ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apna time waste nahi karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим