Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma kamyaabi nahi hoti ?
    Dear forex members forex business ma hi nahi balkay jis kaam ma b aap mehnat karayn ga us ma aap ko kamyaabi zruur hogi.or forex business aik boohat acha or kamyaab business ha Jo puuri world ma famous ha is mein agar aap kamyaab Hona chahtay han to aap ko chahiya ka forex business ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn is sa aap ko loss bhi nahi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
    Dear forex members forex business ma hi nahi balkay jis kaam ma b aap mehnat karayn ga us ma aap ko kamyaabi zruur hogi.or forex business aik boohat acha or kamyaab business ha Jo puuri world ma famous ha is mein agar aap kamyaab Hona chahtay han to aap ko chahiya ka forex business ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn is sa aap ko loss bhi nahi ho ga
    no dear brother aisa nahin hai forex mein Ham successful ho sakte hain lekin forex mein Ham without experience successful nahin ho sakte hainif we have a good experience then we have always a successful trader and if we have no good experience then we have no success in this business is our business hamare experience we depend karta hai jitna strong experience hota hai utani hi success ke chances hote Hain aur agar experience nahin hai to success ka koi chance nahin hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

      Forex main kamyb hota hey jitni ziyada hm mhynt krty hey konwldg or experience hsil krty hey utna kamyb hota hey koi bh aysa business nhi jis main mhynt kra or kamyb na Ho..... Jitna ziyada forex ky br main konwldg or experience Ho GA jitni ziyada mhynt kra gy market ki movmnt ko semjh gy utna kamyb Ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

        Forex main kamyabi lazmi hori hay kis na kha hay... Kh forex main kamyabi nahe hoti har mahnet kerna wala sa pocho kh forex main kamyabi kos vja sa hoti hay ap jo khy kh ham mahnet bh ma kerain or hmean sb kch bs aysa mil jay aysa kn data jay ap btao her cheaz ko hasil kerma ka liya sirf mahnet ko zaroret hoti hay
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

          Dear jab aap forex main kaam karty hain aur is main mehnat karty hain tpo apko is main kamyaabhi haisl hoti hy agr aap is main mehnat nahi karty aur forex ko time nahi dety too apko us main kamyaabhi milna namumkin hy agr mehnat karin gy too kamyaabhi zaror mily gen
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

            G han dear ap ny sai kha hy ye ik acha or online business hy pori dunya me phela howa hy ham jo bhi kam karty hy yo ham ko is me mhenat karni parti hy to hi ham is me kamiyab hosakty hy is thrha agar ham forex me kamiyab hona chaty hy yo ham ko is me mhenat karni hogi to ham is me kamiyabi hasil kar sakty hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

              forex mai agar kamyab hona catey hain to hamy phaly learning gain karne ho ge pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hum is mai free acocunt bana kar be kam kar sakty hain foex aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
                Dear forex members forex business ma hi nahi balkay jis kaam ma b aap mehnat karayn ga us ma aap ko kamyaabi zruur hogi.or forex business aik boohat acha or kamyaab business ha Jo puuri world ma famous ha is mein agar aap kamyaab Hona chahtay han to aap ko chahiya ka forex business ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn is sa aap ko loss bhi nahi ho ga
                forex main kamyabi UN logon ke liye nahin hai Jo iske liye mehnat nahin karte hain UN logon ko is karobaar main kabhi kamyabi nahin milati hai aur vah hamesha hi nakam hote hain aur vah sirf aur sirf apna nuksan karte hain lekin jo log mehnat karke yahan aate Hain aur sikhate Hain to vah log hamesha hi kamyab hote hain aur accha munafa kamate Hain
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                  hamy is main acha or alla qualities ka mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be was ho sakta hain is main maret ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                    Forex trading mein hamari kamyabi hoti Hai Jab hamare feeling strong Ho hamen Apne lash Se Na ghabrae himmat na chhode Apne kam per focus Karen mainet Karen apni galtiyan say Sabha hasil Karen to Ham Forex trading mein kamyabi tabhi hasil kar sakenge Forex trading mein bahut se aise member Hain Jo Apne Jo Forex trading Se achcha knowledge or experience a hasil kar KY earning Kar rhye Hain forex trading ek achcha business hai hi hamen is per mehnat karni chahie to Ham isase achcha profit aam kar saken ke.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                      Aysi Koi Baaat Nahi Hai FoRex Aik Bhot Hi Achaaa or pRoFitable buSinEss Hai Or is Main Kaaam KaR k hum BhoT Hi Achaaa ProFit Kam TimE Main Kamaaa SakTay Hain To HumEn Chaahiye k Jitnaaa Ho sakay Samajh KaR Trade KaRni Chaahiye or MeHnat Se kaaam KaRnaaa Chaahiye Q k Jitnaaa Hum Is Main SoCh Samajh KaR Kaaam KaRen Gy Utnaa hi HumEn Faaidaa hogaa....
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                        Forex trading Mein Hamen kamyabi tabhi ho sakti hai Jab hamare pass Forex trading ka han Achcha knowledge hoga jitni acchi knowledge or experience ke sath Forex trading Mein trade open Kahenge itni acchi aap earning kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge Forex trading Mein Kamyab na hone ka to Koi Sawal hi nahin Paida Hota jitni learning Karenge Itna money management ke sath kam Karenge itne acche aur Kamyab trader banenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                          Kaun kahta Hai Forex trading mein kamyabi nahin hoti hoti hai agar hamare feeling strong Ho Ham Apne kam per focus Karen mainey Karen Apne kam mein dilchaspi len acche ki ummid rakhen to kamyabi aasal hoti Hai Forex trading hamare liye ek acchi opportunity hai ki Ham baithe Forex trading co join karke apne liye earning kar sakte hain jobless person Jo thoda bahut padhna likhna jante hain to vah Forex trading per kam kar sakte hain aur apne liye earning kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                            Aapane Sahi kaha hai Forex trading business mein bhi mehnat Karke kamyabi Hasil ki Ja sakti hai aur kisi bhi kam Mein ya Business mein mehnat Karke kamyabi Hasil ki Ja sakti hai agar Ham mehnat Karenge proper planning ke sath kam karte rahenge to Forex trading business Mein Ham kamyabi Hasil kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ma kamyaabi nahi hoti ?

                              Forex trading Ke alava Bhi Jo Koi Bhi business hai kam hai usmein kamyabi ke liye struggle karni padati hai Forex trading business mein bhi Kamyab Hona Chahte Hain To struggle Karen ismein time per Jitna Jyada time Denge work Karenge learning milati Jayegi jitni Jyada learning improve Hogi Forex ke related knowledge Banta jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X