khud ko improve karny ki koshish karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: khud ko improve karny ki koshish karni chaye

    Dear ap ki bat bilkul thek h hamin forex main khud ko improve karny ki koshish karni chihey agr hum is main mahnat k sath kam karin gay tw hi hamin is main faida ho ga is main knowldge aur experince bhut zaroori h hamin chihey k mahnat k sath kam karin forex main khud ko improve karny ki koshish karin ta k acha bonus hasil kar sakin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: khud ko improve karny ki koshish karni chaye

      yes brother aap ki baat theek hai agar ham post ko improve Karenge Tu To Itna fayda Nahin Hoga Agar Ham Khud Ko improve Karenge to post and automatically improve ho jayegi isliye Humko sabse pahle Khud Ko work karne ke liye Ye adjust karna chahie Uske bad kam best hoga
      • #18 Collapse

        Re: khud ko improve karny ki koshish karni chaye

        hmain khud ko improve karne ki zaroorat hai agar ham ne khud ko improve nahi kiya to hambuha loss karain ge aur agar ham emotions ko control karain ge to hi ham yahan pe kameyab ho sakte hain aur acha kaam kar ke kameayb ho sakte han lekin emotionless kaam buhat hi zaroori hai aur agar ham ne aesa nahi kiya to hmain loss ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: khud ko improve karny ki koshish karni chaye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex trading business me agar hamari learning ki waja se hamy market se profit hony lagta hay to koshish karen key aur be zeyada mehnat kar key khud ko improve karen, profit earn karny ki waja se confidence me ezafa kesi had tak ho jata hay magar es profit ki waja se mehnat karny ko stop nahi karna chaye aur esi routine key sath traders ko learning karny ki koshish karni ho gi es me traders ki Forex business me kamyabi ka raaz hay.
          Koshish Karni chahie ki forest ke upar Jo ham log kam kar rahe hain uske andar Khud Ko improve Karte Rahana chahie apne aap ko improve Karenge To Ham Logon Ko fayda Hota Rahega improvement se Ham logon ko bahut hi jyada benefit Hota Hai

          اب آن لائن

          Working...
          X