achi learnign hi achi income ki zamant he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ji haan forex ma achi learning achi earning k zamanat ha is liay market k baray achi learning krni chahiay phr trading start krni chahiay agar aap is market ma kamyab hona chahtay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      YES dear hamary pory concentration just learning per hony chahain q k jiss k pass knowledge zyda ho ga wo yakkeeni toor per bahter earn kry warna loss he kray ga
      • #168 Collapse

        My dear friend forex trading market main forex traders ki learning hi un ki income ko increase karti ha. forex trading market main forex traders jab tak pori learning nai karte wo forex main kamyab nai hote.
        • #169 Collapse

          g bilkul forex pay hum mehnat or knowlage kay sath hum profit hasil kar saktay hain or trading kar kay apna sourc of incom barha kay zaida sy zaida eraning bh kar saktay ha.
          • #170 Collapse

            yes dear yeh bat ap na khob e ke ha ka achi learning sa achi earning ka kya reltiaon ha dear ek to learning ka mtlb yeh ha ka ap na apni market ka ander sasearch krna ka bad ek poliy ready krni ha and then us ke khob wat lganin ha demo acccoutnt pr tb ja kr woh acha sa fit ho jay ge ap ka mind pr dear es ka bad baki kam hn ga
            • #171 Collapse

              meray khayal say aap forex say achi learning demo account say karsaktay hay our aap ko chahiye kay demo account per earning ka tarika kar bananay ki koshish karay our jab aap koi earning ka tarika kar bananay may kamyab ho jatay hay phir real per kaam karay.
              • #172 Collapse

                bhai mary jub hum learn kary gy to hamay acha seakhny ki koshsih kary gy k kis tareky sy tradinng ki jae jis sy hum acha profit earn kar saky experiance aur knowledge ka hona b buhat hi zarori ha jo ap ko demo account sy mil sakta ha
                • #173 Collapse

                  Yes Right , insan life main chaltay ahista ahista sub seekh leta hai kaam , karobaar or han galtiyan bi ho jati hai but galtiyan se hi to insan samajhta hai dunya ko
                  • #174 Collapse

                    Learning process main hum forex ki different techniques aur strategies ko seekhtey hain aur trading skills ko samjhtey hain. Demo account main practice krtey hain aur apney confidence main izafa kartey hain. Learning kye baghair aap loss ko control nahi kar saktey aur na hi acha profit bana saktey hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #175 Collapse

                      Aik good earning key leye learning zarori hoti hy. Learning key baghair aik good profit lena possible nahi hota aur aap ka just time waste hota hy. Hamain learning process main forex trading krney key methods seekhney hain aur kaisey loss sey bachna hy aur kaisey acha profit lena hy, yeh bhi seekhna hy aur is key leye practically demo account main trading ko seehkna hy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X