Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn
    bhai mery khayal main a gold bht high jany wala hy yh ab 1700 tak ja sakta hy bhai hmain kabhi bhi gold per trust ker ka trade nh lgani q kh hmara bonus wala account hy or hum ny bht mehnat sy apna bonus gain kia hy to yh aik hi trade main zaiy ho jay ga bhai mery khayal main hmain chahiay kh currency per hi trade karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

    Gee haan bhai baat tou kuch aise hi hai lakin mujhay tou iss kay koi chances bhi nazar nahin aa rahay hain kyun kay gold abhi neechay jaye ga kyun kay iss waqt poori dunya mein corona virus ki wajah economy beth gae hai iss lye humain yeh nahin sochna chahyea kay gold 1700 tak jaye ga
    • #3 Collapse

      Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

      G han dear gold risky pair hai r ye mazeed 1700 tak ja sakta hai is k analyse k according is per buy ki trade hai lakin kiun k abi hamara kam balance hai to ham gold per to trade nahi ker sakty r kam balance k sath is per trade kerni bhi nahi chahye per jin members ka boht acha balance hai woi is per trade ker k acha profit gain ker sakty hain lakin gold per trade kerna bhi chahty hain to is k liye lazmi hai k is per currently analyse k bad hi trade open karen
      • #4 Collapse

        Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

        Ji han bilkul aapane theek kaha hai gold Kafi Upar Tak Jayega aur gold Ka Koi Bharosa Nahin Hai gold kahan per nextmove Karega Gold main trade karne ke liye bahut zyada knowledge experience Ka Hona jaruri hai nextmove ko janne ke liye market ko Janna Lazmi Hai market analysis karna last Mein Hai market mein support aur resistance per kam karna bhi najmi hai Kyunki market Mein gold hi bahut koshish ki per hai jismein bahut jyada laws aur prapt Hota Hai Hamen chahie k hum acha profit Hasil karne Ke Chakkar Mein Kabhi Bhi Na Karen small lot ke sath aur stop loss ke sath prapt Karen
        • #5 Collapse

          Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

          forex maai aik din mai 4 thread bana sakty hain hamy acha or mayre kam karan ho ga pher he hum pasasa kama skay gy forex aik amm business ke nisnbat acha business hain hum is mai raat mai be kam kar saktyh ain hum is mak din mai be kam kar sakt haain hum is mai bagr pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is jasa koir o business nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

            Dear friend forex trading mn gold ka pair bahot dangrous pair ha keun k iski movement ka kuch pta naen chalta keun abi gold jis position pa ha is k baray mn kuch naen kaha ja skta lekin ab gold kisi bhi trf big move kr skta ha isliay ab gold pa trade kray k liay carefull hona chayay
            • #7 Collapse

              Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

              agar gold ki baat ki jaaye to yah kya sapera jiska moment kabhi bhi acchi tarah se samajh nahin lagti hai agar aap gold ki movement ko samjhana chahte Hain to uske liye aapko acchi tarah se practis karni hoti hai aur acchi tarah se learning karni hoti hai tab bhi aapko good ki movement ki samajh leti aur aap gold per acchi trading kar paate
              • #8 Collapse

                Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

                forex main hum 1 den main 50 posten karty hain or 4 thrd be bnaty hain hum es mian part time be kam kar skty hain or hum es main full time be kam skty hain forex 1 aam business ke nesbt acha business hain es main agr hum boht kiyaare kam karin gain to hum es main boht sa pisa kama skty hain or apne zrurton ko pora kar skty hain forex 1 acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

                  Lag To Aisa Hi Raha Hai gold trading mein Main bi ka trend hai gold bahut fast move kar raha hai aur gold uptrend Mein Hai Hamen gold mein bahut Soch samajhkar trade karni hai kabhi bhi lalach nahin Karni chahie money management aur risk to reward ratio ke mutabik trade karne se profit Hasil ho sakta hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

                    dear aj kal ap gold k baray ma koi thek prediction nhi kar saktay q k iski moment ka kuch pata nhi chal raha lakin chances ye hi lagtay hain k ye 1700 ko touch karay ga, is liay gold par trading k liay bht soch samajh kar faisla karain q k apki aik ghalat move ap ka account damage kar sakti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

                      Dear market Hai yah kab Kaise aur kahan Maaf karje is baat ka koi andaza nahin Laga sakta Hamen Hamesha Apne kam ko focus karna chahie acchi Tarah Se market ko analyse karne ke bad apni trade ko open karne ki koshish Karni chahie Taki Ham apni credit ko kamyabi ki taraf le kar ja sake aur Kitni Achhi Ham kamyabi Hasil Karenge Aye Watan Wohi Hamare liye Behtar hoga
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Buyers gold ko 1700 tak la jany ka chaker main hn

                        gold ki movement bahut jyada difficult aur bahut jyada fast hoti hai gold per bahut sare logon ka account wash ho chuka hai aap agar gold per trading karna chahte hain to uske liye aapko gold ko acchi tarah se analysis karna chahie aur gold ki acchi tarah se learning karni chahie Taki aap gold per acchi tarah se trading kar sake aur achcha kam karke kamyabi hasil kar sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X