hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga
    hamy acha expeirnece gain kar ky risk lena ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kaam kar sakty haain hum is mai free account bana kar be kam kakr sakty hain hum is mai pairs ma or currency mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is maai agar lalachi ban ky kamk ary gy to hamy loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

    Aapki is thought se bilkul bhi agri nahin karta Forex Kabhi yah Nahin Dekhti kya aap experience ho ya and experience Forex Mein Kabhi Bhi risk Nahin Lena Kyunki Forex bahut jyada risky business hai agar aapane risk Lena bhi hai to at least aapko stop loss ka use karna chahie Kyunki Jab Koi economical events Aate Hain Jaisa ke korona virus natural disaster to yah kabhi bhi aapke experience ki base per aap ko respect Nahin dete so koi bhi risk Lene se pahle kam se kam Apne account ka investment aur Star Plus ka juice Jarur kijiye
    • #3 Collapse

      Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

      Je Han friends hum ko forex main mukammal experience or knowledge k bad hi rizk lyna chahiay q k forex main agar hum say koi misstake ho Jay to is say hamara account wash ho sakta ha is laiy jab hum ko mukammal experience hoga to hum bohat asani say treading Kar k acha profit kama saktey Hain or apney account ko safe rahk saktey Hain
      • #4 Collapse

        Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

        g han ap na sahi kha forex ik asa plate foram ha. jahan pa ham mehnat kar k acha earn karty hyn lakin os ka liyaa ham ko risk lena parta ha jo k ham ksi bi trha sa loss ma change ni kar saktay isi liya market ko analys lazmi karyn
        Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
        • #5 Collapse

          Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

          Bahi forex main risk ke zurarth nai hai ye ak acha network hai is main AP na sirf post share karni hai or acha bonus received karna hai kion ja is main to sirf acha knowledge share karna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik risky business hey iss men risk lenay k liay experience hona chahiay iss liay pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir apnay balance k hisab se risk management karen aur chota risk len tu risk kamyab ho sakta hey aur acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

              ji bilkul aapane sahi kaha hai ki agar Ham acchi tarah se knowledge or experience hasil karte Hain to is tarah se Ham Forex mein bahut acchi trading kar paate hain aur bahut acchi earning bhi kar paate Hain
              • #8 Collapse

                Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                g han hamain risk ko avoid kar k hi trad ekarni ho gi ta k earn karin gay aur market main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur is forum main demo main practice karni ho g itab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky g aur hamain is forum main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi um trade karny kkabil hn gay aur hamain sucs hson
                • #9 Collapse

                  Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                  Exactly insan ko acha profit tab he hosakta hai jab wo axhi trading kr raha hota hai agar achi trading ni hogi tu profit kaam
                  Hota rahy ga isliye hamain ek achi trading k liye acha profit krny main madad dy sakta hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                    forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty haain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai risk ly gy to he hum munfa kama saky gy forex paistan mai legal ban cuka hain forex jasa koi or business nahi hain hum agr kam karrtty howe market ky kise rule ko ignore kar detyh in to hamy lss ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                      hamy best experience or knowldge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni life sy grbat ko katham kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                        Hamen Kisi bhi Business mein risk Lekar Kam Nahin Karna chahie Hamen apni knowledge experience ke sath Kisi bhi Business mein kam Karenge To Ham Kamyab Honge aur jitni knowledge wali Ham post Karenge Itna Achcha Mein bonus Milega aur acche bonus ke sath Agar acchi knowledge or experience wali trade open Karenge To Hamen loss kam Hoga aur profit Achcha Milega jitni Ham money management ke sath Forex trading Mein kam Karenge Hamen Awaaz kam hoga per Ham acchi earning kar Sakenge Forex 1 online business hai ismein Ham Ghar baithkar easily kam kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                          Forex trading men awal to risk lena he nai chaye risk lena forex rules ky opposite hay aur agar koi member risk lena bhi chahaye to sirf wo he member experience lay jiska experience kafi ziada ho kyn kay forex men market ki movement ka koi pata ni hota kay kis pal men change ho jaye aur experience trade to market ki condition ko bhanp chukay hoty hen aur esi lye unki riskay trade takreban profit men nikal jati hy but junior member risk kabhi na len. forex ek acha business hy aaram sy kam karen to apko profit hota rahy ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                            bhai ap experince jitna bhe gain kar lain magar risk na lain kun k bhot loss bhe ho sakta hai or profit bhe ..behtar hai k risk sa dur reh kar he kam karen tabhi hum kamiyab hongy or achi earning bhe gain karen gy ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamy experience gain kar ky forex mai risk lena ho ga

                              g me ap k bat say itafaq karta hn may hamay experience hasil kar kay forex me trading karni ho tb h ham kamyab ho saktay hain varna nai kyo jasay kay sb market halat jantay hain kay market ka utar charbao bht teezi say chal raha or bht loss b ho raha ha is liye hamay cheya kay ham pehlay experince hasil karayn or us kay bad trade karayn tb h ham kmayab ho saktay hain or apna bonus zayda kar saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X