kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay
    dear main nay suna hay k jo log hemat nahi hartay hein aor forex main a ker k mehnat k sat apnay kam ko last tak jary rakhay rahtay hein to in ko zaroor kamybui milti hay is baray main kia yeah sach hay kia kamyb honay k lye ham ko time table ko bhi is k sat sat manage ker k kam ko karna ho g is baray main ap dears ki kia ray hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

    Ji han yah bahut bada Sach Hai Jitna aap hardwork Karoge To aapko kamyabi milegi agar aap luck lucky desperate karna chahte ho to love kabhi kabhi Sath Deti Hai Lekin hard work every time office saaf Hota Hai. So hard work Kijiye mehnat Mein Azmat hai aur Main Karya ko Awaaz De Allah Tala aapko positive regard deta hai aur mehnat Kabhi Kisi Ki Nahin Hoti
    • #3 Collapse

      Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

      g han jo log forex min mehnat se kam karty han un ko hi kamiyabi milty ha hamen is min mehnat se kam karna chihye agar ham mehnat aur lagan se kam karen gy to hamen is min zaror kamiyabi milty ha
      • #4 Collapse

        Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

        g is men shak ni hai keh mehnat he se azmat hai yaeni mehnat krne wala ek na ek din kamaybi hasil kr leta hai r Jo mehnat ni krta na woh forex pe kuch hasil kr skta hai r na woh zindgi men kuch hasil kr skta hai to hamen koshesh krna chahye keh hum forex pe apni mehnat sirf learning kr ke he kren tb he mehnat rang lae ge
        • #5 Collapse

          Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

          Yes dear forex forum and insta forex main sirf hard workers he successful hoty hain, forum per posting work karry huyelearning, knowledge and experience share kar kay baqi members ki helo karain ta kay is main quality work nazar aye, insta forex main bhi fundamental, technical and waves analysis ko follow kar kay apny experience kay teht planning karain or ta ka always successful rahain
          • #6 Collapse

            Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

            G han kamyabi sirf mehnat sy hi milti hy aur ham agar mehnat sy kam karty hain to kamyab bhi hoty hain kun k mehnat k baghair koi bhi kam nhai kiya ja sakta aur na hi kamyabi mil sakti hy forex main hmain bhut ziyada mehnat karni parti hy jiss sy hmary profit main bhi izafa hota hy.
            • #7 Collapse

              Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

              G han forex trading totally mehnati logon ka business hey iss men sirf mehnati logon ko hi kamyabi milti hey kiun k forex trading aik tough business hey iss men pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir ziyada se ziyada mehnat karen tu phir hi kamyabi mil sakti hey
              • #8 Collapse

                Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                dear main nay suna hay k jo log hemat nahi hartay hein aor forex main a ker k mehnat k sat apnay kam ko last tak jary rakhay rahtay hein to in ko zaroor kamybui milti hay is baray main kia yeah sach hay kia kamyb honay k lye ham ko time table ko bhi is k sat sat manage ker k kam ko karna ho g is baray main ap dears ki kia ray hay .


                Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul mehnat Mein Hi Barkat hota hai aur mehnat Karne Wale hi Kamyab Hote Hain Jab tak aap mehnat Karke Kam Nahin Karoge tab tak aap ko Hamesha Se Hi ismein Na Kami Naseeb Hoga Kyunki mehnat wala Allah Tala ko bhi Pasand hota hai aur Jab Koi Mohabbat Karta Hai To vah kamyabi ka hakdar bhi Hota Hai Aur Is Tarah usko kamyabi Mil Jata Hai
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                  hum mahnet karay gy to he hum kamaybe hasial kar saky gy forex aik online business hai hum is maai part time be trading kar sakty hain hm is mai full time be trading kara sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss hho jy ga yai all world maai bohat taze sy famosu ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                    Is me koi shak. Ki baat nahi Hy Kay kamayabi serrf hard worker ko milti hy Jo planing Kay sath apni working krty hen aur mehant Sy Kam krty hen kyun Kay is me Kam krny Kay leay mehant sy Kam krna hi best aur aur trading Kay Leay best strategy yahi hay Kay AP learn kren then earn kren
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                      g dear jo members mehnat aur lagan k sath kam kartay hain forex unko acha result zarur daita ha aur unko earning ka aik acha plateform provide karta ha is liay hmain forex ma aik routine k sath kam karna chaiay ta k hm is ki learning hasil kar k kamyabi hasil kar sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                        G ye Bilkul sach hai kamyabi sirf mehnat karne walon ko milti hai sust log Forex Trading main kabhi kamyab nahi hote wo apni susuti ki waja se is business main na kaam rehte hain so ager ap chahte hain ke Forex main kamyab hon or expert trader banen tou mehnat karna zaroori hai .
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                          Ji han kamyabi mehnat Karne walon ko hi milati hai yah bilkul Sach hai agar Ham mehnat nahin karenge to hamen aap nahin honge main main ki azmat hai forex business mein knowledge or experience hoga tabhi aana is ko kamyab kar payenge main karne se har kaam achha hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                            es main koe shk nahin kay log mahnat say kam karty hain wo he kamjab hoty hain agar hum es main tuky lga kar es main kam ko karain gain to humain es main boht sa loss be ho skta hain our humara account be band ho skta hain es ley zrure hain kay hum es main boht mahnat say kam karain our hum es main experience kay satch kam ko karain takay hum es main kamjab ho skeein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyabi sirf mehnat karnay walon ko he milti hay kia yeah sach hay

                              han g jo kaam kare ga wo kameyab ho ga jo mehnat kare ga wohi kameyab ho ga aur kliye kameaybi nahi hai agar ham ne mehant karni hai achi earning karni hai to hmain mehnat karni hai acha kaam karne ke liye pricwe action ki seekhna hai tab hi ham yahan pe achi earning kar sakte hain is liye mehnat kaarain ur achi earning kaarin aur kameyab ho jayen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X