Success is Impossible If we dont take care of Risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    ye baat to wakee he kabil e ghor hai k jb tak hum yaha pay money management aur apni strategy ko nahi samjh saktay hainhame yaha pay kafi bar risk lena parta hai aur is risks ko control b karna parta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jee bilkul forex trding me success is impossible agr hum risk or money management ka khyal nahe rakhenge....in dono situation me hme thk se guidance ki zaroorat hai takai agy ja k koi bara nuqsan na ho
      • #213 Collapse

        you will discover a great number of fx techniques for this broker my business is thoroughly go along with ones dealing techniqeus for this broker in this prticular small busuness in the event we can easil definitely not be cautious in relation to your dealing with currencies e could struggling to produce take advantage of ebay.
        • #214 Collapse

          money management is every much important for a forex trader.cause proper money management skill is the only key to success in forex business.if a trader are not know money management and do not follow of money management he never can't success in forex business.
           
          • #215 Collapse

            Meray khayal main forex trading main risk bahoot zaida hota hai q keh forex trading main humain humasha market key up and downs par nazar rakni par hi other wise humain kafi nuqaan utana par sakta hai
            • #216 Collapse

              ji bilkul ager ham risk ki care nhi karain gfay or hamain apney pesu ki fiker nhi ho gi tu hamain kabi sucess nhi ho sakti, is liye hamain chahye k ham aik tarteeb se trading karain or kam risk lain or kuch amount hamey pas itni honi chahye k ham dil khol kar trading kar sakain.
              • #217 Collapse

                mere khyal main to risk har kam main hota hy kam koi bhi ho risk to lena hi parta hy.risk ke bagar to koi bhi kam nhi hota ab ye risk hi to hy jo kam karne par majbor karta hy.
                • #218 Collapse

                  Forex trading main ksi b time aur ksi b pair py ya ksi aur py trade laganey sy pely is cheez ko calculate krna bout zaruri aur lazmi hai k jb aap trade open krty hain to agr market aap k mukhaalif chalna shru o jati hai to aap ka jo backup hai wo ks had tk aap ko support kry ga agr to aap ki lagai gai trade k mutaabiq kafi hai to koi dar nai ku k ye aik market hai aur lazmi hai k aik time main aap ki trade plus main b a jaey gi pr agr aap ka backup ziada nai to aap k account k end oney ka bout bara indesha bn jata hai so bout zaruri hai k app ki lagai gai trades k mutaabiq aik maaqool backup b ona chaeye.
                  • #219 Collapse

                    forex trading main kam risk par trading karni chiyay. waisay bhi risk hota hai trading main. greed nahi karni chiyay ais say loss hota hai. forex ko samjh kar karna chiyay.
                    • #220 Collapse

                      bhai forex main money management aur risk ko manage karna bohut important hain.risk aur management ko manage karne k liye ak forumula use kia jata hain.risk apko 3 percent rakhna chahiye aur money management apko taqreeban 150 sa 180 pips rakhna chahiye...
                      • #221 Collapse

                        good ideas dear in forex and you must know more about this its good for you because this trading is good for you
                        and when you join this market i think its can help you dear in forex and i like this more time
                        • #222 Collapse

                          yes ia m agree this thing kyu k ager ham rsik ay money management ko nazar andaz kar dain to forex main kamyabi bhot mushkil hai.
                          • #223 Collapse

                            Han jee apny theek kaha hay k agr hum apny trading main risk aur money management ka khayal nhe rakhnygy tu phr lazmi baat hai k hamari kamyabi mumkin nhe kyonk trading main in tamam batoonka khayal rakhna hota hai jinsy hamari investmnt ko faida milay aur hamay acha profit milta rhay aur loss kam sy kam ho.
                             
                            • #224 Collapse

                              yes humay risk nahe lena chaiye care karni chaiye success impossible hay agar hum mehnat na karain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                hame forex me risk aur money management ka khas khyal rakhna chahye na k hame yaha pay anay wa tukon say kaam chalana chahye ho sakta hai k humaray ek ya do tukay lag jae.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X