Learning kabi stop nahi karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning kabi stop nahi karni chahiye
    Ham sab ko hamesha learning ko continue dekhna chahie learning kabhi stop nahin karni checking ke Jo traders learning stop kar dete ya FIR vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate hain aur kabhi bhi vah acche trader nahin Ban paate Hain isliye Ham sabko daily basis per acchi tarah se learning karte rahana chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Booom پيغام ديکھيے

    learning ka process hmesha apne sth rkhen agr ap expert bn b gay h phr b learning process ko kbhi b na chhoren qk learning ap ko bht agay tk lay kr jay gi r learning ki wja c hi apko achi earning hogi
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Booom پيغام ديکھيے
      Ham sab ko hamesha learning ko continue dekhna chahie learning kabhi stop nahin karni checking ke Jo traders learning stop kar dete ya FIR vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate hain aur kabhi bhi vah acche trader nahin Ban paate Hain isliye Ham sabko daily basis per acchi tarah se learning karte rahana chahie.
      ji han dost apne sahi kaha jab ap forex business main kaam kar rhe hain to ap ko learning karte rehna chahye jab ap apni learning jari rakhte hain to ap kafi had tak expert bante hmjain ge jab ap expert ban jain to ap ko continu profit hasil hoti reh jai gi.
      • #4 Collapse

        Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

        hamy learning ko stop nahi karna chahey hamy is main mehst sy daiy base par kam karna chahey pher hi ham kamayba ho sakty hain or achi earning hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

          han g dear member apki bat to thk hy keh hamin learninig kbhi bhi stop nhi kerni chahiy kue keh forex markeet aik international markeet hy iss ko smjhnuy key liy hamin kafi time chahiy hota hy iss liy work kernuy key sath learninig ko bhi apnuy sath ley ker chlin tub hi apko iss mein faida hoga jab apki learninig strong hogi..
          • #6 Collapse

            Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Booom پيغام ديکھيے
            Ham sab ko hamesha learning ko continue dekhna chahie learning kabhi stop nahin karni checking ke Jo traders learning stop kar dete ya FIR vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate hain aur kabhi bhi vah acche trader nahin Ban paate Hain isliye Ham sabko daily basis per acchi tarah se learning karte rahana chahie.

            Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul Hamen ismein Kabhi Bhi Apne Jo learning process hai usko left nahin karna chahie Kyunki jab tak aap isme alarm Nahin Karoge tab tak aap ko is se Kuchh Bhi Hasil Nahin ho sakega aur ISI Tarah aapka Kuchh Bhi fayda Nahin hoga isliye maine bhi aapse Yahi kahunga ki aap learning karte raho Ka Main Bhi aapko Milega Inshallah !!!
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

              Ji han hamen learning stop nahin karni chahie hamen is hi knowledge milta hai agar Ham learning stop kar denge tu hamen kuchh bhi aasan nahin hoga hamen jaan se jyada mehnat karni chahie mai yahe kahu ga k learning kart raho aik din apko acha result mily ga
               
              • #8 Collapse

                Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                Learning ka maksad yeh hota hy k ham har any valy time ky sath teach rahen ham jetna ziyada teach rahen gy ham outna ziyada har any vali new chez sy teach rahen gy es liy hamen yeh karna chiy k ham mehnat ka daman kabhi hath sy na chouren hamen ziyada sy ziyada mehnat sy apny kam ko karty rehna chiy.
                • #9 Collapse

                  Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                  G han learning ko hameaha apny sath rakhy ta k ap expert ban sakein learning ko kbhi bhi legt nahi kena chaye uski se huma kamyab hoty hain or huma knowledge hasal hota ha
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                    Learning ko agar ham stop kar dein gy to ham kisi bhi kam ko solve nahi ka sakty leaning sy ham any waly waqt main use kar sakty hain jiss k bhut ziyada benefits hain agar ham learn karty hain to ham kisi bhi mushkil ksm ko baasani kar lety hain aur kamyabi hasil kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                      hamain elarning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur boht say log is forum main kam karty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay yaur hamain demo main rpactice karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur hamain loss km ho sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                        Business cheye kio bhe ho es mein learning kerna bhot zrori hota hay es liye learning ko kabi bhe stop nahi kerni cheye jitna zeyda ham work kerte han utna hamain achi kamyabi milty hay ye business hamain mehnat kerne ke badle zror mehnat kerte han to zror kamyab bhe hote han
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                          Han bhai jaan Manati log kabhi bhi nuksan Nahin uthate learning Amal Hamesha Jari Rakhna chahie karne ke Amal Ko Agar Ham rakhte Hain To Hamen ismein Hamara hi fayda hai aur jo log Lrarning Kamal Chhod Dete Hain vah Kabhi Kamyab Nahin Ho paate
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                            Learning ka bohat important role hai Forex trading main is liye hame Forex ko learn karte rehna chahye learning karne se trading main hamari tamam mushkilat asan ho jayen learning procss ko continue rakh ke hi ham aik expert trader ban sakte hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning kabi stop nahi karni chahiye

                              Dear forex mein humain learning pabandi sae kerni chahyea hum sab ko hamesha learning ko continue dekhna chahie learning kabhi stop nahin karni checking ke Jo traders learning stop kar dete ya FIR vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate hain aur kabhi bhi vah acche trader nahin Ban paate Hain isliye Ham sabko daily basis per acchi tarah se learning kartay rahana chahyea

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X