Forex can be dangerous for us

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ofcourse yes it can be jese k ye bohot profitable reliable earning source hai isi tara ye aik bohot hee risky and dangerous bissiness bhee jhai is kaam main jitnee risk lain ge utna hee dangeroous hai so better k ap apni pooree income ko risk mainna dalain bulke low level se start lain invest karna
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mei sirf ke baat kahunga forex cab be dangerous nhi yeh dangerous hai yeh ek risky business hai jitna aasani se paisa banta hai utna aasani se nikal bhi sakta hai isliye gabling aur casino ki trah na hi hai aur na lena chahiye proper money management honi chahiye jaise disaster plane hota hai yaha bhi hona chahiye taaki loss ko cover kiya ja sakte hai jitni aapki capability ho us hisab se trade karni chahiye
      • #33 Collapse

        Forex is dangerous for those people who have not enough knowledge and experience of this busienss but if you want Forex become profitable for you then you really should learn this busienss properly with the help of demo account and other learning sources then you can take good number of pips from Forex business in very small time period.
        • #34 Collapse

          yes dear ap ki bat thek hai agar ham proper planning k bagher business kren gay tu hamen sirf loss hoga q k forex aik aesa business hai jis ko agar sekhy bagher kiya jaye tu ye koi fadia nhi data hai
          • #35 Collapse

            han dear ye aik good buines hai si ko koi bhi kr lsta hai ye aik good buines shai si ko kaf mhent sy kjata hai ye aik real buines shai si ko kahein bhi kaksta hai ye aik acha buines shai is ko kafi loog kr rahy hain
            • #36 Collapse

              forex trading mai agar app properly kaam kerte hai tou app ko market mai ache earning ho sakte hai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha money management aur analysis ke sath trading kerahe market mai.
              • #37 Collapse

                I think k knowledge our experience k bagheer acha earn kerna zeada hard ho jata hy app ker to lety hain but app ko bohat suffer krna parta hy ache earning k leay learning bohat zarori hy
                • #38 Collapse

                  bilkul forex bht risky kaam hai agar hum esy bina kisi practice experince kbowledge or planning k krain gy tu bht asani sy loss kr skty hain humy chahiyeh mehnat krain or knowledge hasil krain or experince hasil kry tub hi kamyab hu skty weasy yeh bht dangerous
                  • #39 Collapse

                    g haan forex trading aik riski business bhi hai iss main success kyliye aap ko propr learning ki zarorat hai or aap ko market ky sath harwaqt atach rahna hoga iss liye earning ky liye iss kaam main mahnat karni hogi
                     
                    • #40 Collapse

                      Thank you so much for sharing information au ye bat bilkul theek hai k forex trading main acha earn karnay k liyea proper information aur knowledge hona bohut hi ziada zaroori hai agar ye na ho to apko bohut nuqsan ka samna karna par sakta hai.
                      • #41 Collapse

                        forex aik dengeres business hai us waqt tak jab tak aap iss kaam ko achi trhaan learn nahi kar laty iss ka knowledge hasil nahi kar laty aap agar achy knowledge ky sath expereince bhi ho to app acha earn karsakty ho
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          g han forex trading ak business risky to bohat ziyada hai aur apko chahiye ke ap is ko sahi se seekhen is mien bharpoor practice karen taake ap is mien kamiyab hosaken.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X