Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.
    Dear friends es forum mein hum kaam kartey howey jitni bhi hum koshish karein gey tu phir humein utni hi acha yahan par bonus miley ga aur phir hum es tarha utna hi acha profit hasil kar sakein gey lehaza hum sab ko apni apni koshish jari rakhni chahaye es forum mein aur kabhi bhi mayoos nahi hona chahaye es forum se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

    G bilkul apnu sahi baat ke hy forex main hum jitni koshish krtu hain aur is main hum jitni zyada mehnat karty jain too humain ia main itna he profit hota hy agr hum is main zyada.mehnat karin gy too humain is main zyada faida hota hai aur humain is main zyada kamyaabhi hasil hoti hy .
    • #3 Collapse

      Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

      G han forex trading dunia ka wahid business hey jiss men mehnat ka phal zaroor milta hey aur hum iss men jitni ziyada mehnat karen utni achi earning hasil kar saktay hen iss liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

        ji bilkul aap jitni jyada koshish karte rahoge aur jitna jyada achcha kam karte rahoge aap ko utna hi jyada accha result hasil Hota rahega isliye Forex mein agar kamyabi hasil karna chahte ho to uske liye aapko Forex mein acchi tarah se hardworking karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karte rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

          Koshish s ya to insaaan uper ja skta h ya phr Successful ho skta h yh sari chezain ak dosry k sth linked KU na hm agar lhud ko Successful trader bnana chahty Hein to hmain chahye kh hm log mehnat krein apni field m khud love Successful trader bnany k lye agar yh sari chezain hm Kar Letty Hein to hm khud love kahen s kahdn phncha skty Hein jis field m jitna hm invest kreingy us field m utna he hmain millay ziada mehnat to ziada Paisa Kam mehnat to Kam Paisa yh sari chezain bht impotant hotti Hein hmain chahye kh hm b unko follow up krein or khud ko kamyab insaan bnaen
          • #6 Collapse

            Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

            Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ek bhut acha aur kamyab business hay forex trading duniya ka wahid business hay pak forex forum ma hum jinty mehnat kare gy humee untaa zadya mehant ka pahal mily gaa phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

              FoRex Main FoRum PaR Kaaam Karnay walay Kaaaafi members Shikaayat KaR Rahay HoTay Hain k Humaaara Bknus achaaa Nahi Aaaya Jab K WoH PoSts Naaa hi Achi QuAlity Ki KaRti Hain Or Naaa hi Unku Posts Ki quantity Zyaada HoTi Hai Jiski Wajaaa Se Unkaaa Bonus Kam Hi Aata Hai Jo Jitnaaa Achaaa kaam KaRtaaa Hai Usay Utnaaa hi Achaaa outpUt miLtaa Hai....
              • #8 Collapse

                Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                G dear bilkal, agar forex per hum tukky bazi karain gay tonus hisab say hamay kabi faida nai hoga agar achi planning kar kay working karain gay or trend and analysis ko follow kar kay kam karain gay, to hamesha kamyabi hogi or hamari mehnat ka sila hamy achy bonus or profit ki surat main zaroor mily ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                  g dear hm jitni koshish kartay hain hmain us ka usi tarah ka result milta ha is liay hmain hamesha mehnat k sath behtar aur mayari kam karnay ki koshish karni chaiay apni posts ka target acha maintain rakhain ta k hmain achi trading ka chance mil dakay
                  • #10 Collapse

                    Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                    g bilkul hamen yahan par utna he milta hai jitni hum mehnat karty hain or achi earning gain karty hain ..hamen cheye k bhot zeada hardwork k sath kam karen kun k hum apni mehnat k sath he kamiyab hoty hain or achi earning he gain karty hain ..hamen pak forex main kabhi bhe dil chota nahi karna cheye achi umeedon k sath he kam karna cheye ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                      Han bilkul ap theak kahtry han hum forex pa jitna kam karngy jitni mehnat karngy utna hi behtreen result humy milyga humy chaiya k hum forex la mehnat kakry achi trading karyn agar hum mehnat nahi karngy tu humy reward b acha nahi milyga
                      • #12 Collapse

                        Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                        Jo bhi Pakistan Forex Mein Hamesha Dil lagakar kam karta hai uss ko Uss Mehnat Say Hi Good Success asaani SY Hi Hasil hoti hy pak forex trading business bhot acha business hy hamein chahhye ham Khoob mehnat Say Hi Good Hard working karein Acha Sa kaam karein ham Jitna Zyda acha Sa kaam karein gay Tu Hi Good Success asaani SY Hi Hasil hogi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Humein wahi milta hai yahan par jitni hum koshish karte hain.

                          Bilkul Forex or is ke ilawa chahe koi bhi kaam ho hame us main wo hi milta hai jis ke liye ham mehnat or koshish karte hain so ager ap chahte hain ke forex main kamyab hon or kuch hasil karen tou zyada se zyada mehnat or koshish karen or loss bhi ho jaye tou us waqt bhi mehnat or koshish jary rakhen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X