Achi trading karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Achi trading karo

    ghan hamen ache se ache tared lagane chihye agar ham ache tared lagaen ge to hamen is men acha profit ho ga agar ham is men toke se tared lagaen ge to hamen is men noksan ho jae ga hamen chihye k ham forex min acha bonas earn karne kiley ache tared lagane ho ge hamen markit ki movment ko dekh kar tared karne ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Achi trading karo

      Aik trader agar achi trading karay ga tab hi us ko profit ho sakay ga or achi trading karnay k liye zaroori hai k hum trading achi tarha seekh kar karain hamain indicatores istemal karnay aatay hon hamain money management k asoolon ka pata ho hamin price action ko study karna aana chahiye or candle stick k bannay waalay patterns ka achi tarha ilm ho is se hum charts ko achi tarha study kar sakain gay or phir sahi sahi order laga sakain gay jis se hamain profit hoga
       
      • #18 Collapse

        Re: Achi trading karo

        Assalamu alaikum jiya members forax business bahut achcha business is business mein hamen acchi aur Meri posting karni hogi jitni acchi aur meri posting hogi uska itna hi mein jyada fayda hoga jyada posting se hamen jyada bonus milega
         
        • #19 Collapse

          Re: Achi trading karo

          Achi treading kro ta kh zeyada sy zeyada errning KR sako. Achi treading serf knowledge aur experience sy he hoti hi.
          • #20 Collapse

            Re: Achi trading karo

            Assalamu alaikum jiya members forax business bahut achcha business is business mein hamen acchi aur Meri posting karni hogi jitni acchi aur meri posting hogi uska itna hi mein jyada fayda hoga jyada posting se hamen jyada bonus milega
             
            • #21 Collapse

              Re: Achi trading karo

              Jb hum pora month posting krtaii haiin us k bd hmaiin bounss miltaa haii too hamiin sahee iskoo usee krna. Chaiyaii agarr bounss koo sahee syy usee nhee kraiiin gyy too saraii mnth kee mehnat zaiyaa hojaii gee hmareee isliyee hmaiin tradingg krtaii waqttt markett ko sahee smjh k tradee lganee chaiyaii taa k hmaiin nuqsan na ho aorr mehnaat kaa phaal milaii hmaiinnn
              • #22 Collapse

                Re: Achi trading karo

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shaani66 پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum jiya members forax business bahut achcha business is business mein hamen acchi aur Meri posting karni hogi jitni acchi aur meri posting hogi uska itna hi mein jyada fayda hoga jyada posting se hamen jyada bonus milega
                Trading ka meyar sahi rahknay kay leye trader ko cheye kay pehlay woh apny trading skills ko increase karay. apni trading mai short cut ki koshish na karay. Sath main woh analysis karain jo ap kay pair kay related ho us kay ilawa koi or analysis na karain. apni trading ko jab tak demo pay sahi se manage karna ap nahi seekh laity ap ko cheye ap ko live account main nahi ana cheye nahi tu ap ko loss ho ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Achi trading karo

                  Ji han bilkul friend acchi trading Karen aur accha profit kamaye jitni acchi trading Ham Karenge utna hi Achcha Mein profit Hasil hoga aur ham jald kamyabi Ho Sakenge Agar ham kamyabi chahte hain to iske liye Hamen mahnat prrfocus karna hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Achi trading karo

                    yes dear forex mein humy apny apko zaroor he improve karna chahiye aur humy ache trading he karne chahiyenjab tak hum ache trading nahi karin gy tab tak hum kabhi bhi trading mein kmayab nahi ho sakty hain ess liye humy trading mein ache sy ache aur aur market ko ache tarah sy he analysis kar ky he trading karne chahiye tab he hum trading mein acha profit gain kar saken gy thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Achi trading karo

                      Sahi baat hai na agar aap mehnat se kam karenge acchi trading karenge to aap achcha fayda hasil kar sakenge.
                      • #26 Collapse

                        Re: Achi trading karo

                        Ji haan achi trading kar k hi acha profit kamaya ja sakta hai tukkay se ki hui trading se zyada arsa profit kamana na mumkin hai hamain poori poori training honi chahiye k hum charts ko dekh sakain acha analysis kar sakain or apnay loss ko manage kar sakain usi soorat main hi koi trader consistant profit kama sakta hai training k bagher consistant profit ka soch bhi nahin jaa sakta hamain apni trading ko behtar se behtar karnay ki koshish kartay rehna chahiye
                           
                        • #27 Collapse

                          Re: Achi trading karo

                          Hamen ek achcha profit puch waqt Tak hasil nahin kar sakte jab tak hamare pass Forex ka accha knowledge Na Ho agar Ham achcha profit hasil karna chahte hain to uske liye Ham ko puraskar jyada Se jyada knowledge hasil karna hoga aur uske bad hamen apna experience increase karna hoga agar hamesha karte Hain to hamen kachhu profit ho sakta sakta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Achi trading karo

                            Bilkul Hamen acchi trading Karni chahie apni trading Mein kamyabi Hasil Karne Ki Har Mumkin koshish Karni chahie Kyunki Yahan Har worker acchi kamyabi Hasil kar sakta hai agar vanaashrya Apne kam ke sath sincere Ho balki Apne kaam mein kamyabi Hasil karne ke liye apni mehnat aur koshish ko Jari rakhen hamen bhi chahie kya apni mehnat Karte Rahen Lagan ke sath kam Karta To Ham bhi acchi kamyabi Hasil Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Achi trading karo

                              G han ji ap nay sahee kaha hy hamen chahey k hum achay say achi trading karen kion k jab hamara trading skill acha hoga to hum easily achi trading kar payen gy to apko yaqeenan kamyabi hogi is liye apko chahey k ap achay say achi trade open karen kion k apka analysing skill jitna zada strong hoga ap utni achi trade kar payen gy or utni achi earning kar saken gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Achi trading karo

                                Dear achi trading kay liya time ka hona lazmi hay or sakoon ka bi agar aap kay paas time or sakoon hay to hi aap acha kaam kar saktay ho laykin agar time hay or sakoon nahi hay to iss may loss ka khatra laga rahay gaa.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X