Thora kamain, be fikri hogi...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora kamain, be fikri hogi...
    Dear forex members, forex trading me jitni trades kholaingay utna he risk ziada hoga aur loss k chances ziada hongay. mere khayal me agar ham ek he trade lagain aur uska result aanay tak sabar karain to ham loss se kafi had tak bach saktay hain. es se earning to kam hogi lekin risk bhi utna he kam hoga. jab ek trade se earning nahi hoti us waqt tak doosra trade nahi lagana chaheye. agar ham es loss se kafi had tak bach saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thora kamain, be fikri hogi...

    G Han apki suggestions achi Hy k trading main jab bi ap lalach kro gy to ho skta Hy k apko loss ho jay profit ki bajaay to hona yeh chahiy k ap normal profit ly k apni trades ko close kr lo aur thory profit p shukar Ada kro kio k Thora Thora profit acha loss ho jany sy
    • #3 Collapse

      Re: Thora kamain, be fikri hogi...

      Jo log forex trading men kam profit pe compromise kar letey hen woh lambay arsay tak trading kartay hen aur unn ka account bhi safe rahta hey aur thora thora kar k apna profit increase kar letey hen aur kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh kam profit bhi khud ko satisfied kartay hen
      • #4 Collapse

        Re: Thora kamain, be fikri hogi...

        Gee haan forex msin humain zayada lalach nahin kerna chahyea balkay humain pahele knowledge ko improve kerna chahyea aur thora thora agar humain profit hota rahay tou humain uss per khush hona chahyea kisi kaam mwin jaldi na kerain aur zayada profit ki daur mein na lagay rahain
        • #5 Collapse

          Re: Thora kamain, be fikri hogi...

          Assalamu Alaikum friend bolo Forex trading profit pay compression kar lete hain vah kamyabi Hasil kar sakte hain aur Agar forex for Business mein vah fikra Mein Rehte Hain To vah Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen chahie ki Ham for export business Mein Puri mehnat Aur Ke Sath kam Karte Rahe Taki Hamen ismein acchi khasi kamyabi Hasil kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Thora kamain, be fikri hogi...

            aapko thoda thoda profit karke hi hasil karte rahana chahie samasya bahut acchi tarah se earning bhi kar payenge thoda Forex mein kamyabi bhi hasil kar payenge abhi bhi ek time mein hi jyada profit hasil karne ki lalach nahin karni chachu keesara chap thoda profit bhi hasil nahin kar payenge
            • #7 Collapse

              Re: Thora kamain, be fikri hogi...

              Jab zeyda ke lalach nahi keryn ge to befakri se kamyab bhe hon ge es liye forex mein thora kamain likn tansionfree rehne se apne health ko bhe thek rakh saky ge es liye ap ko cheye ke knowledge or experience ko increase kerna hoga tab ham trade se acha profits kama saky ge
              • #8 Collapse

                Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                hum is main jitna kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy bonus dyta hain hum is main monthly 200 dollars kama sakty hain hamy kam ky sat apne health ka be keyal rakna chahey agar hamare health sahe nahe hho ge to hum kam be acha nahe kar saky gy yai aam job ke nisbat ache job hain hum gar bath kar is mai kam karty hain yai online ke duna main king business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                  G han dear ap ny sai kha Hy ham ko is me ziyada tread nhi lgani chaiye agar ham is me ziyada tread kgay gy yo ham ko ziyada loss hoga ham ko is me ik hi tread opan karni chaiye to ham ko is me acha profit hoskata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                    g han hamain is forum main utna hi kamana ho ga jitna hum is main afford kar skaty hain so hamain chahye is k bary main learning k arni ho gi tab ih hum achi trade karin gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum sucess hn gay aur hamain is k bary main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k bary m ain earn karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                      Ge ha forex member tora profit per saber karna chaya aur lalach nahi karna xhaya treading me humesha analysis bhut zarori hota he aur acha fayada hasil karne ke lya zarori he ke hum market ka analysis karne ke bad he tread open kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                        g hn dosto forex trading ma ap br br kisi na kisi pair py trading ko na lgya kiun k agr ap aisy trading kry gy to aisy ap ko loss hony k chances bht he zyda ho gy es ly dosto forex trading ma soch smjh k or aik acha analysis kr k aik he pair pr trading kry os sy ap ko profit ho ga koe loss b ni ho ga thora kamain gy lkin befikr rhy gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                          g hn g ap ny ye bilkul theek baat ki hai,jb tak hm ek trade se loss r profit ki values ko differtiate na kr lein us trade k rezults se tb tak koi r trade open na krein ,r srf utni trades open krein jitni ap mein holding capacity ho ,apny account ko risk se bhi save rakhein r profit bhi axha get krein,..
                          • #14 Collapse

                            Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                            Hamen aik time mn aik hi trade lagani chiy hamen ziyada ky pangun mn nai parhna chiy ham jetna apna kam behter karny ki khousish karn gy ham outna apna kam behter bana saken gy hamen chiy k ham thora thora kamen gy befekar ho ky kamen gy hamen chiy k ham bahut ziyada mehnat karn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thora kamain, be fikri hogi...

                              Ham sab ko hamesha tension free rahana chahie aur tension free rahane ke liye aapko lalach se dur rahana chahie to kekra plan karte rahenge to aap kabhi bhi tension free nahin denge balke aapki tension increase hoti rahegi isliye apne tension ko khatm karne ke liye aapko lalach se dur rahana Hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X