account jo mange karny ka tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account jo mange karny ka tarika
    hamain is forum main pahly learning karni ho gi aur account k rules ko follw kar k hi hum market main apna account k run karwa skaty hain so hamain is forum main trend ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur is forum main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account jo mange karny ka tarika

    humain forex main investment us wqt kerni chahiay jub humain acha experience hasil ho jay aur humain apny acount ko manage kerna bhi ata ho humain apny acount ko kisi dosry k haton main dainy ki bajy humain khod manage kerna ho ga is se humain acha earning ho sakti ha aur hum forex ko theek se is tarh se samjh bhi sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: account jo mange karny ka tarika

      forex mai hamy apny account kud manage kaarney chahey pher he hum acha bonus kama saky gy forex paksitan mai legal baan cuka hain hum is mai lvie kam kr sakty hain hum is maa pasai be invest kar sakty haain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agaar tukka system sy kam kary gy to haamy siraf loss ho j y ga
      • #4 Collapse

        Re: account jo mange karny ka tarika

        hamy acha knowlegde hasil kar ky apny account ko manage kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit ahasil kar ky apni life style change kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: account jo mange karny ka tarika

          Bilkul Agar best working karna chahte hain Apne account ko save rakhkar two rules ko follow karke trading ki Jaaye rules ko follow karna mast hota hai kabhi bhi rules ke angest work na Karen proper Apne account ko manage karte hue save tarike ke sath working Karni chahie Forex trading totally minded business hai Soch samajhkar work kiya jaaye
          • #6 Collapse

            Re: account jo mange karny ka tarika

            Aapka Volume kam Hona chahie aapka volume itna Nahin Hona chahie ki aapko Agar Ek trade Mein loss hota hai ya 2 loss hota hai to aap apna account loss kar do Isliye aapane wala game bahut Achcha select karna hai takat aapka account safe Rahe aur aapane risk to reward ke mutabik trade lagani Hai Taki aapko kisi bhi kisam masla na bane. Aur aap jo bhi trade karo vah aapko profit De sake.
            • #7 Collapse

              Re: account jo mange karny ka tarika

              agar hum ache working karin gain to hum es main to hum es main apnay account ko save rkh skty hain our es main hmain achay say triding karna ho ge ti he hum es main boht sa pisa kma skty hain our es main acha experience be hasl kar skty hain forex 1 aasan business hain hum es main den ko be kam kar skty hain hum es main rat ko be kam kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: account jo mange karny ka tarika

                forex aik bohat bara business hain hum is mai apny account kud manage kary gy to hamy acha bonsu haisal ho ga forex aik world wide busiensshain hm is mai mhnet kary gy t hamy kamaybe hasail ho jy ge forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai part time be kama kar saktyh ain hum is ma full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: account jo mange karny ka tarika

                  hamain account k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur hamain is forum main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi um achi trade karein gay a ur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny kkabil ho sakty hain aur expeirnce ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum perofmr karny k kabil ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: account jo mange karny ka tarika

                    Dear hamen pahle acchi learning join karni hogi aur account ke rules follow karke hi Ham market mein apna account run karva sakte hain hamen is forum main acchi learning se kam karna chahie tab jakar ham kamyab ho sakte hain agar Ham Bina learning join kiye kam karenge to Ham kabhi kamyab nahin ho sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: account jo mange karny ka tarika

                      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr hum apny account ko manage krna chahty hain tu hmain apni trading ayse karni hogi jis main loss hony k chnaces bhi kam se kam hon sath main hmari trading main risk bhi kam ho or yah tab ho skta hai jub ap ko trading karna ata ho jitni ap trading achi karengy otna he apka account save rahy ga or ap apni trading main kamyab ho skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: account jo mange karny ka tarika

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Roshail پيغام ديکھيے
                        hamain is forum main pahly learning karni ho gi aur account k rules ko follw kar k hi hum market main apna account k run karwa skaty hain so hamain is forum main trend ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur is forum main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain ta k earn ho
                        Acchi trading karne ke liye account management Karke trading karna bahut jaruri hai aap isko Capital Management bhi kah sakte hain yah balance management bhi kar sakte hain Jab aapko Pata Hoga ki aapane apni trade Mein Kitna Paisa invest karna hai aur Kitna balance A trade Mein Nahin Lagana to aapki trading bahut jyada improve Hogi
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: account jo mange karny ka tarika

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Roshail پيغام ديکھيے
                          hamain is forum main pahly learning karni ho gi aur account k rules ko follw kar k hi hum market main apna account k run karwa skaty hain so hamain is forum main trend ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur is forum main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain ta k earn ho
                          Acchi trading karne ke liye account management Karke trading karna bahut jaruri hai aap isko Capital Management Bhi Kya sakte hain ya balance management Bhi Kya sakte hain Jab aapko Pata Hoga ki aapane apni trade Mein Kitna Paisa invest karna hai aur Kitna balance A trade Mein Nahin Lagana to aapki trading bahut jyada improve Hogi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X