Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen
    Assalam o alaikum friends forex forum aik nihayat hi acha business he is me kamyabi apki mehnat per hi mumkin he islie hamen apni mehnat barkrar rakhni chahie aur lalach se koi kam ni kerna chahie. Bajae lalach kerne hamen apni mehnat ko dekhna chahie q ke apka mehnat se kia gia work apko 1 din kamyabi ki rah per zror le jata he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

    G haan billkul forex ma laluch ki jga mehnat krna seekhain keon ka agr AP forex ma mehnat krta Han tu kamyab bi hota Han laluch krna sa kamyabi nhi milti laluch sa loss hi Milta ha is Lia kamyab hona ha tu mehnat pr focus kran
    • #3 Collapse

      Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

      G han forex trading men lalach se nuksan hota hey aur mehnat karnay se kamyabi milti hey iss liay lalach se perhez karen aur achi learning aur knowledge hasil karen aur phir ziyada se ziyada mehnat karen tu phir lalach karnay ki zaroorat nhi hey khud ba khud acha profit milta hey
      • #4 Collapse

        Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

        Lalach kerny walon ko hamesha loss hi hota hai ky jab bhi achy profit ky chakkar main bari lot use ki jaey tou market ki thori si be hamari open trade ky against hony wali movements ka hamain bahot bara loss ho jata hai so hamain same loss sy bachna chahiay aur koshish kerni chahiay ky ham normal trade kerty rehain aur lalach sy avoid kerain
        • #5 Collapse

          Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

          Dear friends hamain forex main kam krty wakt lalach bilkul nahi krni chahiye agr ham lalach k sath kam krain gy to ham ko forex main loss ho jy ga aur hamara acount bhe wash ho sakty hy iss liye hamain chahiye kh ham forex main saber k sath kam krain aur forex main dilchaspi k sath kam krain aur acha bonus hasil krny ki koshish krain tab ham forex main kamyab aur lalach sy bhe bach sakain gy .
          • #6 Collapse

            Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

            Assaalm.o alaikum all dears members,
            G haan dears ap sahi keh eehy hain keh keh ham laalch ki bjay ham forex mein mehntf kren tu acha hai kuneh mehnatt se kia gya kam hamre kiye fida mad hota hai joke hamrei kamiyabii ka baiss banta hai hamein chahye keh ham lalalch se buchen aur mehntt ka sath den,thnks
            • #7 Collapse

              Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

              Assalamu alaikum dear member aapki baat bilkul theek hai hamen form trading mein lalach se Kam nahin karna chahie bhalk mehnat se kam karna chahie jo log mehnat se Kam karte Hain hamesha kamyabi hasil kar lete hain aur jo lalach se kam karte Hain kabhi kamyab nahin hote isliye main chahie kya forex trading mein mehnat se kam Karen acchi kamyabi ata kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                Lalach Dy Bach kr Kam krny Wala hi is me kamayab Hy kyun Kay kisi bhi Kam me AP US wakt Tak kamayab nahi hoty hen jab Tak ap ky andr us Kam ko orhy ki intestest nahi Hy us leya khud Kay andr Kam ka jazba peda krne yahi Chez AP ko is me kamayab kry gi
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                  jo greed karta hai wo kameyab nahi ho sakta hai aur jo mehnat karta hai wo nakam nahi ho sakta hai aur ab ye ham pe hai ke ham kis tarah karte hain agar hm ne acha kaam karna hai to ham achi mehnat se earning kar sakte hain aur achi earning ke liye hmain market ko time dena hota hai aur is mein hi ham kameyab hote hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                    Dear forex member threading karte waqt lalach nahi karna chaya bulke knowledge aur experience me zarori he ke hum lalach kare knowledge ko badhana chaya jitna acha knowledge aur experience hasil.kare ge itna he zayada profit hasil ho sake ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                      Lalch to hmysha insan ko nakam bnati ha r kbi acha insna b ni bnny dati mhynat my azmat hti ha mhynat my barkat hti h hmy kamiyab krati h hm yaha agar zada ni thora hi kam kary mhynat sy to hmy us kam mhynat ka b silha milta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                        Han g bilkul asa hi ha humy chaiya k him lalch na kryn or agar ap lalch karngy tu iska humy loss hoga humy chaiya k lalach na karyn mehant sa kam karyn acha experience or acha knowledge gain karyn or fir trade akryn or best result gain karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                          G han bhai ap ny bohat achi bat kahe hyy k hamen lalachi ni balky mehnati bannna ho ga mehnat karny sy ham bht kuch learn kren gy jo hamen future main bht faida mannd hota hy jab k lalach karny sy nuqsan hota hy ar ham knowledge aur experience hasil ni ka sakty jis k bad hamen trading main bohat zaida loss hota hy (GREED IS CURSE)
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach ki bajae mehnat kerna seekhen

                            G lalach boht BuRi chez hai hamen chaheay ky ham Forex main mehnat k sath bghair lalach ky ham Forex main Kam Karen istrah sy hamen Forex main Achi earninng hasil Hoti hai AUR ham Forex trading bhi bghair lalach ky karky kamiyabi hasil Kar sakty Hain hamen Chaheay k ham is main mehnat Ka daman na choren

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X