Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.
    Forex trading mein money management both zaroori hai hi aur aur hamen jyada lalach nahin karni chahie Agar hamara daily target profit ka pura kar lete hain to hamen main apni trading use din ki close kar deni chahie aur Agar Ham bar bar entry lenge to hamen lash aur sakta hai agar hamara kis din target purana ho profit ka to next day acchi trade ka vate Karen jaldbaji mein aakar trade na Karen isase hamen Las ho sakta hai acchi trade ka intekhab karen to aapko achcha fayda hoga Forex trading ne hamen main time table banakar kam karna chahie Forex trading ke sath hamen chahie ke Ham Pak form ko bhi time den Agar hamara account khada na khasta last bhi Ho jata Hai to Ham Pak farm se a bonus hasil karke dobara se trading shuru kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

    agar ham posting ka target karain ge to ham acha kaam kar ke acha bonus le saken ge lekin agar ham profit ka target karain ge to us ka mushkil hai kyon ek market men ap target nahi kar sakte hain ke ap jko profit kitna ho ga is liye agar ap ne is mein mehant karni hai to hi yahan pe kaam kar sakte hain is liye agar ham ne mehant ki to hi ham kameyab hon ge
    • #3 Collapse

      Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

      Dear friend maray khywl mqh hamay dailay basis par profit ka sochna he nahee chahiwy kionka ye koi asa market nahee hay k jis mqy hum ithnah ziada expert ho jaaye k daily basis par is say faida hasil kqr sakwy hamay os waqth he is mah kaam karna chahiwy jwb market ke samajh aaye.
      • #4 Collapse

        Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

        g han dear forex m en humen agr kamyab hona hy to humen chaia keh hum forex men daly base pe kam karen gy forex men jab hum daly basae pe kam karen gy forex men jab hum daly base pe acaha kam karen gy to hum forex men bahot he achi kamyabi hai kar skaenn gy forex men daly base pe jab hum kam karaen g to hum bahot he hi kamyabi hail kar skaen gyg
        • #5 Collapse

          Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
          Forex trading mein money management both zaroori hai hi aur aur hamen jyada lalach nahin karni chahie Agar hamara daily target profit ka pura kar lete hain to hamen main apni trading use din ki close kar deni chahie aur Agar Ham bar bar entry lenge to hamen lash aur sakta hai agar hamara kis din target purana ho profit ka to next day acchi trade ka vate Karen jaldbaji mein aakar trade na Karen isase hamen Las ho sakta hai acchi trade ka intekhab karen to aapko achcha fayda hoga Forex trading ne hamen main time table banakar kam karna chahie Forex trading ke sath hamen chahie ke Ham Pak form ko bhi time den Agar hamara account khada na khasta last bhi Ho jata Hai to Ham Pak farm se a bonus hasil karke dobara se trading shuru kar sakte hain.
          ji han dost apne theek kaha hamain daiky kibtargit ko pura karna chahye our use pura karne ki koshish karni chahye jab ap ek targit set karte hain to us main ap ke fawaid hote hain jin se ap faida hasil karte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

            G han dear ap ki baat bilkuk thik hy pakiatan forex min hamin treaisng kaney ka lia ik daily ka target karna chaye jab hamra daily ka target ko poora karty hoy hamin fors jo bhi tread baqi rahy jay to hamin chaye ka hum forex min aony tread ko close kar iis lia hamin firdx min ziyada sy ziyadacmhenat karry hiamin firex mn apny target ko daily ka pora karna bahut zaroori hy..
            • #7 Collapse

              Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

              Dear member offorex AP apna forex ka daily basis par task complete Karne ki koshish Kare aor trading me profit ke baad trade ko closed Kar de taa keh apka withdraw Bhi hoo sake.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                ji han bilkul Forex trading ek bahut hi accha aur aasan online business hai jisme trading ke market Mein trading karne ke liye money management ka Karna bahut zaruri hai aur iske sath sath Hamen apna daily ka profit ka target banakar kam karna chahie aur jab Ham apna target complete kar lein profit ka To Hamen apni trade close karke form ko time Dena chahie Aur Is per posting karni chahie Taki Ham next achcha bonus Hasil kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                  Ge ha forex member daily ase per acha profit hasil karna ka koshish nahi karna chaya bulke dusee din ke lya zayada lesening karna chaya aur sahi time per sahi thread karna chaya js se axha profit r hasil ho ga aur nuksan se be bach sake ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                    forex trading main kam karny k liye hmain targets set kar k kam krna chahye q k jub hum tragets ko pora kar k trading karen tu apko os se zyda trading nahi karni chahye q k jub ap unlimited ho kar kam karty hain tu ap os k bad lalach karty hain or lalach aik buri bala hai jis se apka kam bhi khrab hota hai or apko os se faida bhi nahi milta hai tu apko apny traget k bad apna kam chor dena chahye yahi safety hain apk liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                      yes dear hmain lalach sa bachna chaiay aur daily ka aik easily achieveable target set karain jisay hasil kar k apni trading close kar dain, q k market ki moment ka kuch pata nhi chalta agr wo hmari trade k opposite ho jay to hmain us profit sa b hath dhona par jay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                        yes app ki baat bilkul theek hai humen apni profite ka daily ka eik targat set karke hi trading karni chahey or jab humara targat pora ho jaey to humen apni trading closs kar deni chahey or ziada profit hasil karne ki lalach nehi karni chahey aghar hum eik targat bana kar trading karen gey to humen ziada faida hoga or humen forex trading ke business mein kamyyabi bhi hasil hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                          hamy taregt bana kakr kam karna ho ga forex aik online busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban k kam kary gy to hamy loss ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalach ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex ak international or unique busisnes hain
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                            Dear friend aapane Sahi kaha hai Hamen Apna target utna hi Rakhna chahie Jitna Ham Usi Din Mein achieve kar sake Agar Ham long targets Rakhenge to hamare liye unhen achieve karna aur apni kamyabi ko Hasil karna Mushkil ho jaega isliye Hamen Apna daily ka target set karna chahie usko achieve karne ke liye proper working karne ki koshish Karni chahie Is Tarah Ham acchi Arvind Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Daily target pura karke apna use din ki trading close kar de.

                              g hn g ap ki baat bilkul theek hai k forex market mn trading k daily base k targets set krny chaheye k ek din mn itni trades open krni hein apni holding capablity k according r jb target achieve ho jae to us k baad dosri trade open na krein baar baar trae lgany se bhi ap ko loss ho sakta hai,..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X