Long term trading sy zyada profit hota hy????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading sy zyada profit hota hy????
    Dear forex members jo bhe senior member hain forex main trading k liay woo kehty hain k us mai hum long term trading karin long term teading karin humainn is sy kia faida hota hy aur humain kia is sy zuada faida hota hy long term trading kaa??? Mujy isk bary kain thora bata dain kindly..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے

    Dear Forex Mein total two types ki trading Hoti Hai Ek Hoti Hai long term trading aur dusri Hoti Hai short term trading long term trading main aapko market ko intraday trading kya aapko weekly time se main market to analyse karna hota hai aur Market ki jo position hai usko lambi ke liye hold Rakhna hota hai normal lot size lot size. Short term Mein yah hota hai ki aap daily basis per abhi market Se Apna profit Lekar side par ho sakte hain aur Haveli time friend use karte hain aur ismein short-term Mein sabse important chij hai vah hai scalping of scalp Karen aur 30 minut 15 minut Mein trade Karen aur Apna profit Le aur site per Ho Jaye
    • #3 Collapse

      Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
      Dear forex members jo bhe senior member hain forex main trading k liay woo kehty hain k us mai hum long term trading karin long term teading karin humainn is sy kia faida hota hy aur humain kia is sy zuada faida hota hy long term trading kaa??? Mujy isk bary kain thora bata dain kindly..
      long term trading se bahut jyada aapko sikhane ko milta hai aur is baat mein Koi shak nahin hai ki long trading se Ham acchi tarah apne account ko stable kar sakte hain lekin mere trading experience ke liye hadse ham log itna vate nahin kar sakte hain agar Ham long term trading co prefer Karen aur aur apni trading apne knowledge ke sath karen to no doubt ke ham long turn trading mein bahut jyada successful honge aur aur is baat mein Koi shak nahin hai ki long term trading wale hi asali trader hai aur unki kamyabi ISI mein hai ki vah apni trade ko hold Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jin logon k pass acha balance hota hey aur acha experience bhi hota hey aur woh bilkul small lot size ko use kartay hen woh long term trading kar saktay hen aur wait aur sabr kartay hen jiss ki waja se unn ko bahut acha profit mil jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

          bhut kum hota hy prfit hum ager long terms trading kerty hein to bhut kum prfit milta hy baki ulta account wash hona ka khtra bhi hota hy isk ilaawa merry khyal mein nahee kerni chaiy long terms ytrading bhut bary loss mein chalki jati hy jissey sabver na hony ki wajha sey himat haar jati hy hamin short tiome sey hi best prfit earn kernba hogaa
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

            G han dear long term tread bahut ziyada profit bhi dey sakty hy aur account wash bhi kar sakty hay agr hamin long term tread sy hamin firex monymangment ka sath kam loy size lagty hiy hamin forex min treading kanri hy agr markeet mukhalif bhi ho jay to hamra account safe rahy jis sy hamin firex min loos na ho agr hum ko forex min ziyada syz iyada mhenat karty hiy moneymagment ka sath tread lagaini gy to hain forex min acha profot haial kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

              Trading chahy long term ho ya short term apko profit tan aay ga jab ap ko Forex trading ka mokammal experience aur knowledge ho ga to kio k long term ap tab kro gy jab ap market ko annylsis kro gy k itny din Tak falan pair ki movement aisy ho gi tab apko ziada faida ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                forex aik online business hain hum is mai lvie trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik amm busienss ke nisbat acha busines hain humis ma ipart time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain forex aik international buisness hain yai busines kabe be band nahi hi sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                  han g hta hai kyon ke is mein hmain mehnat ka buhat hi acha faeda hota hai aga ham aesa nahi karain ge to hain loss ho ga lekin agar ham, mehnat kaange to hi ham acha trend follow karain ge aur mehnat se kaam kar ke achi racing kar ke earn karain ge is liye jiitna bhi hai hamin learn karna hai aur trend ko follow karna hai tab hi ham kameab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                    ji bilkul aapane sahi kaha hai ki long term trading mein profit ke chances bahut jyada hote aur ham bahut acchi tarah se profit hasil kar sakte hain jab ke short term trading main losses ke chances bahut jyada hote hain aur usmein profit ke chances bahut kam hote Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                      han g bilkul asa hi ha long term trading sa humy zyda faida hota ha humy chaiya k hum long term trading karyn achi trading karyn jab hum shirt term trading karty han u iska humy nuqsan hota ha tu sochs mjh k kam akryn or behtreen kam karyn taky apko acha result milsky mehnat karna lazmi ga us ky begar guzara nahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                        Long term trading ke liye hamare paas balance achcha hona chahie ji aapki baat bilkul theek hai long time trading mein signal acche milte Hain hamare analysis bhi baithe hote hain Agar Ham chhoti trade ke sath trade karenge to hamen achcha profit mil sakta hai Forex trading mein money management bahut jaruri hai aur hamen chahie ki Ham thoda thoda karke earning karne ki koshish karen risky trade na len. Trend market ki favour mein agar Ham long trade karenge to hamen fayda degi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                          Pak forex busines mn acah Sa bonus Hi Day WELL TRADING karen Tu Hi Acha Sa knowledge Say Trad achi Planing Say Hi Karein Pak forex MN Acha. Sa time Say Hi TRADING KAREN aik Din Success kaamyabi hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                            Short term Trading aur Long term Trading main Farq boht simple hae Long term trading main Order boht lambe time tak Chalti rehti he aur Short term main chote time period par chalti he jese scalping hogai Yeh shrot term main ati he Short term main stop lose aur take profit bhi boht hi chote hote hen 20 pip se se 30 pips tak Long term main 100 se pips se haazaro pips tak ky Order chalte hen aur kahin mahino tak chalte rehte hen Long term trading kay lie account balance bh ziada hona chaihe agr 100 ka account blance he to hame short term trading karni chaihe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long term trading sy zyada profit hota hy????

                              Bilkul doston long term trading Kyunki Aisi trading hai jismein aapko Jyada Intezar karna padta hai to jawab Ka Intezar karte hain to aapko uska Sila bhi achcha Milta Hai Aap uska fal Kaise Milta hai agar aap speed Mein Kamyab Hona chahte hain aur is Se Achcha profit Kamana Chahte Hain To aapko long trading Karni chahie ki Jab se aap kya hota hai Karke 2 3 din ke bad usko check karte hain aur Sansad usko analyse kar rahe Hote Hain To fir aap is chij Mein Kamyab Hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X