Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray
    Gee haan forex aik bohat acha business hai iss Mein hum jitni zayida mehnat say kaam kray gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai aagr hum trading krtay hai tu hum ko aik pair pr trading nahi karni chaiy agar aik pair pr hi kray gay tu aap ko zayida loss bi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے

    Trade har pair m lgain lkn un pair m Bht hi km lgain Jo zyada risky hain mtlb gold pair ko ap tb choose kren jb ap k pas knowledge but lzyada ho
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

      hun humain aiuk hi pair main ziada trdaers open nhyi kerni chahiay jisy over trdaing khahty ahn ager hum over trdaing aik hi pair main kerty ahn tu is se humain bht abar loss bhi ho sakta ha ager hum diffrent pairs per trdaers open kerty han tu is se koch trdaers se humain profit tu koch se loss hota ha tu humara loss profit equal ho jata ha jis se hum bht bary loss se safe rah sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

        g bro nyc question hame chaiye ke ek ek kam kren ye nh ke sath sb kam krne ki koshish kren ek time me ek kam or jitna ho ske mehnat kren jbi ap kamyab hoskte hai or trade ke time trade or posting ke time posting or thread ke time pr thread to agr ap aesa krte ho to in sb chezon ka time table bna len to is se apko faida hoga ke kis time kya krna hai or ap ache se apna work kr payen ge
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
          Gee haan forex aik bohat acha business hai iss Mein hum jitni zayida mehnat say kaam kray gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai aagr hum trading krtay hai tu hum ko aik pair pr trading nahi karni chaiy agar aik pair pr hi kray gay tu aap ko zayida loss bi ho sakta hai
          Mere Khyal mein tu aisa karna theek hai ki jab tak Hamen Achcha knowledge or experience Nahin Hai Hasil Hota Ham ek hi pair per trade Karen Kyunki jab tak uski acchi information Hansi Nahin Ho Jati Ham dusre pairs per trade karna Kafi Mushkil banaa lete hain aur jab Ek pair per regularly trade karte rahenge to aap ko uski hi condition aur law condition ke bare mein bahut acche se pata chal jaega aur profit Hasil karna Aasan ho jaega
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

            yes you are right
            pair ko change rkhain
            pair volatile hoty hn
            hmesha mehnt krain
            tbhi kamyab hn gy
            r kuch gain mar sakty
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

              Ge dear ap teak Kay ray han hamy different pair main Kam karna chy ta ja hamy ak pair main loss ho to dosary pair sc profit mil jay .but is ka lay hamary pas balance ka hona zurari hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                trade Ham kisi bhi pairs Mein Laga sakte hain lekin bus is baat ka Hamen khayal rakhna Hoga Ki Hamen achi tarah analysis karna aana chahie aur sab Hamen bahut zaruri hota hai Sabar agar Ham zyada Se zyada Karte Hain to Ham trade lagane mein problem Nahin Hoti Forex trading Mein Sab Hi Sab kuch Hai Jo traders zyada Se zyada Sabar Karta Hai usi ko kamyabi milti hai agar Ham mehnat Karenge to Hamen kamyabi Milegi aur Hamesha analysis ke bad hi lagaen Kyunki Jitna acha aap analysis Karenge market ko aapko market ki zyada knowledge jayegi aur yah knowledge aapke liye bahut zyada important hai Kyunki is knowledge ki wajah se aap bahut zyada Forex ka experience gain karte hain is hi wajah se yah aapka bahut fayda Hota agar hum buhat zyada mehnat karen humen buhat jaldi kamyabi milti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                  G haan aap nay sahee kaha forex may ek he pair par trading nahee karna chahiwy kionka aksar asay hotha hwy k aap ko apnay favourite pair ke movements ke samaj nahee aathe is waja say os par risk lanah sah behthar hwy k hum kise our pair par trading karwy thqke zahir loss sah bach sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                    1 hi pair me trading ka faida ye hota hay key traders bar bar aur every time 1 hi pair me trading se experience hasil kar lety hey aur market key bary me be achi tarha se samaj jaty hey, es cheez ka faida traders ko life time ho jata hay agar traders har din 1 new pair me trading karen gey to traders ko kesi be Forex market key pairs se related knowledge aur experience nahi hota aur traders har pair me loss kar sakty hey magar jo traders loss hony key bawajood be pair me changing nahi karty esy traders ko market ki achi knowledge ho jati hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                      han bhai hmain chahiay kh hum aik hi pair main over trading na karin q kh bht sy log hum jaisy hum bhi yahi kerty hn kh jub hmain achi entry milti jati hy is liay hum bhir trade lgaty jaty hn hmain is sy nuqsan hota hy bhai hmain aik hi pair main aik trade open kerni chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                        Forex main aapko different pairs mein trading karni chahie sirf ek hi pair per trading nahin karni chahie lekin aapko ek pair ki acchi tarah se practis Kar leni chahie aur use per acchi tarah se knowledge or experience hasil karne ke bad bhi aapko next pair trading karni chahie Taki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                          hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din ma be kam kair sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karn ho ga pher he hum agy bar saky gy forex paksitan ma legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                            G bilkul apko chahe k ap is foru. Mae trade krte howe ek he pair p trade na kren apko loss bhe ho skta he apko chahe k ap mhnt se is forum mae acha kam kren r qualuty ho jes mae to ap zarir kamiyabe honge is forum mae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein aik hi pair mein trade nahi kray

                              forex 1 boht he acha business hain es main hum tmam pair kay jwab apne mrze say dity hain or hur pair kay alg alg jwb hoty hain or hum es main trid lgaty hain taky humain es main mahanat say kamjabe hasl kar sken forex main hum mukhtlef thrd pr rply karty hain humain achi information ho ge to phir he hum achay pairs bna skty or acha bons be hasl kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X