Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey
    Dear brothers forex trading aik risky pair hey iss men loss her kisi ko ho jata hey kiun k loss iss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey lekin experts ko loss kam aur profit ziyada milta hey iss liay jo log loss se ghabranay ki bajay loss se seekhnay ki koshish kartay hen woh hi kamyab traders bantay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

    G dearr apne thk kaha hai loss SB ko hota h lkn knowledge walay ko km hota h r bgair knowledge walay ko zyada hota h islr demo account ko zyada c zyada use krne.
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

      Kiya forex trading mein expect ko bi loss ho jata hai bohat acha swal hai forex mein agar expect tradar hai wo bi soch samaj Kar trade nahi lgay gay tu un ko bi loss hota hai forex mein achi trading ka Lia soch samaj Kar trade lagay gay tu aap ko kamyabi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

        dear brother forex trading aik complicated business ha is mn hr kisi sa ghalti hoti ha aur loss bhi hota ha lekin forex trading mn jo expert trader hotay hn aur jin k pass achha experience hota ha woh apnay experience ko use kr k asani k sath loss ko recover kr leta ha
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

          John dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Park Forex main expert logon ko bhi loss ho jata hai isliye Hamen Pak Forex mein mehnat se kam karna chahie aur Apna Kam acche tarike se karna chahie Taki Hamen loss Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

            yes you are right
            lazmi ni h experience ho
            apka luck bhi matter krta h
            luck sath dy to hm kamyab hn gy
            r kuch gain hoga
            hmesha mehnt krain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

              Dear brother forex trading mein kuch bhi ho sakta hai is men jb market ki movement hoti hai tu experts ko bhi loss ho jata hai lekin experts ko experience ki waja se kam loss hota hai jisko woh easily recover kr lety hein agr kisi new trader ko loss jo jaye tu us k liye loss ko recover krna aik bara masla hota hai woh loss ko recover krny k dar se account wash hony deta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain forex trading main eaxpit ko bhi loss ho sakta hain loss or profit business ka hisaa hain is liy loss ho ny sy parhsan nhi ho na chahey loss apni mistak ki waja sy ho ta hain is liy forex trading main loss sy bachna hain to jald bazi or lalachna karin soch samjhd ky su er ky sath trading karin market ko analiyses kar ky ta ky ap achi earning kar saky or kamiyab trader ban saky
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                  Dear friends forex trading main kuch bhe ho sakta hy forex trading main expert logon ko bhe loss ho jata hy kunkh un sy bhe koi nah koi mistake hoti hy to iss liye expert logon ko bhe nuksan ho jata hy iss liye forex trading soch samjh k krni chahiye iss main saber k sath kam krain iss loss ko cover krna bhot mushkil ho jata hy iss liye forex trading main loss sy bachny k liye asan wali trading krain takh ap loss sy bach sakain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                    Assalamu Alaikum friend ji han bilkul theek kah rahe hain Forex trading Mein expert Bhi Kabhi Na Kabhi Dhokha kha Jaate Hain aur unko bhi loss ho jata hai Hamen chahie ki Ham ismein Puri to bhejo ke sath kam Karen John Jitna Bhi naraj hasle karta ho usko Kabhi Na Kabhi Dhokha zarur Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                      Profit ho ya loss ye business ka hisa hota h or loss kisi ko b ho sakta h zarori ne k AP ki galti sa loss ho balky kbi kbi markeet ki fluctuations ki wja sa b loss ho jata h ya kisi mulk ki economy jb achanak ups ya down ka samna Kerti h tb b loss ho sakta h bs hm just care ker sakty hn or koshish k hm kud ko Kis tra loss sa mehfoz rakhen or ache trade kerny ki try kren.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                        han g bilkul forex ma experts ko b loss hojta ha loss zarori nahi hota k juniors ko hi ho loss k liye mistake karni hoti ha jo senior traders hoty han wo kam galti karty han qky un k pas zyda experience hota ha or sisi tarha jo seniors hoy han un k pas zyda loss or kam experience hota ha to loss atal ha us sa na ghabryn
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                          g han dear bilkul seniors ya expert ko bhi kbhi kbhi loss ho jata hai qk forex trading men market ke movement ke change hone men koi waqt ni lgta hai bal keh jsi bhi waqt pairs ke movement Kai bhi trf ha skti hai lkn seniors hameshan apne account ke security pehle rakhta hai r loss ko recover krne ke koshesh krta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                            Aslamualikum Forex member Forex online business hai Forex me loss or profit donon Aate Hain Ham koi bhi business Karen usmein loss aur profit bahut important part Hota Hai Forex Mein Kam Karne Wale acche theatre bhi kabhi-kabhi loss karte hain Hamen loss se sikhana chahie aur acchi knowledge ke sath Achcha Prophet Hasil karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey

                              Bhai jan loss sab ko hota hy chay wo expert hy ya nai agr wo mhant krta hy aony tarde posts kp achi bnata hy to kabi na kabi loss a he jata hy whsy hm new member ko zyda loss hota hy hmin chay kh loss ko qabo main rkahy aur kam sy kam meqdar maintrade kry hmn chay apny post ko achay sy bnay tak loss na ho..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X