Waqt c pehlay kbhi ni milta.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt c pehlay kbhi ni milta.
    Aoa All members..
    Ap SB ko chahye k sbar c kaam Len hmesha acha honay k lye waqt lgta h r apko waqt c phlay kbhi kch ni milay ga islye intezaar kren SB kch,acha ho jay ga.
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

    Yes sb members ko pehle knowledge or experience hasil karny py focus karna chahe, kiu earning ka ik time hota hai ye us sy pehle hasil ni ho sakti, agr tokky maryn gy to loss sy acct he wash karwa leyn gy, es lae learning hasil karny tak bonus ko jama karty rehna chahe,
    • #3 Collapse

      Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

      Assalamu Alaikum dear Forex member aapki baat theek hai kya Ham Ko Waqt Se Pahle Kuchh Nahin Mil Sakta for example kya Hamara bonus Agar 10 tarikh Ko Aata Hai To Ham yah vate Karenge Humko 8 tarikh ko bonus mil jaaye Aisa Nahin ho sakta isliye friend ne theek Kaha ke Waqt se pahle Humko Kuchh Bhi Nahin Mil Sakta
      • #4 Collapse

        Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

        Wakt sy pehly to nahi milta lekin AP ko mehant jari rakhan chye kyun Kay AP ka Kam Hy mehant sy Kam krna, jab, Tak ap mehant sy Kam krty rehty hen to ap ky leay success Kay, leay rasty open hona, shuru ho jaty hen jis Kay leay zarori Hy Kay AP Lazmi acha kam kren
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

          hmen hmara naseeb hmari kismat mil k rehti h pr hr cheez ka time decided h us s pehly kuch bhi gain ni hota isi liay mehnt krain r ziada s ziada try krain tbhi kuch gain hoga r agy barh sko gy hmesha focussed ho k raho apny kam ko importance do tbhi ap agy barh sakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

            aapka apna time jab aata hai tab hi aapko kamyabi hasil hoti hai isliye aapko apni kamyabi ke time ka wait karna chahie aur uske liye aapko acchi tarah se working karte rahana chahie kyunki Safar karna bahut jaruri hota hai aur jo traders acchi tarah se sabar karte hain vahi kamyabi hasil kar paate hain aur vahi ek achcha trade abhi Ban paate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

              yes your right ap ne sai kaha hai hum mein experence konwalge ka hona zarori hai jab tak hum mein konwalge nahi ho ga to hum es mein kamyab nahi gaye . forex mein menhat karne lazmi hai .
              • #8 Collapse

                Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                g han yah bat bilkul sahi hai main apki bat se agree karta hun har insan ko waqt se pahly kuj nahi milta hai hum jo bhi apni lofe main chahty hain tu osk liye hmain struggle krna parhta hai jis k liye apni jan tak lgani parhti hai or pher ja k hmari wo zarort pori hoti hai esi trha forex trading ka business hai jis main hmain join karty he sub kuj nahi milta hmain es main earning zraor milti hai laken es k liye time lagta hai or kisi time main ja kar hum earning haisl karny k qabil hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                  G han dear sabar sy Kam Lena chahiy q k Jo apko milna hota Hy mil k rehta Hy lakin na to waqat sy pehly kuch milta Hy na naseeb sy zayada
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                    G han dear ap ki bat bilkul theak h forex main mahnat kar k hi hum kamyab ho sakty hain agr hum is main acha kam karty hain tw hamin is ka bhut acha bonus milta h is main hamin daily post karni chihey aur thread bhi create karni chihey jis sy hamin acha bonus milta h aur hum us sy trading kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                      bilkul koi bhi kam start karte hain use Samjhane mein time lagta hai Forex trading totally mind business hai is Mein Jitna Soch Mein ka proper planning Banakar work Karenge best Rahenge time lagega start Mein difficult hota hai lekin Jab knowledge banta hai Jaega aasani ho jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                        Waqt se pahle Kisi Ko Kuchh Nahin Milta aapane acchi baat ki hai Jab Ham Forex trading business Mein mehnat Karte Hain To Hamen results bahut jaldi Nahin Milte Hamen mehnat Karte Rahana chahiye Hamen Forex trading business ke results Mil Hi Jaate Hain Jab Ham Achcha kam karte rahenge To Hamen Achcha profit ho jaega aur ham kamyabi Hasil kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqt c pehlay kbhi ni milta.

                          Na to waqt se pahle na kismat se jyada nahin Mil sakta kyunki agar Allah tala ne chaha to hamen main is main jarur kamyab karega aur ham ek acche friend ban sakte hain agar Ham forex trading ko acche se sikhenge to Ham ek acche kamyab Ban sakte hain aur truck se kuchh hasil karna hai to hamen main isko jyada se jyada time Dena hoga agar hamari kismat mein profit vah to hamen jarur milega agar Ham jyada se jyada koshish karenge to Ham ismein jarur prapt hustle karenge prabhas karne ke liye jaruri hai ki Ham kamyab trader bane agar hamen trading ke bare mein maloomat nahin hai to Ham kamyab trade nahin Ban sakte isiliye kaha jata hai ki Na to waqt se pahle aur na kismat se jyada milega.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X