kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?
    dear mairaa aap sab say yeh sawal hay k kia agar ham is markeet main achi skills aur mehnat k sath kaam kartay hain to aisa mumkin hay k hamko is say hamari soch say ziada achi earning ka milna possibal hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

    No asa bhot muskil sy hota hai, forex ma tory sy profit k lae bhot mehnat ksrna parti hai, forex ma bena mehnat k earning hasil ni hoti, kahe bar to mehnat k bad b earning hasil ni hoti, kuch na kuch kami reh he jati hai chahe ham jetna b home work kar leyn,
    • #3 Collapse

      Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear mairaa aap sab say yeh sawal hay k kia agar ham is markeet main achi skills aur mehnat k sath kaam kartay hain to aisa mumkin hay k hamko is say hamari soch say ziada achi earning ka milna possibal hay?
      Forex good profitable business hai aur hamen ismein good earning mil sakti hai lekin isme good earning tabhi possible hoti hai jab Ham iski good working karte hain aur agar Ham iski good working nahin karte Hain to hamen is bijali se good benefits nahin Mil sakte hain good benefits hamen ismein jeene se tab hi mil sakte hain jab Ham iske liye hardworking karte hain aur is business ko serious lete hain agar Ham is business ko serious nahin lete Hain to Ham good working nahin kar sakte hain aur hamen naahi benefits milte Hain
      • #4 Collapse

        Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

        G han bilkul forex main ham apni soch sy bhi badh kar earning hasil kar sakty hain kun k iss main hmain koi bhi investment nahi karni parti aur jab chahain kam kar sakty hain aur iss business main hmain acha experience aur knowledge hona chahaiy takh jab ham kam krain to hmain koi bhi mushkil na ho aur ham forex main bhut mehnat kar k acha bonus hasil kr sakain.
        • #5 Collapse

          Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

          dear brother aapane is market Mein Dekha Hoga Ki is market Mein Ham Jitna Achcha kam karte hain Hamen ismein se itna hi jyada Pramukh bana sakte hain Agar Aatish market Mein kam Sikh Lete Hain Uske bad is market Mein Se Kya bana sakte hain aap market Mein ekadam kam Sikh Le Uske bad Mein Chinese Market mein se paise kamata Hai Ki Nahin lagaen Taki aapko is varsh ki Kafi Jyada Pata bhejen aap is market Mujhe Jitna Chahe Paisa Kama sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

            Beshak Forex trading business bahut profitable business hai Hamare mind ke mutabik is business Mein profit Hasil ki Ja sakti hai lekin for sharing business bahut risky business hai is business Mein ham log San bhi kar sakte hain isliye is business Mein Hamen bahut Soch Samajh Kar kam karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

              Click image for larger version

Name:	dollar-2931882_640.png
Views:	4
Size:	495.6 کلوبائٹ
ID:	12326370ji han janab ap nay sahi swal kia hay aor iska jawab yeh hay keh forex sy hum bohot hi ziada earning mil skti hay agar hum nay forex ko aisey kia jaisey kaeh forex ko krny ka haqq hay to dosto forex ko achi trah sy tab hi kia jaskta hay jub hum forex main apna ik nam aor apna ik mukam bn laen
              • #8 Collapse

                Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                Ji Haaan Aaaap ki Baaat BiLkul Sahi Hai Forex Main Hum mEhnat Se Kaaam KaR K Kaaafi Achaaa Bonus Haaasil kaR SakTay Hain to HumEn Chaahiye k Daily Ki PoSting Limit Ko Laaazmi Pooraaa KaRen or MeHnat Se Kaaam KaRen Q k Jitnaaaa Zyaada Hum MaRket Ko TimE Den Gy Utnaaaa Hi HumEn Faaidaaa hoGaaa oR Hum KaaaFi Achi AmoUnt Main Bonus Haaasil KaR k ProFit Kamaaa SakEn Gy....
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                  G hy bilkul hm apni soch sa ziyada earning hsil Nhi kr skty ....hm thora sa profit ky lia bh bht ziyada mhynt krni parti hy jitni ziyada mhynt kra ga utna kamyb Ho ga..... Forex online business hy is main profit asani sa hsil Nhi hota blky mhynt krni parti hy din rat ik krni parti hy tb jy kr khi profit milta hy or kamyb hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                    Pak forex business mn achi Soch rakh ka ager ham pak forex trading business mn hard working Say Hi Good time Dejar kaam acha Sa knowledge Say Hi Karein gay Tu automatically ap ko achi Si Earning ap ko pak forex trading business dega pak Forex trading business development acha nam wala business hy
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                      dear g han ap nay sahe bat kahe hay waqy main he aisa ho sakta hay agr ham is main achay say anay ka ko last tak kartay rah krein gye to is main ham ko kabhi bi hemat nahi harna ho g mehnat k sat apnay kam ko karna ho g is main ham ko hye k ham jo bhi kam ko karein wo forex k rules say he ealted ho bad main ham deikhein k ham ko waqay main achi learning k sat sat earning ho rahe hay k nahi .
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                        g han dear apke bat belkul thk hy forex form men humen humari soch sy bhe zeadaa earning hasil ho sakti hy os ky ley humen forex men zeada sy zeada mehnt lazmi karni parti hy es lkey humen chaia keh hum forex men zeada sy zeadaa mehnt sy kam karen gy forex men jab hum acaha kama karen gy forex men jab hum dill laga ky kam karen gy to hum bahaot he acahi kamyabi hasil kaar ssaken gy
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                          G bilkul aik shert p apko forex trading ka business bahut ziada earning Dy skta Hy aur shert yeh Hy k ap Forex ko mokammal skills aur knowledge k motabiq kro aur sary rule aur regulations ko lazmi follow kro tab ap aaram sy aur confidently her aay din ziada sy ziada profit kamany main run kerty Nazar aao gy
                          • #14 Collapse

                            Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                            G hn forex mein apko ache earning mil skti hy lekin apko is mein lalch ni krna chahye is se apko loss ho skta hy usk lye apko kafi mehnat krni parti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia forex say hamko hamari soch say ziada earning mil skaty hay?

                              g han bilkul mil sakti hai agar ham ne aesa karna hai to hi ham yahan pe kameyab ho sakte hain is liye mehnat se kaam karain learn karain aur acha kaam karain agar ham mehnat karain ge to hi is market mein ham kaam kar sakte hain agar ham ne yahan pe practice tki to hi hmain profit ho ga lekin practicce karna asan nahi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X