Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ajkal trading Zara ahtyaat se krein
    Assalam alekum all dear Forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Tamam doston ko batata chalun ke jaisa ki Ham sabko maloom Hai k trading market corona virus ki vajah se kafi disturb ho chuki hai isliye kuchh members thread Karte Hain Ki Hamen aajkal trading nahin karni chahie brother Hamen trading karni chahie lekin ehtyaat ke sath aur soch samajh Kar Taki Ham profitable kam kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Javedkhan پيغام ديکھيے
    Assalam alekum all dear Forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Tamam doston ko batata chalun ke jaisa ki Ham sabko maloom Hai k trading market corona virus ki vajah se kafi disturb ho chuki hai isliye kuchh members thread Karte Hain Ki Hamen aajkal trading nahin karni chahie brother Hamen trading karni chahie lekin ehtyaat ke sath aur soch samajh Kar Taki Ham profitable kam kar saken
    Walakum Slam ji han dost apne theek kaha forex business main markit ki movement bhot teez ho chiki hain hamaun forex busines ki ajkal ki sorat main hamain samajh bojh ki zrorat hoti hai jab ap samajhdari se kaam karen ge to ap ko kamyabi hasil hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

      Yes ji Han dear friend AJ kal trading jo huti hai Bari sabar say aur sakoon say karain trading agar ap nay Achi Tarah say sakoon say trading Karo aur Kabhi bhi tension lay Kar tension na lain agar ap nay nay ahtiat say trade Karo gay to ap kamyaab ho jao agar ap nay yay sab Soch Kar Lia to ap kamyaab Hain q kh ajakal trading Bari mushkhil say huti hai
      • #4 Collapse

        Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

        G haan aaj kal market ke buhut ziada buri haalath hay jis ke waja say agar aap k pass koi achay signal provider nqhee hay tho ziada risk bulkul be na lay kionka aap ko patha be nahee chalega our aap ka account wash ho jaaega is liay ihthiaath say kaam karay agar aap k pass bonus hay tho.
        • #5 Collapse

          Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Javedkhan پيغام ديکھيے
          Assalam alekum all dear Forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Tamam doston ko batata chalun ke jaisa ki Ham sabko maloom Hai k trading market corona virus ki vajah se kafi disturb ho chuki hai isliye kuchh members thread Karte Hain Ki Hamen aajkal trading nahin karni chahie brother Hamen trading karni chahie lekin ehtyaat ke sath aur soch samajh Kar Taki Ham profitable kam kar saken
          Ji bilkul hamen trading karte hue itihaas karni chahie kyunki trading karykarta naak ho chuki hai aur trading se nuksan bhi ho sakta hai aajkal vaise bhi hamen nuksan ke bahut jyada chance hai kyunki market acche tarike se nahin chal rahi hai isliye Ham over trading se perhaiz hi karna chahie aur acchi trading karne ki koshish karen
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

            buhat hi mushkil hai lekin is mein experience wale loag buhat hi acha kaam kar sakte hain lekin agar ham ne is mein mehant ki practice ki to hi ham is mein kaam karte hain is liye mehnat karain learn kairain aur acha kaam karne ke liye ap ko money management karni ho gi kyon ke market mushkil ho chuuki hai aur is halat mein buhat hi achi money management ki zaroorat hai
            • #7 Collapse

              Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

              G han apny boht achi bt ki hai aj kl trading krna boht mushkil ho gya hai kui k market boht disturb hai aur kisi bhi wakt kuch bhi ho sakta hai es lye apko trading me boht ehtiyat krni chahye kui market kisi bhi wakt crash ho sakti hai aur apka account wash ho sakta hai es lye aisy halat me profit leny ka na sochen aur apny account ko bachany ka sochen.
              • #8 Collapse

                Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai aor ais market mai trading karni hai to ais market mai aisy hi hum agar ais mai jitna zayda acha kaam karty hai atna hi zayda faida hota hai ais market mai state ko dekh k hi hum kaam karna chaye agar hu ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai atna hi zayda faida hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                  G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin aaj kal treading karty hoy hamin bahut ziyada ahetiyaat karni chaye q k ab forex treading markeet bahut ziyada carish ho chukki hy crona virus ki waja sy iis lia agr hamin firex min treading kaney hy to hum kk forex min ziyada sy ziyada mhenat karty hiy hamin soch samjh ka treading kanri chaye is sy humnacha profit haisl kar sakty hain ..
                  • #10 Collapse

                    Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                    g han bhai apne bikul theek kaha hai hamein ajkal phle to trading nai kerni chy q keh market ki situation dangerous hai ager kerna lazmi bhi hai to hamein chy keh hum un pairs per trading krein jinki movement normal hai jiski waja say aik to profit acha ay ga dosra nuqsan bhi nai hoga ager hum kesi esay pair per trading krein gy jis ki movement bhut fast hai to hamara account aik he mint main wash ho jay ga...
                    • #11 Collapse

                      Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                      Lettering samay shastri art aur purush kaun check Karen pushkar aur karenge to hi hamen ismein fayda hoga aur hamen bonus milega main pariksha mein trading karne ke liye jyada jyada mehnat karni chahie knowledge experience karna chahie TbHi Ham ismein kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                        Friend aapane theek kaha hai aajkal Hamen trading bahut pyar se Karni Hogi Kyunki is Waqt market Mein without planning without strategy without thinking trade karna risky ho sakta hai aur Is Desh Ke Andar Hamara account was hone ke chances bhi maximum hote hain isliye Hamen chahie ki is Waqt Jitna ho sake Soch samajh kar sakti aapke sath decision le apni trading ko Kamyab banane ki koshish karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ajkal trading Zara ahtyaat se krein

                          Bilkul market ki moment bahut hi difficult Hui Hai virus ka different countries main bahut hi effect Kar Raha Hai Jiski vajah se market per bhi iska bahut effect kya raha hai market ki moment Samajh Mein Nahin a Rahi bahut difficult condition mein hai agar trend Bane to bahut hi movement hoti hai kabhi kabhi jaldi hi friend change ho jata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X