Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

    Forex trading market mein experience Hona chahie best trading karne ke liye Luck per dukaan nahin karna chahie plan hoga tab ki market se earning nikaali Ja sakti hai otherwise market Mein trading karna Itna Aasan Nahin Hai to cal trading Jo karte hain unhen jyadatar Los hi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

      Dears Forex main profit sirf experience Py depend krta hai hamen chaheay ky ham Forex main mehnat k sath work Karen aur ham trading k bary main demo par learning Karen AUR ham din rat aik karky demo par practice Karen istrah sy ham Forex main Acha profit kama sakty Hain
      • #18 Collapse

        Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

        Hamari luck use Waqt kam Karti Hai Jab Ham Achcha kam karte hain Forex trading business mein bhi Kuchh Aisa Hai Jab Ham acchi profitable trading karne ke liye experience Hasil Karte Hain To Hamara luck Hamara Sath deta hai aur ham profitable trading Kar Ke profit Hasil karte hain Hamen Forex trading business college Hasil karna chahie experience Hasil karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

          Assalam o alaikum.all dears members,
          Dosto main apko.aik bata btna chata hun insan ager apne kam mein experience rakhta ho tu munafa acha milta hy ,aur kuch luck bhi kam krta hy. Forex mein ham apna kam exe ke teht krte hy jiski binah pr ham acha munafa kamte hn,thnks
          • #20 Collapse

            Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

            Dear acha profit kamane ke liye Hamen kisi luck per depend nahin karna chahie Hamen Khud apni mehnat per depend karna chahie aur experience per Kyunki Jab forex mein ham luck per depend Ho jaate Hain to Ham kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahie aur experience gain karna chahie Kyunki Jitna experience hamare paas Hoga is se Hamen utna zyada fayda hota hai trading Mein sabse zyada zaruri experience hai trader ke pass agar bahut zyada experience hoga to woh trading Forex Mein kamyabi Hasil Karta Hai trader ko Hamesha zyada Se zyada mehnat Karni chahie Kyunki Jab trading Forex mein zyada Se zyada mehnat karega is trader ka bahut zyada fayda Hoga kamyabi Ke liye mehnat Hi Sab kuch Hai
            • #21 Collapse

              Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

              Dear munafa luck par bi depend karta hay or experience par bi agar aap kay paas experience hay laykin aap kisi kaam may pance chukay ho or market aap kay mayar par hay to phir aap ko profit kay say hoga quen kay aap to market may ho hi nahi.
              • #22 Collapse

                Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                Sawal tu acha hai imara khyal sy dono py krta hai dono zarori hua chahya is my lakin exprincess zayad huna chahya or knowloge b
                • #23 Collapse

                  Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                  Dear humari kamyabi ma luck ka bhot zeyada daro maddar huta hay laiken forex trading aik aisa business hay kay jis ma hum serf luck per profit earn nhi ker saktay han hu sakta hay kay humay aik ya do dafa luck per profit hasil hu bhi jaye laiken hum serf luckl per kabhi bhi depend nhi ker saktay balkay learning ker kay achy knowledge aor experience say trading kernay say hi earning mumkin hugi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                    Assalamu alaikum ji all member forex business bahut achcha business haihamara experience jitna achcha hoga utna jyada munafa hoga ismein Na phir Koi depending nahin hai bus itna achcha experience hoga nahin jyada kamyabi hogi aur achcha experience hone se achcha bonus bhi milega
                    • #25 Collapse

                      Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                      Dear friends qismat Allah k hath main hoti ha is laiy hum ko Allah par bharosa karna chahiay or ziyada say ziyada experience or knowledge par tawajjo dyni chahiay q k hamari kamyabi ka Sara daromadar hamarey experience or information par hota ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                        Munafa Luck Pe kabhi Bhe depend Nhi karta pak forex trading business men acha Munafa Kalye ap Experience Say Hi Pak FOREX trading business men work karty Rahein Tu Hi acha Sa Munfa achi Si Incom asaani SY Hi Hasil ap pak forex trading business Say hi Kar Len gay Mehnat karein Tu Hi Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X