Apne work ko bojh na smjho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne work ko bojh na smjho
    G bilkul apko chahe k ap is forum mae apne wirk ko bojh na smjhe apko apna kam daily mae krna hoga to he apko acha fayda hoga r apko acha experience mily ga to ap mhnt se is firum mae work kro apko acha profit mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne work ko bojh na smjho

    G han dear apny bahoot he achi baat ke hy agr forex main hum ny kaam karna hy too is main humain kaam ko bojh nahi karna chaye aur is main daily kaam karna chaye ta he humain is main faida hota hy agr hum kaam ko bojh samjh kar Karin gy too is main hum kamyaab nahi hoo sain gy.
    • #3 Collapse

      Re: Apne work ko bojh na smjho

      han bhai hmain mehnat sy apna kam kerna chahiay dil lga ker ager kam karin gy to hmain acha profit mily ga bhai hmain chahiay kh hum apny account ko acha kerna chahty hn to hmain chahiay kh hum apny kam ko bht ziyada achy sy siranjam dain bhai hmain chahiay kh hum apny kam ko bht ihtiyat sy use karin or apna ziyada sy ziyada time invest karin
      • #4 Collapse

        Re: Apne work ko bojh na smjho

        forex forum main jo apny kam ko boj smjh kar karty hain wo kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye mera khyal hai k jo log es ko bojh skty hain pher wo apna time waste karty hain qk yah internationl business hai jis main ahyse zaberdasti kam kar k koi kamyab nahi ho skta hai es ko kamyab hony k liye sub ko khud ko professonal smjhna hoga jis se wo apny kam ko achi trha kar k kamyab ho skty hain boj se kam karny ka koi faida nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Apne work ko bojh na smjho

          Asslam.0.Alikum...
          Dear frinds hm ko chay kam ko bhoj na bana kr kry jis sy hm ko chay agr hm koi bi kam krty hy to hm ko chay kh apny kam ko serce kry aur kam ko achy sy kry jis sy hm ko bhot kuch hasil ho ga...
          • #6 Collapse

            Re: Apne work ko bojh na smjho

            Je dear acha bonus hasil karna ik art hai, ye bhot sary log ni sekh paty, es ki main waja ye hai k wo apny work ko boj samajty hai, forex ma acha time invest kar k posting karny wala zarur acha bonus hasil kar leta hai, but har kisi k lae ye mumkin ni hota kiu k ye bhot muskil kam hai,
            • #7 Collapse

              Re: Apne work ko bojh na smjho

              Gee haan forex mein humain apnay kaam ko kaam samajh ker kerna chahyea aur humain iss kaam ko bhoj nahin samajhna chahyea balkay humain iss kaam mein dil sae aur mehnat sae kaam kerna chahyea aur jitni zayada hum mehnat iss kaam mein kerain gay tou humain income bhi zayada ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Apne work ko bojh na smjho

                hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain hard wrok kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum reall main bi trade karny main bi asani ho skay gi aur hamain is maiin bi mind ko fresh karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trade karny main bi asani ho saky gi ta k loss km ho saky gi
                • #9 Collapse

                  Re: Apne work ko bojh na smjho

                  G han dear ap ny sai kha hy agar ham apny kam ko ana bhoj samjhy gy toham acha kam nhi kar sakty hy ham ko chaiye ky ham jo bhi kam kary ham ko sabar or asan kam samjh kar karna chaiye agar ham apny kam ko bhoj na samjhy gy to ham sy kam acha hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne work ko bojh na smjho

                    Aslamualikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko control kr k acha profit hasil kr skty hain forex maie jitni mhnt sy kam kry gy itna knowledge increase ho ga or achi trade kr sky gy or achi earning kr skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne work ko bojh na smjho

                      g han bhai jan ap ny sahi kaha hai or aghr hum apny kam ko boj smjh kar karengy tu hum kbhi bhi apny kam main kamyab nahi ho skty hain es liye har trador ko chahye k achy mind ks ath apni trading karen or apny kam ko fresh mind main karen jis se ap kamyab ho skty hain aghr ap apny he kam ko bojh smjhny lag jaengy tu ap kbhi bhi apny kam ko bahtr nahi kar skty hain or na he ap kamyab ho skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne work ko bojh na smjho

                        Yes you are right I agree with you apne kam ko bahut samajh ke nahin walke responsibility samajhkar na na chahie hamen apni responsibility ko honestly se pura karna chahie Jo kam Ham bahut samajhkar karte Hain Ham usmein Dil laga ke Kam nahin karte to vah ulta hamare liye profit ki jagah loss ban jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne work ko bojh na smjho

                          g bro apne sahi kha agr ham apne work ko bojh smjh kr kam kren gen to ham us kam me sahi se kam nh kr payen ge or ap jb ap sahi se kam nh kren ge to kamyab kese honge hame chaiye ke bojh na samjhen kam ko blke soch smjh ke kam kren ge to ham us kam me kamyab ho skte hai or hame chaiye ke jitni ham mehnat kren ge us kam me to ahista ahista wo kam ham ko bojh nh blke wo kam asan or us kam ko dil kr ne ka dil krega
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne work ko bojh na smjho

                            G han dost hum sab ko chahaye k es forum mein hum jab bhi apna kaam karein tu khush ho kar karein aur es forum mein posts karney ko hum kabhi bhi apney par boojh na samajhein warna es tarha hum phir es forum mein apna kaam sahi nahi kar sakein gey aur apna posting ka monthly target hum phir pora nahi kar sakein gey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne work ko bojh na smjho

                              g han apne work ko bojh na samjen humesha khushi ke sath kam keren dil laga ker mehnat se kam keren kyun ke jo kam dil se kiya jai us ma insan zaror kamyab hota ha bojh samej ker kam nahi kerna chahye ache dil se acha kam kerne ki koshish keren jitna acha or mayari kam keren ge utni achi earning keren ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X