Trade ka profit analysis par depnd karta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ka profit analysis par depnd karta hy
    Dear forex main jab hum kaam karty hain rtoo is main humain mehnat karnio parhti hy aur kaam karna parhta hy tyab he humain is main profit hota hy agr hum is main mehnat Karin gy aur achy anlysis Karin gy too humain is main tahb he faida hota hy jitney achy analysis hon gy utna he faida hoga humain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

    Ahmedawan
    Apge bilkul thk kaha h AGR ap profit chahty h r zyada c zyada earn krna chahty h to apko chahye k market ko analysis krlen .
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

      G han ksi bi treade ko lagany ka liya sab sa zarori cheez hoti ha k ham analysis lazmi kar layn k graph ki sorat e hal kiya ha q k is sa mustakibil ma acha profit milnay ka chance ziyada hoty hyn.
      Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
      • #4 Collapse

        Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

        G Han dear, tread ka profit analysis per depend krta hi qk ager analysis acha ho ga to loss Ni hoga aur ager analysis acha Ni hova to loss zrror ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

          G han dear bilkul ap ne thek kaha hy forex business mein trade ka profits analysis par depends kerta hy ager analysis thek se kerte han to zror acha profits bhe hasil kerte han es liye ap ko cheye ke forex mein mehnat or himat se kam kerna cheye jitna ham knowledge or experience se kam kerte utna hamain achi success bhe zror milty hay
          • #6 Collapse

            Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

            ge bha jaan apki baat bilkul theek hy hum ko trading krne se pehle anaylasis krna bahoot zarori hy q k es trah hum loss se bach sakte hain or es busines me acha profit hasil kr sakte hain ek acha trader jub bhe ko trde open kre ga wo pehle analysis lazmi kre ga or es trah acha profit hasil kre ga or hum ko bhe analysis kr k trade open krni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

              hum trade laga kar acha munfa kama skaty hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business e nisbat acha business hain hum is mai 24 gaty ma isy kes be wkt ka time table bana ra kam kar sakty hain hum is mai ja mahnet kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik internatonal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

                g han dear achye porfit kailye humin menhat to karne parye gaye .aur hum es mein rat ko bhi kam kar sakhtye hain rat ko menhat karne cahyee . forex mein hum series ho kar kam karyee .jab hum acha porfit hasl kartye hain to hum cahyee es mein menhat se kam karye.aur apna target daily ka daily mukmal karyee.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

                  Agar Ham Forex trading co proper time den is per main Karen tabhi Ham achcha knowledge hasil kar sakenge aur acche analysis kar sakenge Jo hamare Forex trading ke real account ke liye faydemand ho demo per jyada se jyada practis Karen .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ka profit analysis par depnd karta hy

                    hamy analysis ko leanr kaar ky use kaar ky kam karna ho ga pher he hum pasasia kama saky gy fore aik online business hain hum is mai nigth maami be kam kari sakty hain humj is mai dya mai be kam kair sakty hain hum is mai mahnt kary g to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is maai agar bager leanring ky kam ary gy to hamy loss ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X