agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .
    agar aap ko forex forum pe koi post achi lage to use khule dil se like diya karen ta k us bnde ki hosla afzai ho aur wo mazeed dil laga k kaam kare aur mazeed achi posten karen, dekhen 1 ache talent ko agar hum Pakistani nia promote karenge to phir kon kare ga lehaza meri request ha ka humen 1 dosre ko promote karna chaiye, hum use jante hen ya nai lekin 1 pakistani hone k nate se ,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

    g han huma acchi posts pr zaror like karna chaya ta ka hhma accha knowledge shar kar sakain or jis ki posts hai wo bi or alna knowledge share kar sakain js lia huma is mai mahnat karna ho gi zayda sy zyada or bahtrern kam karna ho ga ta ka likes bi mila or balance accha mila tanka hum acchi trade kar sakain is mai tubhi hum kuch kama sakain gain
    • #3 Collapse

      Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

      g dear hmain acha kam karnay walon ko appreciate karna chaiay aur aisay members ko thanx zarur dia karain ta k un members ki hoslaafzai ho aur un k confidence ma izafa ho, is tarah un ma mazeed mehnat karnay ka jazba paida hota ha
      • #4 Collapse

        Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

        G hy bilkul hm kisi ki post qchi legy to hm thanks dana chya is sa un ki hoslafzi hoti hy or wo phly sa ziyada mhynt sa kam krty hy..... Hm chya ky hm dusru ky kam ki hoslafzi kra ta ky un ko bh faida Ho or hm bh jitni ziyada mhynt kra ga utna kamyb Ho ga or profit mily GA...... Forex duniya ka sub sa acha business hy is main mhynt sa hi kamyb Ho skty hy
        • #5 Collapse

          Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

          G han apne joiner ke posts ager ache knowledge wale lagy to zror use likes bhe kerna cheye or thanks bhe dena cheye kuin ke ager hamre thanks dene se un ke hosla afzai achi hoti hay or kam kerne ka shok bhe bhar jata hay to tamam membe se guzrish hay ke aik dosre ke posts ko zror likes or thanks dene cheye
          • #6 Collapse

            Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

            اصل پيغام ارسال کردہ از: 1ahsankhan1 پيغام ديکھيے
            agar aap ko forex forum pe koi post achi lage to use khule dil se like diya karen ta k us bnde ki hosla afzai ho aur wo mazeed dil laga k kaam kare aur mazeed achi posten karen, dekhen 1 ache talent ko agar hum Pakistani nia promote karenge to phir kon kare ga lehaza meri request ha ka humen 1 dosre ko promote karna chaiye, hum use jante hen ya nai lekin 1 pakistani hone k nate se ,,
            Agar form per Koi Achcha aur kaun si wali post Yatra Karta Hai To Hamen usko like Jarur Dena chahie Kyunki warlike Hasil karne ke liye mehnat Karte Hain aur Hamen usse ko like dekar uski Hosla bhai Karni chahie isliye post per like Jarur de diya Karen Agarwal ki quality acchi ho to
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

              Is platform per bahut Sare trailer Aise Hain Jo Hamen acchi information wali posting Karke Hamare knowledge mein izafa karte hain Agar Kisi Ne acchi quality wali post Ki Hai To Hamen usko like dene chahie Taki usko fayda Ho appreciation Dene Se Aur bhi achcha kam Kiya Ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                Agar koi Achcha kam kar raha hai to usko use kam ka fayda Milana chahie acchi quality wali posting per Hamen like dene Jaenge Jab Ham Ek dusre ko like Denge To Hamen Achcha bonus mil sakega Agar Ham Ek dusre ki help Karte Hain To Ham is platform per bahut Achcha kam kar rahe hain
                • #9 Collapse

                  Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                  g bilkul agar kisi member ki post informative hoti hai to or hamen achi bhe lagti hai to hum sub ko cheye k hamesha he un posts ya threads par lazmi like karna cheye taky unko bhe acha response mily or hosla afzai bhe hoti rahy ..
                  • #10 Collapse

                    Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                    bilkul hame chaiye ke agr hame kisi ki post ya kisi ki threads achi lage to ham us bnde ko appreciate kren thanks ki surat me jis se us bnde ko faida hoga or wo or achi achi posting krega or achi achi threads krega jis se knowledge me izafa ho or kuch sikhne ko mile or hame chaiye ke aese threads or aese achi quality ki post kren jis se logon ko kuch sikhne ko mile q ke jb log kuch sikhnen ge apki post se ya apki threads se to apko thanks bh milenge
                    • #11 Collapse

                      Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: 1ahsankhan1 پيغام ديکھيے
                      agar aap ko forex forum pe koi post achi lage to use khule dil se like diya karen ta k us bnde ki hosla afzai ho aur wo mazeed dil laga k kaam kare aur mazeed achi posten karen, dekhen 1 ache talent ko agar hum Pakistani nia promote karenge to phir kon kare ga lehaza meri request ha ka humen 1 dosre ko promote karna chaiye, hum use jante hen ya nai lekin 1 pakistani hone k nate se ,,
                      Yah Baat aapane theek Kahin mein jo post karte ho to Sath Sath dusre Posto Ke Bhi Khabar rakhti Hun Ki Kaun kya likh raha hai aur Jiske post acchi Lagti Hai music Wale Bhi Karti hun aur acchi post karke hi Ham acche bolna Kumar sakte hain Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus Hoga To Ham Achcha kam kar Sakenge acchi chatting kar Sakenge Agar kisi ko meri post acchi Lage to please unko bhi follow karna
                      • #12 Collapse

                        Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                        ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki agar kisi ki post acchi aur informative Ho jisme knowledge ho to use per thanks jarur Dena chahie aur ISI tarah se hamen khud bhi informative aur knowledgeable wali friends create karne chahie tab hi Ham jyada se jyada thanks hasil kar payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                          yes ager hum ko kisi ki post achi lagy to hum ko uos post ko zaror like karnia chaye kunki uos post karnay waley ki hosla afzai hoti ha aur uos ko aur post acha tareqa se karney ki hosla afzai hoti ha aur who post acha tareqa se kar paye ga
                          • #14 Collapse

                            Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                            Said nice dear ap ny bhot achi bat ki hay hamen ek dosray ka hath tham kar chalna ho ga tab he forex men ham jald kamyab hon gay kyn kay har kisi kay pass kuch na kuch knowledge to hota he hay to agar ham apna apna knowledge apnay tamam doston kay sath share karen gay to umeed ki ja sakti hay ky ham men sy koi member bhi forex ko choray ga ni balkay himat aur hoslay say aagay ki janib barhta rahay ga aur es tareky sy sab members ka knowledge bhi improve ho jaye ga aur sab achay trader bhi nan jain gay. es lye hamen ek dosray ki madad karny say kinara kushi ni karni chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar kisi ki post achi lage to like zaror kiya karen ise hosla afzai hoti ha .

                              forex main kaam karne waley tamam members ko yeh bat bar ha bawar karai ja chuki hai k yahan kaam karne wala har shaks apne mind k mutabiq bharpur mehnaat karta hai jo bhi yahan per post karta hai kuch na kuch mehnaat kar k he karta hai to ap log us ki hosla afazi main usko thanks zaroor karen ya phr apko jo bat uski post main kaam lagi usko woh btaen dono kaam ap start kar den apko har post kuch he dino main thanks dene k qabil miley gi yeh mera dawa hai azma kar daikhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X