Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen
    G Han bilkul dear forex members forex aik bohot acha or kamyab bussiness ha ya forex bussiness is waqt pura world ma famous bussiness ha ismein Kam karna koi mushkil Ni ha ham ghr baith Kar online apni marzi sa kisi b time Kam Kar sakty hn or jitna Kam Karen ga utna he ham ko bonus milega or is forex business mein kamyab hona k liya knowledge or experience hona bohot zaruri hai or jab b aap trade lagaein choti choti trade laga Kar Kam Karen ta k aap kamyab ho sakein kisi bara loss sa Bach sakein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

    g han ap nay sahi kha k ham ko trading ma lalach ni karna chiea or han ssb sa barh kar ham ko choti choti trade laga kar deer sara profit haail kar lena chiea.
    Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
    • #3 Collapse

      Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

      hun choti lot se trading kerny se humain ya faida hota ha k is se humain profit acha aur thora hota ha aur is ka sub se bhtreen faida ya hota ha k is se humara acount safe rahta ha humain apny acount ki koi fiker nhi hoti ager hum bari lot se trdaing kerty han tu is se humara acount khatry main hota ha.
      • #4 Collapse

        Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

        Treading krty wqta hm soch semjh kr kam krna chya jitna ziyada konwldg or experience Ho GA utna achi qulit ki tread kr saky ga hm chya ky tread krty wqta lalch na kra choti choti tread legs profit hsil kra or apna account bh safa rkh jitni ziyads mhynt sa kam kra ga utna ziyada kamyb Ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

          trade karny k liye learning karni ho gi ta k earn karein gay aur trade karny k liye expeirnece ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main trend k ouse karna ho ga tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi ta k earn ho gay
          • #6 Collapse

            Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

            ab hone ke liye chai ki Ham forex per apni daily ki posting limit Puri Karen aur apna Kam imandari se mukammal karte hain FIR inshallah Ham jarur kamyab honge hamen forex forum mein daily apni post limit Puri karni chahie kyunki agar 200 Ham apni post limit Puri nahin karenge to Ham is business mein jyada aage nahin badh sakenge kyunki agaram form per comments karne wala kam hi nahin kar sakte to Ham trading marne wala kam kaise kar sakte hain aur jab tak Ham ismein learning phase apna pura nahin karenge to Ham is form mein kabhi bhi aage nahin badh sakte forex trading 1 worldwide aur most profitable business hai agar aap is profession ko join karte Hain to aap pahle forex trading co learn..
             
            • #7 Collapse

              Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

              aslamo alikum dear freinds.g ha forex main kaam sy kam ki trading keryin.jab ap choti trading keryin k to ap ko bonus or loss b kam ho ga.trading ko dil laga ker kaeryin.to hi ap koo acha bonus mily ga.acha bonus hasal kery k lia hum ko experince ki zarorat hoti ha.humaray pass jitna acha experince ho ga utna hi acha bonus hum ko mily gandhi.



              thans to dey jao.:1f63b:
              • #8 Collapse

                Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                Assalamu alaikum g all ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Allah tala ka fazlu Karam se forex business bahut achcha business hai ismein hamen bhi kam karna hoga main se kamyabi milati hai ismein chhoti chhoti lagakar kam Karen jaldbaji Na Kare so samajhdar experience ke sath kam Karen full fresh mind hote Ham ismein kamyabi asal kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                  Sikhenge nahin ismein kamyab rahi ho sakta hai jo yah samajhta hai ki hamen kuchh nahin kar sakenge to kuchh karenge ho sake to aap mein jab Tak itmad nahin hoga aap ismein kamyab nahin honge ek accha trader banne ke liye jyada se jyada experience ki jaruratjab Tak itmad nahin hoga aap ismein kamyab nahin honge Koi kachha trader banne ke liye jyada se jyada experience ki jarurat hoti hai aur dam account per practice karna bhi jaruri hai iske bad aapko kamyabi mil sakti hai ismein ek teacher ki bhi jarurat padati hai lekin kuchh waqt ab aapko trading mein kamyabi mil sakti.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                    ji janab apki baat theek hai ke forex mein humen choti choti trade ke zarey hi kaam karna chahey or humen apni trade mein kam lot size use karni chahey take hum loss bach saken or acchi profite hasil karen or bari lot size ki trade kabhi bhi open nehi karni chahey isse humen nuksan hoga or humara accounte bhi wash ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                      G ham barri trade open krny me loss ka risk b brra hota Hy to hmain chahiy k small lot size Sy trade open krain ta k loss km ho or hmara account wash na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                        Han humy chaiya k hum chori choti trade lga k kam karyn ak dam sa bari trade lagyn gy tu uska loss hoga tu apko chaiya k ao bary loss sa chaiya k ap thora thora profit gain akryn or acha profit gain karyn mehnat karngy tu hi successful hingy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                          Haan g tradding me mere khiyal se choti choti trades se ziada munafa hota aur begginers kliye ye zaroori hai k slow and steady trade krni chahiye ... Aur experinced people se zaroor rabta rakhen wo aapki madad kren gy market k trend ko dekhne mai aur trade lgaany mai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                            ji member ap ne bahut hi achi baat share ki hay k ham ko trading karty hoey choti choti trading karni chahiy tak is se ham ko faida ziada hasil ho yeah na ho k ham bari trading k chakr main lot size ziada laga k loss kar baithyn is liy ham ko chahiy k start main ham kaam ko thora thora kar k karyn gy to is se earning bi achi ho gi aur ham kaam ko sahi se kar bhi sakyn gy.......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karta waqt choti choti trade lga Kar Kam karen

                              Forex trading mein agar Ham chhote lot se trade len to is se hamara loss kam hoga aur hamara profit bhi increase hoga Forex trading mein hamen money management was jaruri hai new member Agar currency pair par trade karen to behtar hai kyunki currency pair per kam balance mein trade lag sakti hai aur currency pair ka separate bhi kam hota hai currency pair sabse mini lot size say trade lag sakti hai currency pair ki moment bhi bahut kam hoti hai trading new member ko trading ke sikhane ke liye currency pair achcha hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X