Learning karte raho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning karte raho
    aap jitni jyada acchi tarah se learning karoge aapko itni hi jyada acchi earning bhi hogi isliye jaruri hota hai ki Ham sab acchi tarah se learning karte rahen Taki Ham acchi earning kar sake so iske liye hamen daily basis per Pak Forex forum per bhi kam karte rahana chahie aur demo account per bhi daily basis per acchi tarah se practis karte rahana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning karte raho

    assalam o alaikum all dears g han yh baat aapki bilkull thik hai jitna mrzi learnig krty raho aap kr sakty ho achi earnig kay liay aspko bhut mehnat krni parti hai tb aap forex mein achi earning kr sakty ho or earning say acha profit kma sakty ho
    • #3 Collapse

      Re: Learning karte raho

      Jaisa ki aap logon ko pata hai ki Kisi bhi company mein aap log Chale Jaenge vahan per aap logon ka Jitna Achcha kam Hoga utna hi Achcha aapka naam is is chij ko aap yah bhi le sakte hain ki company Mein Ek Naam banane ke liye usmein aapka Ek Achcha kam Hona bahut lajmi hai isliye Kahate Hain Ki trading mein aap log Jitna Achcha Itna Jyada aap log time Lenge utna hi ismein aapko Mera kam ho jaega utna hi aapka aapka is trading main aapka naam Hota Jaega isliye isko samajhne ke liye Jyada Se Jyada time de Taki aap log Se Jyada Se Jyada fayda aur jyada ho sake aur Jyada Se Jyada is chij main aapka naam ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Learning karte raho

        Ham sab ko daily basis per acchi tarah se learning karte rahana chahie kyunki acchi tarah se learning karna bahut jaruri hota hai tab hi Ham sab ko acchi earning Ho pati hai isliye Ham sab ko acchi quality ka kam karte rahana chahie aur kamyabi hasil karne ke liye acchi tarah se learning karte rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Learning karte raho

          Dear brother g han forex business me ziada se ziada ache learning krne chaye forex ko bahtren bana kr kamyab kren forex ak acha bahtren business ha forex ko kamyab bana kely ache learning kia kren ache learning se ache bonus kama sakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Learning karte raho

            G haan billkul forex ma sb members ko chahia learning krta rhan keon ka jb AP forex ma Kam krta Han learning krta Han tu pr forex ma kamyab bi hota Han or acha profit bi hasil hota ha is Lia sb members ko chahia forex ma learning kran keon ka jb AP forex ma learning KR ka Kam krta Han tu kamyab bi hota Han
            • #7 Collapse

              Re: Learning karte raho

              Forex market main kamyabi tab hi milta hai jab ham mukamal forex ko learn ker lety hain lekin kam time main mukamal learning bahot mushkil kam hai so hamain forex market main trade kerty huey sath main hi learning bhi kerty rehna chahiay ky ham jab complete learning ker lety hain tou kamyabi bhi hamain zaruri milti hai
              • #8 Collapse

                Re: Learning karte raho

                Assalam walekum dear forex trading mein kamyabi tab milati hai jab Ham mukammal forex ko learn kar lete hain lekin kam time mein mukammal learning bahut mushkil hai kam hai so humainforex market mein trading karte hue sath mein learning bhi karte rahana chahie tab jakar acchi kamyabi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Learning karte raho

                  Forex trading aik mushkil business hey iss men learning jitni bhi ho thori hoti hey aur kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh learning process ko hamesha k liay jari rakhtay hen aur forex trading men jitni achi learning ho gi utni achi earning hasil kar saktay hen aur koshish karen k pahlay posting phir phir seniors aur phir demo account pe practice kar k achi learning hasil karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning karte raho

                    Desr forex bilkul sahi he pak forex per acha kam karne ke lya zarori hota he ke hum zayada learning kare hum acha treading ke lya jitna he zayada learning aur market ka analysis kare ge itna he acha earning kar sake ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning karte raho

                      Learning karney sey knowledhe increase hotie hai isliye hamesha humein learning karni chahiyea or apni knowledge ko enhance karna chahiyea agar knowledge achi hogi tou he hum best work kar sakengey or agar mistakes hogaie tou unhen bhi solve kar sakengey
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning karte raho

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Banny پيغام ديکھيے
                        aap jitni jyada acchi tarah se learning karoge aapko itni hi jyada acchi earning bhi hogi isliye jaruri hota hai ki Ham sab acchi tarah se learning karte rahen Taki Ham acchi earning kar sake so iske liye hamen daily basis per Pak Forex forum per bhi kam karte rahana chahie aur demo account per bhi daily basis per acchi tarah se practis karte rahana chahie


                        Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul aapki baat sahi hai ki Hamen Hamesha Sahi learning Karte Rahana chahie Kyunki learning Se Hi Hamara Ne kar sakte Ham jab tak aap per Kisi bhi kam hai learn Nahin Karoge usko Sakoge Nahin tab tak vah kabhi bhi complete Nahin Hoga aur usmein aapko kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Hogi Forex bhi ISI Tarah hai..
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning karte raho

                          Apni learning Ko Jitna ho sake time Dena chahie jitni Dada learning Karte Jaenge Forex ke related knowledge improve Hota Rahega Jitna Achcha knowledge Hoga utna hi best hai hi learning best Hogi knowledge Ban Jaega market ki movement ko isiliye understand Karke Kamyab trading kar Payenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning karte raho

                            G bhai jan hum sab ko chahaye k es forum mein hum apni learning hamaisha kartey rahein aur kabhi bhi hum apni learning ko stop na karein q k dostu es forum ka knowledge etna wasee hai k hum yahan par jitni bhi learning karein aur mehnat karein who kam hai dostu lehaza kabhi bhi bus na karein learning ki.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X