Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...
    Aap sub bata saktey ho kia k munafa luck k zarye hota ha yah experience k tor pe but main is k baray main yehi kah sakta hn k forex trading main trading kr k munafa sirf aor sirf experience k tor pe hota ha woh is tarah k ager kisi k pass kisi bhi cheez ka experience hota ha toh puri life mar nhi kha sakta ha aap sub is k baray maib kia kahtey ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

    bhai hmain apna expereince hasil ker ka khud hi apni qismat bnani hoti hy ager hum mehnat nh karin gy na hi hmary pass experience ho ga to hmain qismat kaisy jagy g bhai hmain mehnat ker acha exprience demo main hasil ker ka apni qismat ko apni luck ko khud hi bnana ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

      G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin treading karty hoy hamin gorex min jo munafa hota hy who hamri luck ki waja sy nahin hita hy who hamri forex min achy exoerince ki eaha sy hamin munafa hota hy iis lia hamin firex min apny luck par treading nahin karni cahye balke hamin forex min acha experince haisl akr achi treading karni cahye jis sy hum acha proodt haial kar akty hain
      • #4 Collapse

        Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

        bhai jan forex trading main luck ki bhi boht ahmiyat hai or hum expiernce ko bhi ignor nahi kar skty hain es lie aghr hum chahty hain k hmari luck hhamra sath de tu hmain expiernce ko he gain krna hoga jis se hmain forex main kamybhi mil skti hai or aghr hum mahnat or expiernce k bgaor he luck ko dekhen tu hmain forex main kbhi bhi kamyabhi nahi mil skti hai pher luck bhi kam nahi ati hai hmain mahnat karna hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

          Munafa luck pr depend krta hai ya experience pr bohat acha swal hai forex main agar aap ka pass acha experience hai tu aap ko acha munafa ho ga agar aap ki luck achi nahi hai tu aap acha experience ka sath bi trading krtay hai tu aap ko loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

            Muje lgta hai profit kisi ek chez pe depend nai krta agr luck acha ho aur experience na ho phr bhi apko los hony k chance hen aur agr apky pas experience ho aur luck acha na ho phr bhi apk sath masla ho sakta hai es lye dono chezo ka acha hona boht zarori hai aur sath me apki mehnat krna bhi zarori hai kui k mehnat k bager kuch bhi mumkin nai hai.
            • #7 Collapse

              Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

              munfa experence par zayida depend kartha aur luck par kam depend karta hai daer akr es mein kam karen kailye humra pass zayida se zayida experence ho ga to forex bezness mein kamyab ho sakhtye hain ..
              • #8 Collapse

                Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                Luch b tb hi Kam krti Hy jb kisi business ko krny k liy enough knowledge ho or acha experience b tb hi hm Kam b krty Hain or luck b azmaty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                  hamy experenec gain kar ky forex mai kam karna ho ag pher he hum pasia kma skay gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wkat ka time table bana air kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or chna or new yok jassy bary bary mmaalik sahamil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                    Munafa to hmary experience py depend karta h agar hmary ps experience na ho to luck b st ni dati ha hmy apny ap ko is kabil bnana ho ga k jb hm tread lagay to yakin ho jay k hamare tread profit my jay gi kuk hamara apna experience itna strong ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                      nyc question bro bro munafa ho hai ye i think luck pr depend krta hai q ke agr apka luck acha hai to achi se achi or zyada mehnat krke experience hasil krskte ho or expert bh ban skte jo jis kam me apko experience hai to hame chaiye ke zyada se zyada mehnat kren or kam agr time table ya routine bna kr work kren to ham kamyab hoskte hain or jitni zyada hamre pas knowledge hogi ham utni achi earning krskte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                        Dear munafa hamari mahnat per depand karta h agr hum forex main mahnat karty hain is main post karty hain is main thread create karty hain aur achi quality ka work karty hain tw hamin is ka bhut acha bonus milta h aur hum is sy trading kar sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain hamin mahnat k sath hi kam karna chihey
                        • #13 Collapse

                          Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                          koi bhi business ho sirf luck pe depend kr k kabhi bhi kamyabi hasil nahi ji ja sakti.isi tarah forex pe bhi sirf luck ki bunyaad pe insan kamyab nahi ho sakta.luck may be aik baar aapka sath de jaye magar hamesha luck sath nahi dedti.kamyabi k leye experience ka hona lazmi hai.experience k sath agar kaam krengay to kamyabi aur munafa kaamaanay k chances ziada hin.
                          • #14 Collapse

                            Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                            forex main luck sy kuch nahi milta hamy is main hard work or pori tawjo sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha mungfa kama sakty hain or apni family ko support kar sakty hain yai aik aam job ki nisabt boaht hi acha business hain hamy is main kam karny ky liye kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar is main kam kar sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Munafa luck pe depend krta ha yah experience pe...

                              aapka profit aapke learning per depend karta hai ki aapane kitni acchi tarah se learning ki Hui hai itna jyada acchi tarah se learning karoge aap ko utna hi jyada profit hasil hoga aur aap apni hi acchi tarah se trading kar paoge to aapko chahie kya agar aap acchi trading karna chahte ho to acchi tarah se knowledge or experience increase karte raho aur acchi tarah se practis karte raho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X