Forex man newz lazmi hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex man newz lazmi hy ?
    Dear friends Mara aj ja swal ya hy kah agr hm forex a Kam kry to hmn is mn new ko lazmi prhna chahya or ya q lazmi hy Kiya hm new ko prhny k bad he tread lagy ya tread wasy lagy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex man newz lazmi hy ?

    Forex mein news lazmi hai aap ki baat bilkul theek hai forex mein jab bi trading krtay hai tu soch samaj Kar trade lagay gay tu news ka matabik tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap news ka matabik trade nahi lgay gay tu aap ko loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex man newz lazmi hy ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bughlani Tiger پيغام ديکھيے
      Dear friends Mara aj ja swal ya hy kah agr hm forex a Kam kry to hmn is mn new ko lazmi prhna chahya or ya q lazmi hy Kiya hm new ko prhny k bad he tread lagy ya tread wasy lagy .
      Yes brother forex main news lazmi aati hai aur hamen news ka khyal bhi karna chahie kyunki forex ki news ki kafi jyada importance hoti hai aur jab main market mein Koi news aati hai to tab market bhi quality ke sath move karti hai isliye hamen news ko ignore nahin karna chahie Bal ke hamen main news ka khas khyal rakhna chahie Taki Ham news ke dauran acchi trading kar sake aur apne account ko safe rakh sake
      • #4 Collapse

        Re: Forex man newz lazmi hy ?

        news to ati hai ap ko us ko samjhna hota hai ur ap ko agar us ka knowledge nahi ai to ap ko us pe kafi loss ho sakta hai kyon ke news trading sab se mushkil hoti hai is liye ham ne acha kaam karna hai aur acha kaam karne ke liye hman mehnat ki zaroorat hai agr ham mehnat arain ge o hi hm kameyab ho saken ge is liye bus mehnat kaarian ur achi earning karain
        • #5 Collapse

          Re: Forex man newz lazmi hy ?

          yes you are right
          forex men news updates p nzr rakhain
          ap jitna ziada updated hn gy utna faida hogaforex k rules regulations ko sath ly k chlain
          tbhi kuch gain hoga
          hmesha mehnt krain
          • #6 Collapse

            Re: Forex man newz lazmi hy ?

            ji han bilkul Forex mein news laazmi hai agar Ham news ko follow karte hue market se attach rahenge to Ham achcha knowledge Hasil karte hue acchi trading kar sakenge aur Agar Ham news ko follow karte hue trading Karenge to Ham achcha profit Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex man newz lazmi hy ?

              hamai chaye ke hum iss market mai jab be trade open karai to sab say pehlai news ko lazmi daika karai agar hum news ko follow karkai trade nahe karaingay to humai loss hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex man newz lazmi hy ?

                G han dear ye bat tu ap ki theak hai kay forex mai news ka kafi kirdar hai kiyu kay ap ager news pay kam kartye hain tu ap ka es mai kafi faida ho jata hai kiyu kay news pay kam karna he kamyabi hai tu ap kam mahnet say aur lagan say karain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Forex man newz lazmi hy ?

                  G han thek kaha apny k.Forex maik kaam.karte hue trade open karna sy pehly news ka reas karna lazmi hai isliye hume chays k hum is main mehant or hard work karen or best knowledge or information sy is main kamybi haial karsb taa k.hhm.is main.kamyab ho saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex man newz lazmi hy ?

                    Trading k sath news ka bahoot asar parts Hy Jo bare bare trader hire Hain wo news k sath touch rehte Hain or news se bahoot faida uthate Hain q k news me market ki qemton ki need ati Hy wahan se ache trader news ko follow me k trading open KR dete Hain or acha profit hasil krte Hain hum ko bhe news k sath touch rehna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex man newz lazmi hy ?

                      G han dear forex main news lazmi ati hy our humain news ka khyal karna chahie q k Forex ki news bhut important hoti hy our jab hum market main koi news aati hy to tab market bhi quality k sath move karti hy is liay humain news ko ignore nahi krna chahye bhalk humain news ka khas khyal rakhna chahye take humain news ki duran achi trading ker skty hain our apna account bhi safe rakh skty hain is liay humain news ko follow krty rahna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex man newz lazmi hy ?

                        Je forex ma news ki value bhot hai, agr news ma dehan ni deyn gy to trade ma kamyabi b ni ho gi, news ma mukamal power hoti hai k wo market ko ik side sy dosri taraf move kara sakti hai, khas tor par usd dollar ki news ko zarur zehan ma rakh kar or unka impact measure kar k trade open karni chahe,
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex man newz lazmi hy ?

                          G bilkul tk kaha h ap ny forex my news lazmi hy r ya hm ko read karni chahiy samjna chahiy r follow karna chahiy treading k vakt hm ko news b mind my rakna chahiy r st st hamara analyses b strong ho news ka analyses hamary liy hht zarore ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex man newz lazmi hy ?

                            g haan forex mah news ko waqi buhut ziada ahmiath hasil hay our jo log news ko dhak kar kaam karthqy hah wo zaroor is say faida be hasil kar lqthqy hay is liay hamah chahiay k is market say agqr faida hasil karna hay tho news k saath zaroor touch rahay thake waqth k saath he moqay say faida uta sakay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex man newz lazmi hy ?

                              Forex aisa business hy jis pay news ka bohe impact parta hy app ko chahy news ko zaror parhiny or pher anaylasis keriny ta kah trade pay news ka impact nazar a saky, haminy kabhi bhi news ko ignore nahi kerna chahy or koshish keriny news ko samjh ty hovy trade lagainy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X