jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this
    my dear jab hum threads ker rahy hptyy hein to waha phel;y klikha hwa hota hy khe jawabat or views jitny likhy hwy hoty utny hoty nahee hein jesa khe jawab k neechy 39 likha hwa hota hy lekin show just 1-0 reply hoty hein or views 15 hoty hein jab khe thanks onliy 5 hoty hein inki kia sttings ki gaee hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

    Views wo huty hen ju k apky threads p aty hen us k bad apki thread read krty hen ayr out hujaty hen aur bad m nahi koi posts krty hen aur na he apko thanks dety hen wo bhi aur wo bhi ju apki posts ko kholty hen aur coment etc krty hen us k wo apky views huty hyn aur ju apky posts krne waly baki huty hen
    • #3 Collapse

      Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

      No dear es ma confusion ki kiya bata hai views ka matlab hai k ketni bar apk thread ko view kiya giya hai or replies ka matlab hai ketni members sy apki thread py post ki hai, forum ma kam ko behtar andaz ma karny ki pori khosis karni chahe,
      • #4 Collapse

        Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

        Dear friend forum pe ap jo bhi thread kartay hen uss pe jo log reply posts kartay hen woh jawabat men add hotay hen aur kuch log sirf thread ko open kartay hen aur reply nhi kartay tu woh views men add ho jatay hen iss liay koshish karen k itni achi quality ki thread karen k her koi reply aur thanks karay
        • #5 Collapse

          Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

          View or jawabat ja matlb hota hai k aap ki threats ya posts k kitne view aate hain or kitne logo.nu is posts kp dekha hai or jawabat ka matlb hain k us threat par kitne logo ny reply kiya hai usko jawabat maim count hote rehte haim isliye hume chaye k.hum is main achi threata karen taa k zidaa faida ho
          • #6 Collapse

            Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

            G dear view ka matlab hai kay ap kay ap kay threats ko jo bhi open karta hai aur us pay reply na bhi daye tu wo view mai a jata hai jub kay jawabat ka matlab hai kay jo es mai jawab daita hai matlab kay ap kay threads ko read kar kay wo ap ko jawab daita hai tu wo jawabat mai a jata hai na
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

              jawab ka matlab hai apki thread ko jawab dea gea hai r view ka matlb hai apki thread ko dekha gea hai yahn ketne logun ny apki thread ko jawab deye hn r ketny logun ny apki thread ko sirf dekha hai koch log thread open tu krte hn lekn jawab nahi dete wo phr view main shamil ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                Dear likes aap kay friends par hay kay wo aap kay kitnay threads ko like kartay hane laykin baaz martaba aap ka koi bi post like nahi hota hay ab mayra koi bi like nahi hay sirf percent aa rahi hay or may iss kay liya kuch bi nahi kar sakta hoon.
                • #9 Collapse

                  Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                  Jb hama.aonqi mhant sahi ahai ham agr ham.qoqnqi mhqnt hqm.kry gy to ham.kamayb rahy gy apni mhnat achy sy kry sahi sahi kak. Kry us ki waja sy ham sahi achi trha sy ham agy ja sgty hy our ham kamyab ho sgty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                    Dear views wo hain jo hamari threads per member visit kerty hain mean usy just seen kerty hain ya read kerty hain r jab qo members hamy reply kerty hain to unty ki reply ahow hoty hain r hamari thread k 1st page per just 10 posts show hoti hain r baki ki next page per show hoti hain jisy ham seen nahi ker sakty koi members ager bad main reply kary to wo usy comment submit kerny k bad seen ker sakta hainis liye hamy wo show nahi hoty so confusion ki koo bat nahi
                    • #11 Collapse

                      Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                      Assalam.o.alaikum...
                      Dear friend forum pe ap jo bhi thread kartay hen uss pe jo log reply posts kartay hen woh jawabat men add hotay hen aur kuch log sirf thread ko open kartay hen aur reply nhi kartay tu woh views men add ho jatay hen iss liay koshish karen k itni achi quality ki thread karen k her koi reply aur thanks karay...
                      $#@#i Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                        doston jawab aap hote Hain Jo Ham dete Hain misal ke taur per agar kisi ne yahan per trade Kiya hai to uske sawal hoga aur sawal per jab Jawa baat hogi to Ham bahut karte Hain to uske jawab baat hote hain isase jyada aur kuchh bhi nahin hota aap jyada confuse Na Ho kyunki Forex trading ka knowledge hona aapke pass agar hota to aap itne jyada confuse Na hote ja Pakistan form per agar aap log har post ko read karte to aapko jarur pata chalta hai ki jawab baat kya hote hain aur use kya hote Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                          Assalamu Alaikum dear brother jawab Baat aur wies ka matlab yah Hai Ki ki kitne Logon Ne aapke Sawal Ko Dekha aur kitne Logon Ne uska jawab Diya yah to bahut hi simple baat hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                            ap ka inj sey koi kam nahi hota hai ap ko pora focus post par karna chahi hai ap ko chahi hai k ap ronz post kary or 50 post hoti hai koi mushkil baat nahi hai ap asni k sath kar skty hain os k bad ap ko chahi hai k rulls ko follw karty hoy post kary or jandr post kary hamesha kabhe bhe sosti ka muzhira na kary yayhn par kam karty hoy
                            information for Beginners
                            Complete Forex Knowledge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jawabat or views ka kiya matlb hy i am very confused about this

                              as-salamu alaykum doston Jawa Barat aur bhi uska kya matlab hai yah main aapko batata hoon mere khyal mein mere hisab se jawab baat hote Hain Jo Ham post ke bad reply karte hain jis tarah likha hota hai ki foreach wapas Karen uska jawab hi Ham post karte Hain to isko hi jawab baat kahate Hain iske alava contest mein hissa lene wale bhi jawab nahi chalate hain aur usmein jitne logon ko jitne bhi bonus milta hai vah FIR driver hota hai vah isliye nahin hota ki usko sirf deposit kiya jaaye uska Ham jab chahe screen ke through your local bank through a sakte hain aur apni amount jis tarah chahe usko istemal kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X