Sunday aur 50 posts ki limit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sunday aur 50 posts ki limit
    Dear brothers forum pe 50 posts daily ki limit hey jo log normal days men limit ko poora nhi kar saktay lekin Sunday ko maximum logon ko chuti hoti hey iss liay kam se kam Sunday ko tu 50 posts kar hi saktay hen aur sunday ko ziyada log online hotay hen iss liay ziyada posts karnay se thanks bhi ziyada miltay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sunday aur 50 posts ki limit

    G Han apne biluk sahi bat ki h agr hmre pas baqi days m itna time blni hota ke hm apni limit pori KR sken to hmen Sunday wale din to apni limit ko pora krne ki koshish krni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Sunday aur 50 posts ki limit

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
      Dear brothers forum pe 50 posts daily ki limit hey jo log normal days men limit ko poora nhi kar saktay lekin Sunday ko maximum logon ko chuti hoti hey iss liay kam se kam Sunday ko tu 50 posts kar hi saktay hen aur sunday ko ziyada log online hotay hen iss liay ziyada posts karnay se thanks bhi ziyada miltay hen
      Yes dear today is holiday aur hamen apne is precious time ko waste nahin karna chahie aur koshish karni chahie ki Ham is time mein behtar se behtar post Karen taake hamen good results mil saken jab hamari posting acchi hogi to tab hi hamen best results milenge aur jab tak hamari posting acchi nahin hogi to tab tak hamen best results nahin Mil sakte hain isliye hamen chahie ki Ham acchi post kare Taki hamen good results mil sake
      • #4 Collapse

        Re: Sunday aur 50 posts ki limit

        dear friend forex trading mainacha bones hasel karna zarory hy aur ap ko chahye ap forum main apni posting lemet ko zaror pora klaren aur sunday ko khas tor par ap ko chahye as main apn forum lemet ko zaror pora karen tab hi as main ap bahteren biones hasel kar pain gay aur kameyab ho pain gay
        • #5 Collapse

          Re: Sunday aur 50 posts ki limit

          Dear friend wasy tu hum apna Post limit ko kabhi para kr paty hain tu kabhi nh but agr hum Sunday waly din apni limit ko pora Karen tu hum monthly ek acah target set kr sakty hain hum ko chahiye ky Pak Forex forum mn mhnat sy Kam Karen achy experience aur knowledge ko madey nazar rekhty howy Kam Karen apan Kam interested ho kr aur ek responsibility samjh kr Karen tab hi hum successful hon gy aur hamara bonus bhi exactly acha hi hoga
          • #6 Collapse

            Re: Sunday aur 50 posts ki limit

            Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge dear friends Forex trading mein agar aap Achcha bonus Hasil karna hai to aap Logon Ko chahie ki aap apni 50 post daily limit Puri Karen aur Sunday Wale Din to aap apni limit Hamesha Puri rakhen ki unke to aap kaunse Din chhutti hoti hai aur aap use Din apni limit Puri kar sakte hain per aap bhi apni daily kimat Puri Karte Rahe Jiski vajah se aapko Achcha Khasa bonus mil sakta hai aur usse aap apni life se Gurzar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Sunday aur 50 posts ki limit

              Ham g ap ki baat tk h Sunday k day gr koi fre hta h apny apny work sy hmy chahiy k Sunday ko apni limit ki pore all 50 posts karni chahiy ya vasy b on line kam hta h hm jb b chahy jaha b chahy apna kam start kar sakty hy weekend py hm ko apni post ki limit complete karni chhaiy
              • #8 Collapse

                Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                your right dear humin dailye kai daily 50 poest kai limet rakhen cahyee . akr hum dailye kai 50 poest karye ga to acha se acha boness hasl kar saktye hain humin es mein dil laga kar kam karna cahyee souch samjh kar kam kartye raho koshish kro daily kai 50 poest karo achye porfit kailye . sunday ko bhi humin kam karna cahyee.
                • #9 Collapse

                  Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                  Assalamu alaikum dear member Pakistan forex forum per 50 post ki limit ko proper pura karna chahie maximum logon ko Sunday chhutti hoti hai jo log aam routine mein apna target pura nahin kar sakte aur Sunday ko apna target pura kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham apni mehnat jari rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                    G han bhai apki bt thik hai Sunday ko hum hr kam sy farig hoty hen hsme Sunday ko zyada work krna chahye aur 50 posts hr sorat me krni chahye take pichly dino me jo posting me kmi hoi hai wo pori ho jaye hafty me sirf ek din chuti hoti hai apko apni family kk bhi ko bhi time dena chahye aur unky sath wakt guzarna chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                      Asslamualeikum all friends dear apne bhut achi bat ke hay surndy ko her kio free hota hya wo insanii say pak forex forum ma 50 aram ka sath kar ka achi limit hasil kar saktaa hya pak forex forum bhut achaa business hya hum is ma marzi ka sath kam kar sakty hay aur bhut enjoy mint bi karty hay hum ko ronzaa 50 posting dail karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya
                      • #12 Collapse

                        Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                        Dear forex bhut hi acha busnes h jis main hum kam kar k acha profit hasil kar sakty hain is main hum direct investment bhi kar sakty hain aur bagair investment k bhi kam kar sakty hain us k liye hamin post aur thread create krni hoti h hamin chihye k achi quality ki post karin is main aik din main hum 50 post kar sakty hain aur hamin sunday ko 50 pori karni chihye
                        • #13 Collapse

                          Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                          assalam o alaikum all dwars wao you are good felling today sunday and 50 ki limit it is a fantestic day yh aik acha din hy or fre bhi hn dill say kam krengy inshaAllah 50 ki limit puri hojayga yeh aaj forex mein kam krny ka zabardast din hai hy because sanday is a holiday from all the works
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Sunday aur 50 posts ki limit

                            g han aj sunday ha or aj to ap ko 50 post ki limit ko pora kerna chahye kyun ke sunday chuti ka din ha us din ap free hote hen or us duin to ap ko pori posting kerna ho gi kyun ke is ma ap ka hi faida ha ager ap 50 posts ki limit ko pora keren ge to ap ko acha bonus mile ga is liye ap posts ki limit ko pora keren

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X