Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai
    Trading ke liye main is hafte ki news ko read kiya hai aur main forex factory per is hafte ki news dekhi hai Kalmarket mein bahut jyada news hai jeene ki vajah se market ki movement kafi tej ho sakti hai isliye market mein trading karne se pahle news kola lazmi read kar le kyunki aisa Na Ho ki news ki vajah se aapka nuksan ho jaaye mujhe lagta hai ki cal market bahut hi tezi ke sath move Karne wali hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

    g han lagta to aesa hi hai lekin aj bhui market fast hi lag rahi hai kyon ke corona ki waja se halaat buhat kharab hain agar ham mehnat karain ge acha kaam karain to hi ham is market mein kaam kar saken ge hmain bus money management karna hai aur agar ham money management ko follow karain ge to ham loss nahi karain ge
    • #3 Collapse

      Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading pe aj kal news bahut ziyada effect karti hen aur kal news hen iss liay soch samaj kar trading karen aur phir jaldi men trade open nah karen balkay wait karen aur market trend ko follow karen aur phir trade open karen aur news ko zaroor dekhen
      • #4 Collapse

        Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
        Trading ke liye main is hafte ki news ko read kiya hai aur main forex factory per is hafte ki news dekhi hai Kalmarket mein bahut jyada news hai jeene ki vajah se market ki movement kafi tej ho sakti hai isliye market mein trading karne se pahle news kola lazmi read kar le kyunki aisa Na Ho ki news ki vajah se aapka nuksan ho jaaye mujhe lagta hai ki cal market bahut hi tezi ke sath move Karne wali hai
        Market ki moment Tej ho ya slow Hamen apni trading strategy and planning ke hisab se apni trading ko execute karna hoga Agar ham log market ki Munh Ko Dekhte Hue apni e planning and trading structure ko improve karne ki koshish Karte Hain To ho ham log trading mein Main Jarur Kamyab Honge trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki ham log news ke sath touch Mein Nahin aur jab Hamen main Kisi bhi currency pair per koi acchi news mile A To Hamen apni trading entry ka Usi hisab se a buy ya cell mein execute karne ke liye decision Lena chahie
        • #5 Collapse

          Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

          hamy market ke movement ko samj kara kam karana ho ga pher he hum passia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is maai out off balance account bana kar be kam kar sakty hhain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum isy apna professionaal career be bna sakty hain asane sy
          • #6 Collapse

            Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

            dear ap ki bat kafi limit tak correct hay ham ko chye k ham is main ityat k sat kam ko karein is main ham ko kabhi bhi jaldbazi main a ker k kqam ko nahi karna ho g is main ham ko chye k ham is main kam say kam lot ko use koer k trade ko open kia karein agar ham ko is main loss bhi ho g to kam ho g is main he ham ki kamybi ho saky g .
            • #7 Collapse

              Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

              Dear ais market mai news ki waja se moment to kafi zayda hai ais k sath sath ap agar ais market mai dekhy to ais market mai kafi zayda profit bana sakty hai kun k ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai jab ap ais market mai moment ko samjh jaty hai to ap ko ais mai faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                Dear members market ki movement kabhi b Chang ho sakti hy is liy AP ko apny trade ko soch samjh k r ek accha analysis k baad hi krna chahay . News market or effect krti hainm is liy AP ko chahay k Dil sy Kam krain take AP ko Experience mil saky
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                  markt main movmenet ko dekh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main kam ka rk i hum apni har zrroat ko pora karny k kabil hony say pahly is k bary main trend ko use kana ho ga tab hi hum trade karein gay aru is forum main kam kar k hi hum trader banany say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum trade karny k kabli hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                    Dear aaj kal poori dunya ki economy disurb hai aur aisay haalaat mein forex trading pe aj kal news bahut ziyada effect karti hen aur kal news hen iss liay soch samaj kar trading karen aur phir jaldi men trade open nah karen balkay wait karen aur market trend ko follow karen aur phir trade open karen aur news ko zaroor dekhain aur uss ko follow kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                      Ji Haaan Aaaap Ki Baaat biLkul Sahi Hai foRex Main Kaamyaab HOnay k LiYe HumAaara NEws Ko Samajhnaa BhoT ZaRoori Hai Jitnaaa Hum MaRket ko Samajh KaR Kaaam KaRen Gy Utnaaa hi HumEn Faaidaaa hOgaa to HumEn Chaahiye k Jo Bhi Trade LaGaaaen WoH Safe LaGaani Chaahiye Taakay Lott SiZe Kam Honay Ki Wajaaa Se Loss Main Bhi Kami Ho....
                      • #12 Collapse

                        Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                        bilkul kal market fast ho gi kyn ke kafi news hai agar new trader hmain read kar rahe hain to unhain kal news trading se avoid klarna chahiye kyon ke is mein loss buha ho ga agar wo loss se bachna chahte hain to un ko chahiye ke wo achi trading ke liye market mein mehant se kaam kaain lekin acha kaam karain aur earn karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                          Dear friend bilkul theek hai aaj market ki moment stable Hai Itni Jyada Nahin Hai Lekin cal market ki movement bahut jyada Hogi virus ka bhi effect hai aur Market mein news bhi hai to market Mein jis mein order place Kiya bahut profit bhi ho sakta hai aur last Bhi Ho Sakta Hai Soch samajhkar trading Kare Agar karni hai to
                          • #14 Collapse

                            Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                            hamy market ki movement ko achy sy samaj kar is ky up or dow ko dekh kar is main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik world wide business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kal market ki movement tez hogi kyunki news bahut zyada hai

                              g an dear ap ny bilkul sahi kaha hai forex market ki boht jald tez movements hony wali hai e ski wjah yah hai k aj kal jo molk k halat hain wo kafi distrub hain jis ki wjah se markets bhi kafi tez or distruab hai jub k hum sub ny boht ahtiyat k stah apni trading karni hai q k aghr marjket ki sort e hal fast hai tu hmain loss bhi hony k chnaces hain tu soch smjh kar or kam rks k sath apni trading karen ta k loss na hony pay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X