karte Hain profit bhi karte Hain per isase hamari feeling nahin hoti kyunki demo count practice ke liye use hota Hai Jab Ham real account mein aate Hain to Ham confuse hote hain trading karne mein darty hain aur last Ho jaaye to emotional hote Hain FIR Ham galtiyan karke Apne trading account ko wash kar dete Hain to Ham Forex trading mein agar kamyabi chahte Hain to hamen emotional nahin hona apni feeling strong Karen mainet Karen apni galti se Sabak hasil karne ki koshish karen acche ki ummid rakhen jitni mehnat karenge hamen uska achcha pal milega.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим