time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time ko waste kiye bager is main trading karni chahey
    ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apna time waste nahi karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

    Yes forex ma bena sochy k ham yaha time waste to ni kar rahy kam karna chahe, forex ma time waste ni hota social media ma time waste hota hai, es lae face book, twitter wagera ko chor deyn or apna 100 percent forum ko dyn, inshallah acha profit hasil ho ga,
    • #3 Collapse

      Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

      yes dear hmain forex ma soch samajh kar kam karna chaiay, achay entry time par trade open karain ta k hmari trade ma loss k chances km hon aur hmain trade kamyab ho, bilawaja time waste nhi karain bl k thek time par thek decisions lain
      • #4 Collapse

        Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

        Bilkul hmain time waste kieye bghair hmain Kam karna chahye yh BT hmary list bht impotant h hmain trade ko seriously Lena chahye jiski base p hm n khud ko successful bnana chahye or trading p Khud ko twaja Dy k Kam karna chahye KH hm mehnat krein or agy ly jaen Khud ko
        • #5 Collapse

          Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

          Asslamualeikum all friends ummid karta hu ap sab friends kharyt say hongy dear apne bhut achi bat ke hay pak forex ek bhut acha aur kamyab business hay time ko waste naii karnaa chlye humee chely time waste kehy pak forex forum kam kanra chley phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

            Blkul g ap nae tk kaha k hume time zya kia beghr is mevteading karna chahi jitna jaldi ho sake hum kam kare aor is sae fyda lae le
            • #7 Collapse

              Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

              dear g han ap any sahe bat ko kha hay ham ko chye k ham apnay time ko waste nah karein aor is main ham ko chye k ham sl aor tp ko set ker k apni trade ko kertya rahein agar ham is main aisa kertay rahtay hein to ham ko is main kuch nah kuch nafah hasil ho sakta hay is main ham ko mehant k sat apnay kam ko karan h g .
              • #8 Collapse

                Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                Ham sab ko kabhi time based nahin karna chahie balki Ham sabko time ka sahi tarah se use karna chahie aur iske liye hamen acchi tarah se trading karte rahana chahie aur trading mein jyada se jyada time spend karna chahie aur apna Sara focus apne trading per aur apni working per hi rakhna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                  dear forex trading main aghr hum kamyab hona chahty han tu hmain soch smjh kar or achi tra analysis kar apni trading karni chahye q k jub hum market ko achi trha smjh kar trading karty hain tu hmain loss hony k chnaces kam hoty hain or aghr hum apni trading ko bina dikhy or sochy smjhy he kar dety hain tu hum kbhi bhi forex mai kamyab nahi ho skty hain or na he hamain acha profit milta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                    Dear friend Jitna ho sake time Dena chahie apni working Karte Rahana chahie post ko complete kiya jaaye aur Market mein bhi just I'm ko acche entry milati hai to trade open karke market se profit nikal Lena chahie interest Lekar time dete Rahana chahie kabhi bhi market Mein acche entry mil sakti hai aur apni post complete Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
                      ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apna time waste nahi karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain
                      Trading stamp karne chahie Jab market aapko aasani se samajh mein a rahe ho aur time trading karne ke liye Nahin Hota aur Har time trading Karke profit bhi nahin Hota isliye acche time Ka vate Karna chahie aur acche trading Karni chahie
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
                        ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apna time waste nahi karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain
                        Reading kam karne chahie Ja market aapko aasani se samajh mein a Rahi Ho Har time trading karne ke liye Nahin Hota aur Har time trading Karke profit bhi nahin Hota isliye acche time Ka vate Karna chahie aur acche trading Karni chahie
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                          G han friends ager ap time ko waist kiye baghr forex main karty hain to apko bahot ziyada faida hasil hota hai friends apko chiye kay achi mehnat or time ki pabandi pko bahot agye tak lay jaa skti hai so zarori hai forex main jitni ho saky mehnat or lagan kay sakt kaam karyn or kabhi bhi time waist na kia karyn kyun time waist karny say nuqsan he hota hai so acha trader mehnat karta hai time ziyaan kiye baghir
                          • #14 Collapse

                            Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                            forex aik aca business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakaty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be bss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: time ko waste kiye bager is main trading karni chahey

                              bilkul time kko waist kiye baghair hmain mehnat karni hai ayur hamin practice karni hai agar ham ne aesa nahi kiyya to hmain loss ho ga aur agar ham chahte hain ke ham acha kaam karain to emotional control karain ge to hi ap ean karain ge is ke bina kuch bhi nahi hai market mein is liye mehnat se earn karain aur acha kaam karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X