bina learning ky kam siraf nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

    G han dear apny bilkul sahi baat ke hy agr humain yahan forex main kaam karna hy aur humain profit hasil karna hy too usk liay humain mehnat karni hoti hyu aur humain practice karni hoti hy forex k demo account main kaam karna hota hy tab he hum practice kar akty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

      G bhai jan es forum mein agar hum bina learning k apna kaam karein gey tu phir es tarha hum apna nuqsaan karein gey dostu lehaza hum sab ko es baat ka khaas khiyaal rakhna chahaye takeh hum es forum mein loss se bach sakein hum ko pehley achi learning karni chahaye es forum mein aur phir humari earning ho gi.
      • #18 Collapse

        Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

        Assalamualaikum forex members forex ak online business ha forex maie learning bht zrori ha forex ko learn kr k hm achy or .k.yab trade kr skty hain or acha profit hasil kr skty hain forex maie knowledge bht zrori ha
        • #19 Collapse

          Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

          Sahi kah rahi hai aapke Jab Ham Bina learning ke kam Karte Hain To fir Hamen nuksan Hota Hai Is vajah Se Hamen learning ke Kam Nahin Karna chahie aur Hamen learning Karni chahie Jab Ham learning Karte Hain To yah Hamare liye bahut hi Achcha Hota Hai Is Tarah sy hamara kam acha hota hai
          • #20 Collapse

            Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

            g han friends baghari sekhe kam kren ge to loss hoga forex k rules ko learn krna zrori he ar un rules k mutabik kam nhi kren ge to apka time waste hoga ar earn kuch bhi nhi hoga isi tarah market ko anylize kye baghair trade lagaen ge to bhi loss hoga rozana kuch new sekhna bht zrori he
            • #21 Collapse

              Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

              Learning karna bahut Jaruri hota hai aur running karne se hi aapko knowledge or experience Hasil hota hai aur aap acchi Tarah Se working kar paate Hain agar aap Forex Mein working karna chahte ho to uske liye aapko Forex ki acchi Tarah Se learning Karni chahie tha kya Forex ka acchi Tarah Se knowledge or experience Hasil kar sake
              • #22 Collapse

                Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

                Bilkul big out learning Agar trading Karenge to loss hi hoga Kyunki Jab Kisi kam ke bare mein knowledge Nahin Hota To Kaise best Kiya Ja sakta hai Forex trading ke about knowledge Nahin hoga to Kaise best trading kar Payenge pahle learning Karke Forex ke related Apna knowledge Bana Lena chahie Sath hi Kamyab trading kar Payenge
                • #23 Collapse

                  Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

                  yah to baat hakikat hai ki Bina learning ke koi bhi kam kar kiya jaaye to buy luck aapka agar chance achcha Ho jaaye to theek hai otherwise lekin ham log nuksan mein Hi jaenge agar koi bhi kam karenge without knowledge without experience hamen chahie Forex trading ko bhi aise hi karenge iske pahle sabse pahle iska knowledge hasil Karen aur uske bad ismein Forex trading mein real account banae tab tak hamen kaun thi use karte rahana chahie jab tak Ham Forex trading mein kamyab nahin ho jate
                  • #24 Collapse

                    Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

                    Bilkul thek kaha ap ne agar ap beghair learning ke forex me ao ge to apko is me sirf aur sirf nuksaan hoga aur apko nakaami ka samna karna pare ga forex me jo learning nahi karte unko is me bohat mushkil hoty ha aur jo log is ko achy se learn kar ke is me kam karte ha un ke liye is me asaani hoty ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: bina learning ky kam siraf nuqsan

                      dear agar hamaray psss forex makreet ka acha experience nai hay to hamko forex main kaam nai karna chaye aur agar hamaray pass thora bahut experience hay to hamko forum main kaam karna chaye jis say ham jo kuch bhi likhaingay hamko usk badlay achay comments milnay say hamara knowledge increasse hota jayega aur agar ham kuch ghalt bhi likhtay hain to hamko uski bhi training milty jayege is liye hamko learning k liye sirf aur sirf forum main kaam karna sab say ziada better hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X