Currencies mein trade kernay mein kya masla hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Currencies mein trade kernay mein kya masla hai

    aap kisi bhi currency per bahut acchi tarah se trading kar sakte hain aur yah aapki landing per depend hota hai ki aap kitni acchi tarah se learning karke trading kar rahe hain to aapko pahle apni learning to acchi tarah se strong kar lena chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Currencies mein trade kernay mein kya masla hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Mein aap sub sae yeh pouchna chahta hoon kay currency per trade kernay mein kya masla hai hum gold mein trade kyun kertay hain jub kay currency per trading safe hoti hai aur iss mein acha profit bhi mil jata hai agar baray volume mein bhi trade open.ker lain tou koi problem nahin ho gi
      i think currency pay trade karnay ka koi masla nai hay. forex trading main har trader ki apni marzi hay wo kis pay trading karta hay, uska analysis kis pay acha hay currency ya metal etc kis pay kar skata hay behtr trading us pay karni chahiay, ye mera apna khayal hay, main demo account say practice karta hon to currency say hi karta hon, usi pay techniques bnata hon, analysis karta hon market ka, jb bonus mila to trade bhi In sha ALLAH usi pay karon ga, main un pairs pay apna experience bnana chahta hon, jab un pay experience ho jay ga to next pair ko pick karen gay practice k liay, ab yah ap tak hay k ap kon say pairs pay karty hain currency k pairs ya gold etc k...
      If you work hard no body can stop you from success
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Currencies mein trade kernay mein kya masla hai

        ji dear ap ne bahut hi achi post share ki hay.Currency main trade karny main koi issue nhn hay ap jis bhi currency main trade karna chahyn kar sakty hain aur aj kal jis tarah har currency unstable hay is liy ham ko chahiy k kuch din trade na karyn aur agar karyn bhi to phr ham different countries ki currency ko seel karny ki trade karyn yeah acha hay hamary liy.....

        اب آن لائن

        Working...
        X