Aj ka kam aj hi karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ka kam aj hi karo
    aapko daily basis ka kam daily basis per hi complete karna chahie kabhi bhi next de per Kam nahin dalna chahie kyunki is tarah se aap kabhi bhi acchi tarah se working nahin kar payenge aur aapke targets bhi week Ho jaenge aap kabhi bhi apne target ko acchi tarah se achieve nahin kar paoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ka kam aj hi karo

    agar hm khud ka Al Nam kmana chahty Hein to hmain chahye kh hm log daily ka kam daily krein or laziness feel Kar k know hmain aj ka Kam Kal p chor Dena chahye agar hm aesa karty Hein to ak to hm peechy reh dosri BT yh Jo BT hmary s chali jae Kia ptta woh ahim ho aor hmain pick out karny ka maoka he na Milla ho istrha to ham Nakam hojaengy hmain chahye time table k sth disciplined ho Kar Kam krein kh is time par sirf or sirf yahi Kam karna h
    • #3 Collapse

      Re: Aj ka kam aj hi karo

      Dear ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar ap regular traders hen tu phir forex ko daily base pe time den aur agar daily ka target set kartay hen tu phir daily apna target zaroor poora karen aur phir roz ka kam roz karen tu experience bhi increase hota hey aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Aj ka kam aj hi karo

        hamy roz ke limti pure karna chahye pher he hum target pura kar saky gy or hum kam kar ky acha bonus kama saky gy forex aik online or kaabe be band na hony wala acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy g hum gar maa bath kar is mai kam kar sakty hain hum isy apne life time career be bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Aj ka kam aj hi karo

          Bilkup achii baat kii haii apnyy humain aj ka kaam aj hii krna chahiye kal par mat chorna chahiye qn ky jissi bhe insaan ko nh pata ka iss kii kal kis trha ki hogii aur iss kaal sy woh mitna faiad utha skyy ga ya us ssy woh nuksaan uthaa skyy ga hum iss main jitnii mhinat jrty hien gyy humain apny kaam ko achii trha sy krny ka moqa mill piee gaa
          • #6 Collapse

            Re: Aj ka kam aj hi karo

            bilkul dear forex ma kamyabi k liay roz ka kam roz karna chaiay ta k hm is sa intouch reh kar apni learning ziada kartay rahain, aur end ma hm par koi burdon na paray is liay aik routine ko follow karain aur daily ka aik easy target set kar k usay achieve karain
            • #7 Collapse

              Re: Aj ka kam aj hi karo

              market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho skaty hain aur hamain aj ka kam kal par mat chorein so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain demo main practice karni ho gi ta k earn karin agy aur hamain market main bi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain ta k earn ho
              • #8 Collapse

                Re: Aj ka kam aj hi karo

                G ham bilkul dear forex members forex aik bohot acha or kamyab bussiness ha is forex business mein kamyab hona k liya knowledge or experience hona bohot zaruri hai is forex ma ham ko Roz ka Kam Roz karna chahie kabi b aaj ka Kam Kal par mat chouryn agr aap Roz ka Roz Kam Gy to aap ko bonus b acha milega jis sa trading Kar sakty Han
                • #9 Collapse

                  Re: Aj ka kam aj hi karo

                  Punctuality bhi ache traders ki khoobiyon main se aik hai aik acha trader Forex main punctual rehta hai or aaj ka kaam aaj hi khatam karta hai kal per nahi chorta jab ap aaj ka kaam kal per chor dete hain tou wo kaam ap ke liye hi bojh banata hai so roz apna kaam khatam karne main hi ap ka benefit hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj ka kam aj hi karo

                    Agar aaj ka kam aaj hi karenge to Ham kamyab honge agar aaj ka kam cal per chhodenge to Ham bahut picheisliye hamen chahie ki Ham aaj ka kaam kal par mat chhode Hain aaj ka kaam aaj hi mukamal kar lenge to hamen cal ki pareshani ka samna nahin karna padega Jo log aaj ka kaam kal par chodte hain vah bahut piche rah jaate Hain agar jindagi mein aage badhana hai to Ham aaj ka kam aaj hi Karen aaj ka kaam kal par mat chhode kyunki jindagi mein aage aage jaane ke liye hamen bahut jyada mehnat aur lagan se kaam karna hoga jitna Ham Dil lagakar mehnat aur lagan se kam karenge ham utna hi jyada nahin pata hasil hoga agar jyada fayda hasil karna chahte hain to hamen chahie ki aaj ka kam aaj hi khatm karke cal ko naye sal se kam shuru Karen..
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj ka kam aj hi karo

                      daily ki hame 50 posts karni hoti hen aur week ki 350 post hoti he agr ham kisi din kam kam chor dete hen to hamara weekly target pura nhi hga isi lye aj kam kam aj karna chaihe aur kal par nh Chorna chaihe Kiun kay kal par chorne se ese samjho wo 50 Posts zaya hogae wo create karne kay lie dobara hame nhi milenge aur weekly 350 post main se hamare lie 300 post hi bachengi aur hamara bonus boht hi kam aega Hamy ziada se ziada posting kar kay ziada bonus banana chaihe Jitna ziada bonus hoga utna ziada hum instaforex par profit earn kar sakainge
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj ka kam aj hi karo

                        Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex forum main aj ka kam aj krna chahay hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnaysy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain dil laga k kam krna chahay
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj ka kam aj hi karo

                          Ji bilkul Hamen chahie ki Humne Aaj Jo kam karna hai vah Ham Aaj hi Karen aur use cal per mat chhode Kyunki Agar Ham Rasana 40 sy 50 posting karte hain aur apni posting ki quality ko aur quantity ko maintain rakte hain To Ham isase Achcha bonus Hasil kar sakte hain jisy trade per lagakar Ham profitable life Gujar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj ka kam aj hi karo

                            Ji aapane bilkul theek kaha hai jo log aaj ka kam kal per Chhor Dete Hain vah Log Kabhi Kamyab Nahin Ho paate Kyunki Jab nextday aata hai vah phr Yahi sochte Hain ki aaj Nahin kal se start Karunga Is Tarah vah Daily ka kam agale Din per shift Karte Jaate Hain aur Kabhi Apna Kaam Mukammal kar hi nahin kr paate isliye Aise log Kamyab Nahin Hote Hamen daily apna kaam pura karna chahie apni daily limit Puri Karni chahie Apna Ek target set kar lena chahie planning ke sath kam karna chahie tab hi Ham Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj ka kam aj hi karo

                              Assalamu Alaikum Main ummid Karta Hun ki aap sab log khairiyat se Honge han to yah Baat sahi hai aaj ka kaam Aaj Karen aaj ka kaam kal par mat chodan yah Forex Ek Achcha business hai Isko Banda Jis time Dil kare kar sakta hai to aaj ka kam cal per mat chhode aaj ka kam Aaj Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X