aajkal bahut se log vsa ka tarika istemal karke market mein kam kar rahe hain lekin main samajhta Hun ki yah tarika hamare liye achcha nahin hai kyunki vs ka matlab hota hai volume separate analysis is tarika mein hum sirf volume ko dekh rahe hote hain aur agar Ham trading nahin sirf volume ko dekh kar hi trading karte Hain to Ham kamyab nahin hote hain isliye main samajhta Hun ki Ham history ka koi saman nahin karna chahie Bal ke hamen technical analysis karne chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим