dear main nay suna hay k jo log hemat nahi hartay hein aor forex main a ker k mehnat k sat apnay kam ko last tak jary rakhay rahtay hein to in ko zaroor kamybui milti hay is baray main kia yeah sach hay kia kamyb honay k lye ham ko time table ko bhi is k sat sat manage ker k kam ko karna ho g is baray main ap dears ki kia ray hay .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим