Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin
    Pahle trading ki learning karna bahut mushkil kam tha lekin aap yah mushkil kam bilkul bhi nahin hai agar aap dilchaspi ke sath kam karna chahte hain to aap bahut hi aasani ke sath kisi bhi acche trader se learning kar sakte hain kya aapko Koi achcha trader nahin mil raha hai to aap Pak form per bhi bahut hi acchi learning kar sakte hain aapko yahan se bahut achcha knowledge bhi mil sakta hai kyunki yahan per bahut se log acchi trading kar rahe hain aur agar aap logon se learning karna chahe to aasani ke sath kar sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

    G bilkul aj k daur m trading ko learn krna bhut asan hy.. Ap kisi bhe senior member ki madad sy tradinh ko easily learn kar skty hen r apko acha faida ho skta hy.. Is k ilawa youtube p bhut sari videis mojod hen jinko dekh kar ap trade sekh skty hen..
    • #3 Collapse

      Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

      G han pehly trading karna bhut mushkil lagta tha lekin ab trading karna koi bhi mushkil kam nahi hy agar aap achi trading karna chahaty hain to kisi bhi achy trader sy aap guidelines le sakty hain aur trading main agar aap dilchaspi le kar kam krain gy to bhut acha feel ho ga aur forex main mehnat sy trading ka kam krain takh acha profit hasil ho saky.
      • #4 Collapse

        Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

        yes dearForex number aapki baat bilkul theek hai aaj kal ki practice aur uski learning karna mushkil nahin hai kyunki ab har taraf trader he trader najar aate Hain kyunki ab har kisi ne Forex ko join karke trading start kar di hai aur jis kisi se bhi aap trading ke bare mein poochenge vah aapko Bata dega kyunki har taraf trading ka shor macha hua hai aur trading mein jyadatar log a rahe hain aur forex business mein jo demo account ka option Diya hai vah bhi bahut hi achcha hai is per practis karke ham trading ki acchi khasi learning kar sakte hain aur real account mein trade open karke profit hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

          hum trading kar ky pasia kama sakty hain hay learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum paasia kama saky gy foex ak best business hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar baer learning ky kam karg gy to hamy lss ho jy ga forex pakistan mi leegal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

            Dear main ap ki is abt sya gree e krta hun waiq agr hm log ismain shai kam kerty hy tu tabhi asani ky sath is amin bahut hi acha kahsa result hail kerty hy tu hi kamaybi ky sath is mai9n sy sahi kam kiay ja sakat hy per agr nahi kerty hy tu main kehat hun ky lazmi si bat hy kya sani ky sath hm log ismain bahut hi acha kisam ki learniong ko hasil kerty hy tu hi kamaybi kys ath sahi kisam ki tarde lagany ky bad faida haisl kerty hy tu hikamayb hos katy hy.
            • #7 Collapse

              Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

              Assalamu Alaikum friends koi bhi kaam Mushkil Aasan hota hai so Hamen Uske bare mein planning karna Hogi tab hi Ham trader banne se pahle hi knowledge Hasil karna hoga Uske bad hi Hamen Samay trade kar Sakenge Jaise Hamen bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai forex for business ham hi log Kamyab Hote Hain Jo log mehnat Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                forex 1 acha business hain humain es main trading karny kay ley es main boht majhnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main boht sa pisa kma skty hain hum es main apne mrze say hum es main kam kar skty hain hum es main investment kar kay hum es main kam kar skty hain our humain es main kam ko karny kay ley es main experienc ka hona boht zrure hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                  Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading ki learning Hasil karna Koi Mushkil Baat Nahin Forex trading mein Main Agar Ham Dam per practis Karenge aur jitni Jyada mehnat ke sath kam Karenge itni acchi learning Hasil kar Sakenge aur acchi learning ke sath apni knowledge ko increase Karke Forex trading Mein acchi trade open karke acchi earning kar sakte hain Forex all world mein famous business hai Forex Mein Ham jitni Jyada learning ke sath kam karte hain itni acchi e earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                    bilkul bhi mushkil nahi hai hmmain mehnat karni hai aur agar ham is mein mehnat kar lain ge to hmare liye buhat hi acha ho jaye ga aur ham trading ke liye jitna bhi ho ga kaam kar ke acha profit kar sakte hai lekin sab se pehl hmain apne eotiosn ko control karne hain agar ham in ko nahi karain ge to ham kaam nahi kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                      Forum per Jo members daily basis per working karte hain vah bahut hi best rahte hain learning bhi milati rahti hai knowledge bhi ban jata hai aur apne work ko bhi complete kar lete hain Achcha bonus Hasil kar lete trading Ke Liye donon Hi important hote hain knowledge Ka Hona bhi aur capital ka bhi donon Hasil Ho Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                        Ham sab Forex ki bahut acchi tarah se learning kar sakte hain aur uske liye Ham mein YouTube per tutorials ko bhi bahut acchi tarah se watch kar sakte hain aur iske alava Ham Pak Forex forum per bhi bahut acchi tarah se working kar sakte hain aur ham sab bahut acchi quality ki posting bhi kar sakte hain aur bahut achcha bonus bhi hasil kar sakte aap bahut acchi tarah se knowledge bhi hasil kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ab trading ki learning karna Koi mushkil nahin

                          Ab trading ki learning karna kyon mushkil nahin hai kyunki aap duniya mein bahut aise expert log Hain Jo trading kah rahe hain inko trading ke bare mein bahut jyada knowledge aur maloomat hai hamen bhi chahie ki Ham unko dekha lagn Karen to hamen learning karne mushkil nahin hogi isliye hamen chahie Ham apne sharir ko follow Karen jab bhi market mein entry leni Ho to hamen chahie pahle apne sarir ko follow Karen ki stri ko dekhkar training karenge to hamen main Koi nuksan nahin hoga aur unke Ham achcha prapt kar sakenge status mein agar fayda Lena hai to hamen apne ko follow karna hoga isase hamari learning bhi jyada mushkil nahin hogi aur bhi kisi pareshani ka samna nahin hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X