kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyabi ki munzil hammare haat mein hai
    dosto agar hum ne forex k rule k mutabik trading ki tau hammain profit acha hasil hoga her kesi ki kamyabi ki munzil us k haat mein hote hai jo jitne mahnat karta hai wo utna he pata hai hum be apne munzil aasan banarahe hain ap be apne mahnat sy kamyabi ki munzil aasan banasakty hain bohat sy logon ne apne liye apne munzil aasan banahe hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

    Kamyabi ki munzil humra hath mein hai aap ki baat bilkul theek hai forex mein hum ko kmayabi apni mehnat say hoti hai agar hum mehnat nahi krtay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai agar hum mehnat say kaam kray gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

      Jiii haan bilkul apkii baat sahii haii forex ky andr qmyaabii kii kunjii humary hii apny hath main haii qn ky hum agr iss main achii mhinat krty hain apna kaam ko dill laga ky krty hain ..soch smjh ky krty hain ussko mayarii bnaty hain to hum.loog lazmii uss sy achii qmyaabi bhe hasill kr paaty hain aur humara kaam bhe sahii tor par hoo pataa haii
      • #4 Collapse

        Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi hamaray apnay hath men hoti hey kiun k agar hum log posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur demo account pe achi practice Karen aur time ki achi investment karen aur hardworking jari rakhen tu hum log zaroor kamyab ho saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

          Kamyabi hmary hath m hi hoti hy. Kamyabi hmari mehnat p depend krti hy r kisi ki mehnat zaya nhe hoti.. Ap kamyabi k liye jitni effort kren gy kamyabi utna apki traf aye gi. Pehly knowledge r experience hasil kren r phr trade lgaien.. Kamyabi apk qadam chomy gi..
          • #6 Collapse

            Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

            forex 1 aasan business hain hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain humain es main kam karny kay ley khein be jany ke zrurt nahin blky hum es kam ko ghr main bath kar aasane say kar skty hain our es main boht pisa kma skty hain forex kabe be na bandh hony wala business hain forex 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

              Assalamu Alaikum my dear friend ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge ji han friend aapki baat bilkul sahi hai kamyabi ke Manzil Insan ke apne Hath Mein hoti hai vah To Ham per depend karta hai ki Ham Kis Tarah mehnat kar rahe hain Agar Ham acchi Tarah Dil Laga kar mehnat kar rahe Honge To Hamen uska profit bhi achcha milega aur Agar ham mehnat nahin kar rahe Honge To Ham na kam Honge Ab To Ham per hi depend karta hai isliye Hamen bahut jyada mehnat karne chahie Kyunki Hamara Mukaddar Hamare Apne Hath Mein hi Allah aur uska Habibi use Insan ki madad karta hai jo apni madad aap karte hain
              • #8 Collapse

                Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                market main planing karni ho gi aur hamain market main kamyabi hasil karny k liye learning karni ho gi aur hamain kamayb trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain market main kisi bi waqt trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main enter hony say pahly is k bary main planing karna ho ga tab hi hum sucess hon
                • #9 Collapse

                  Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                  Hi there . Sahi bola ap ny k kamiyabi ki munzil hamry he hath mai hy.. jab tk hum khud mehnat r lagan sy kam nhi kaary gy r apny kisi b target ko ya work ko tym nhi day gy tu hum kamiyab nhi ho skty hy...
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                    hamy is main mehnaty r sabar sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony real business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                      Ji Haaaaan FoRex Main Hum Nakaaam yaaa Kaamyaab Apni Hi Wajaaa Se HoTay Hain HumEn Bas KoShiSh KaRtay Rehnaaa ChaahiYe Or Himmat Nahi Haarni ChaahiYe q k FoRex Main Jahaaan proFit HoTaaa Hai Wahaaan Losss Bhi HoTaaa Hai or HumEn Mayoos Nahi hoNaaa Chaahiye Or meHnat JaaaRi rakhni Chaahiye....
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                        Assalamu alaikum ji member forex business bahut achcha business hai Ham ismein kamyab hona hai To hamen nahin karna jaruri hogi kamyabi tumhare hath mein hai magar jab Ham ismein nahin karenge To Ham kamyab nahin honge agar hamesha mein kamyab hona hai To hamen apna experience achcha banana hoga aur iska knowledge hustle karna hoga aur jitna jyada achcha experience hoga utna hi jaldi Ham ismein kame yab Ho sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                          dear friends g han ap ny thk kaha hy kamyabi ki munzil hamrye hath me hy, is ko ham jesy kry kr skty hy, agr ham forex me mhant sy kam krty hy tu hamra faida ho ga ur ha apni munzil ko talash kr sky gy agr ham mhnat nhe krty hy tu ham apni munzil ko kho bethy gy, yeh hamrye hath me hota hy, forex me ham kamyab bhe ho skty hy...
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                            dosto agar hum ne forex k rule k mutabik trading ki tau hammain profit acha hasil hoga her kesi ki kamyabi ki munzil us k haat mein hote hai jo jitne mahnat karta hai wo utna he pata hai hum be apne munzil aasan banarahe hain ap be apne mahnat sy kamyabi ki munzil aasan banasakty hain bohat sy logon ne apne liye apne munzil aasan banahe hai.



                            Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul ismein kamyabi Hamare Upar hi depend Karta Hai Jitna Achcha aap kaam Karoge mehnat ke sath kaam Karoge To aapko ismein kamyabi Milega isliye Forex ki kaamybi hamrau ke Hath se jaane na do ismein mehnat karo aur kamyabi Hasil kar lo abhi bhi time hai ismein joining kar lo ismein mehnat ke sath kam karna start kar do...
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyabi ki munzil hammare haat mein hai

                              kamiybi k manzil hamry hath main hain ham jitna bh is main mhant our lgan say kam kary gy to hamy otna hi faida ho ga ham agr mhant nh kary gy to ham kbhi bh kamiyb nh ho sakty hain hamy is main mhant our lgan say kam kar ka hi acha work kar sakty hain forex main hamy mhant our lgan say kam kar ka hi acha expirence say hi ham mhant our lgan say kam kar ka hi acha bonus hasil kar sakty hain jitni ham mhant kary gy to ham otna hi kamiyb ho sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X