inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge
    forex ka safer hum ne start keya hai hammare koshish hai k is sy earning hasil karain ge abi taq tau achy earning hasil nahi howe hai so koi musla nahi hai hum mahnat sy apne munzil hasil karlain ge Allah pak hammare madad kare ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
    forex ka safer hum ne start keya hai hammare koshish hai k is sy earning hasil karain ge abi taq tau achy earning hasil nahi howe hai so koi musla nahi hai hum mahnat sy apne munzil hasil karlain ge Allah pak hammare madad kare ga.
    hamen hard work ke sath hi success milati hai aur jab Ham continue hard work karte rahenge to Ham ek din jarur successful Ho jaenge isliye hamen apne hardwork konkari rakhna chahie tabhi Ham speed mein successful Ho sakenge
    • #3 Collapse

      Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

      Yes mehnat karny wala apni manzil tak ponch he jata hai, kahe bar usko muskilat test karti hai, agr wo en muskilat ki ankho ma ankhyn dal kar enko face karta hai to profit tak ponch jata hai, wsy kio trader directly profit tak ni ponch sakta jb tak wo es ma mehnat na kary,
      • #4 Collapse

        Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

        G han dear ap ny sai kha hy insahallah ham is me apni manzil tak ponch jay gy agar ham ny is me kam.shoro kiya hy to ham is me ap i manzil tak bhi ponch jay gy ham ko is me apni manzil tak ponchny kalye ham ko is me mhenat karni hogi yo pher ham is me apni manzil tak ponch sakty hy
        • #5 Collapse

          Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

          G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin apni mazil tak phunchny ka lia hamin forex mun ziyada ay ziyada mhenat karni cahye jitji hum forex min mhenat karty hain otna hi hum forex min avhi kamyahi ko haial kar skaty hain iis lia hamin firex min ziyada time spend kaena bahutbzarooei hy jis sy hum forex min os ka rules ko follow karty hiy hum forex min achy tremey sy apni manzil tak pahunch jaty hainn.
          • #6 Collapse

            Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

            G bilkul jab ap aik target set kar lety hai aor aus k hisab se ap ais market mai mehnat karty hai to Allah bhi ap ki madad karta hai kun k ais market mai ap ne agar dekha ho to ap ko mehnat karni parti hai aor banda mehnat tab sahe karta hai jab ap ka aik target ho to aus ko mind mai rakh k ap kaam karty hain.
            • #7 Collapse

              Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

              Ge ha forex member pak forex ler acha karna bhut zarori he ke hum pak forex ler kam kare hum jitna acha aur mayare kam kare utna he zayada bonus hasil ho sake ge is kya hume pak forex zayada kam karna chaya
              • #8 Collapse

                Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                hamy ALLAH ka name ly kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky g y forex ak acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maki be kam kkar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai dunya ky bary bary mumlik samil hain yai business paksitan mai legal busines sbna cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                  Forex mein manzil hasil karne ka matlab hota hai successful hona agar aapane Forex mein successful hona hai to iske liye aapko daily basis per Forex main acchi tarah se hardworking karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karte rahana chahie Taki aap Forex mein successful ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                    dear friend agar ap koy kam karty hain aur osay pora karny ki ap main lagan hoty hy to ap as main zaror kameyab hoty hain as leye ap ko chahye ap forex main ak asa mokam hasel karen k as main bahteren earbning haselm karny keleyue as ka bahteren knowlldge bhi hasel karen aur as main kameyab ho gain
                    • #11 Collapse

                      Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                      Salam to all forex member mn ap ki baat ko agree krti hn agr hm dil laga k mehnat k sath kaam krn gy to InshaAllah hm apni manzil tk pounch kr hi rahehn gy hn start m kaam muskil hota h aik bar to himat khatm ho jati h lekin hm mehnat aur lagan se kaam krn gy to koi kaam bhi hmary liye muskil nhi h hm har kaam ko asan bna skty hn bs ap hard working se hmen success mil skti hy .
                      • #12 Collapse

                        Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                        bhai jan ALLAH ap k irady mazzed mazboot bnaen or ap jo chahty hain wo apko mil jay aghr tu ap mahnat or lagan k sath apny maqsad ki traf jari rahengy tu apko kamyab hony main zyda time nahi lagy ga q k jo mahnat karty hain manzil milti bhi unhan he haii es liye aghr hum kamayb hony k loye hard work karen gy tu hmain apni manzil boht jald mil jay gi or hum aysa apni himat se aik din zaror kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                          AoA
                          Dear member forex mein har aik ka apna aik target hain aur iss target ko hasil karenge Inshallah
                          • #14 Collapse

                            Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                            forex 1on line business hain hum es main allah ka nam lay kar shuru karty hain our hum es main kamjab hoty hain rasta dushwar hay mgr humain es dushware ko apne mahnat say tay karna ho ga forex main kam kar kay hum tjrbahona chahey taky hum es main kam kar kay acha bons hasl kar sken forex kamjabe ka 1 aasan rasta hain ya 1 on line business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: inshaAllah apne munzil per ponch kar he rahe ge

                              inshallah apni manzil per pohench ker rehen ge ager ap kamyab hona chahte hen to ap ke irade naik hone chahye or hud per confidence hona chahye ager ap confidence ke sath mehnat keren ge to boht jald kamyabi hasil ker len ge mehnat ko sapni zindagi ka maqsad bana len phir ap zaror aik din apni munzil per pohech jain ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X