indicator 4

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator 4
    Bilkul nahe.
    Rebot ak automated system ha.Us main jo ha wo permanent ha.Wo hum change nahe kar sakte.Magar indictor har tarha ki movement ko janta ha,parhta hai,jahan usko samjh na aye wo signal dyta ha k ruk jao yahan trad na lagao yahan meri taraf se javab ha,mery progrme ma ye movement nahe ha.Mujhe nahe malum market up jaye gi down.Wait karo.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, manual trading say best option koi nahi hai, kyun kay robot aik automatic aur permanent aur lakeer ka faqeer hota hai kyun kay jo programming uss mein enter kar di jati hai wo uss say hat nahi sakta hai aur na he apni taraf say kuch additon kar sakta hai...
    • #3 Collapse

      asalam o alaikum dear friendz main kisi indicator ko use nahi kerta siwae moving average k aur apko chahy k ap khud he market ko analys kia kero daily k daily
      • #4 Collapse

        lakin jha tak mera khyal hai hume robot trading ko ignore he kerna chahiya iss ka koi faida nai hota hume iss se jitna hum profit earn kerte hain uss se double hume loss ho jata hai iss leya hume iss business main robot trading ko ignore he kerna chahiy a:)
        • #5 Collapse

          thanks brother aapne bht hi achi info share ki ti is ke baray me bohat kam logo ko ilm hota hai aapne bohat achi post ki or ager ho saky to is post ko jari rako tak sab ko tafseel k maloom ho..any way thank you so much for this kinde of post.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein robot ka istemal nhe krna he aur apne trading mein market ke signals ko hm ne apne charts aur indicators ke mdd se hasil krne hote hein aur phr hm apne ache trading kr ke success haisl krte hien

            اب آن لائن

            Working...
            X