aik device pay aik account banana chahay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik device pay aik account banana chahay
    Dear friend hamain aik device main aik account banana chahay q k 2 account bananay sy account banned ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik device pay aik account banana chahay

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais forum par kaam karna hai to hum ko aik device par aik hi account bana lena chaye aor aus par trade karni chyae k hum agar ais forum par kam karty hai to hum ais mai aik se zayda account banaty hai to aus par hum ko masla ho sakta hai ais liay aik hi account bana k ais mai kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: aik device pay aik account banana chahay

      G haan dear apkii baat sahii haii forex jy andr ik accouny koo ik hii device p chalana chahiyee ik hii user id hoo agr hum ik hii user id yaa mail p dosra account bnain gyy to woh nh bny gaa iss sy humaraa account band bhee ho sktaa haii humain iss main kaam krty huwer is ky tmam rules aur regulation ko lazmii tor par follow krna chahiyee jiss sy bhot hii acha humain faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: aik device pay aik account banana chahay

        g hn g ap ny bilkul theek baat ki hy k hm ek device pr sirf ek account ko active rakh sakty hein agr ek internet k soure pr hm do account bnaty ya use karty hein to dono account ban ho sakty hein is lye kooshish krein k ek device pr sirf ek account bnaein r use krein,.
        • #5 Collapse

          Re: aik device pay aik account banana chahay

          Je ak ki device py ak hi account hona chaye taky ap ko infuture degar masail se do char na hona pary
          • #6 Collapse

            Re: aik device pay aik account banana chahay

            g han hamen ak devaece p ak he acount bana saktye han agar ham do acuont banaen ge to hamara ak acount bi ni cahle ga as liye hamen do acunt banane ke koshsh ni karne chihye agar ham soch samajh kar kam karen to hamen dosre acount ki zarorat bi ne pare gey
            • #7 Collapse

              Re: aik device pay aik account banana chahay

              Aapko sirf ek count hi banana chahie aur ek Kaun he manage karna chahie Ek Se Jyada accounts ko Mange nahin karna chahie naahi Ek Se Jyada account ko create karna chahie Kyunki Jab aap Aisa Karte Hain To yah illegal kam ho jata hai aur Is Tarah Se aap ki id Band Ho Jaati Hai To aapko Hamesha ine Baton ka Gaur Rakhna chahie
              • #8 Collapse

                Re: aik device pay aik account banana chahay

                G bilkul sahi bat hai.. Ek device main sirf ek hi forex account banana Chahiye or ek hi account ko mehnat se use karna Chahiye ek se Zyada account jb same device main bante hain to unka ban hone ka khatra hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: aik device pay aik account banana chahay

                  Gee haan bilkul theek kaha forex main hum kaam krtay hai tu hum ko aik hi account bana chaiy agar hum zayida account bana latay hai tu hum un pr mehnat say kaam nahi kray gay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai agar hum aik account pr hi zayida mehnat say kaam kray gay tu hum ko uss say bi acha profit ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: aik device pay aik account banana chahay

                    G han Pakistan Forex forum ki rules aur policies k mutabik ap ek device pr sirf ek account use kr saktay hain aur agar ap dousra account login krtay hain to ap k dono account block ho saktay hain issi traha ap ek waqat ma ek account ko do devices pr bhi use ni kr saktay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: aik device pay aik account banana chahay

                      Gee brother ab hum ek ip par nai ek net par ek account banana cahyie aisa nai chale ga k ab 1 net ho 2 pc ho aisay karnay se account banned ho jata hai behtar yehi agar 2 account chalanay hai phir 2 net honay chayie mistake se ek net par 2 account open nai karnay chayie ek account banned ho jay ga yeh baat achi tarah seb and new aanay wale members and trader achi tarah note kar le phir work kare ta k bad pachtawa na rahay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X