hamen jab profit Mil jata hai aur ham jab withdrawal request karte hain aur iske bad Koi trade open karte Hain to hamari withdrawal cancel Ho jaati hai to vah is vajah se cancel Ho jaati hai kyunki jab hamari Koi trade nuksan mein jaati hai to hamara marjan kam ho jata hai jiski vajah se hamari withdrawal cancel Ho jaati hai agar hamari trade nuksan mein Na jaaye aur munafa mein chali jaaye to fir hamara withdrawal cancel nahin hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим