Posts aur threads m farq ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts aur threads m farq ???
    assalamu alaikum dear Forex numbers kya bata sakte hain ki post aur Threads mein kya Fark hai aur kis base per mein bonus zyada milta hai?
    Hamen kya karna chahie Threads per zyada dhyan Dena chahie ya ke post per?


    Forex is Best❤️
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts aur threads m farq ???

    G han dear ap ki baat thik hy pakjsta forex min tbrrad aur post min bahut ziyada sy ziyada farq hy hum forex min thread karty hain ziyada sy ziyada acha kniwledge aur experince ko saher kanry ka lia jis sy hum forex min ziyada sy ziyada knolwedge ko saher hi kar sakin aur haisl bhi kar sakin jitni hamri thread I formative ho gi otna hi hum forex min achi quakity wali post kar skaty ahin jis sy hum acha boness haial akr sakin gy...
    • #3 Collapse

      Re: Posts aur threads m farq ???

      Asalaam Aekum dear forex m thread aur post m but frq h thread wo h Jo hm krte hn aur dosre us pr rply krte hn. Aur post wo h Jo hm dosru ki thread pr krte hn aur jiska hmen bonuse milta h thread ka bhi pahle hmen bonuse milta tha llkn ab Ni milta
      • #4 Collapse

        Re: Posts aur threads m farq ???

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Imran saif پيغام ديکھيے
        assalamu alaikum dear Forex numbers kya bata sakte hain ki post aur Threads mein kya Fark hai aur kis base per mein bonus zyada milta hai?
        Hamen kya karna chahie Threads per zyada dhyan Dena chahie ya ke post per?


        Forex is Best❤️
        Dear brother 1 din men ap threads only 4 kar sakty hen aur posts 50. es lye posting ziada karni chaye aur thread men ap apni bat kisi say pochtay hen ya phir batatay hen jab kay post men ap dosray members ko replay kar rahay hoty hen.
        • #5 Collapse

          Re: Posts aur threads m farq ???

          bhai jaan threads woh hote hain jo humen is insta forex ke forume mein sawalat keye jate hain or posts woh hoti hain jo hum un threads ke jawab mein post karte hain or jinke karne se humen bonuce hasil hota hai or hum us bonuce se forex markite mein tradinge kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Posts aur threads m farq ???

            walikum assalam
            posts jo ki jati hai wo apny views diye jaty hain or knowledge bhe shere kia jata hai..magar jub threads ki jati hain to us main hum questions bhe karty hain or sath he knowledge bhe shere kar rahy hoty hain ..bonus achi quality par milta hai or achi quality posts or threads donon ki he honi cheye ...
            • #7 Collapse

              Re: Posts aur threads m farq ???

              posting hum thread ky reply mai karty hain or new thread hum banaty hain to traders us py reply karty hain forex aik best business hain hum forum mai aik din mai aik limit ky mutabik 50 posts or 4 thread bana sakty hain forex aik online bsiness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain asnae sy
              • #8 Collapse

                Re: Posts aur threads m farq ???

                Thread is question created by us
                And pist is other thread
                And we reply to it
                Isi liay smjh k sath chlain
                R kamyab hn
                Mehnt krain
                • #9 Collapse

                  Re: Posts aur threads m farq ???

                  Ji bilkul aapko chahie kya aap is form mein posting aur thread ke Darmiyaan fak kar Saken aapko Ek form mein jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi trade hote hain jo aapko question ke Taur per Karte Hain aur posting hoti hai jo ki aap reply karte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts aur threads m farq ???

                    Posts ap kise k sawal ka jawab daity hy uss may ap apni marzi k mutabik jitne informaton daina chahiyay dy sakty hy jub k jub ap aik thread open krty hy tou kafi log ap ke discussion ka part banty hou aur har kisse ka apna apna experience hota hy aur uss k mutabik woh ap k sawal ka jawab daity hy. Isse liyay agar ap kou kch puchna hou tou thread open kiya karay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts aur threads m farq ???

                      Dear thraed ka matlab huta hay kay koi aik point forex trading say related jab hum forum per share kertay han aor apna experience dosron say share kertay han ye koi sawal pochray han tu wo thread kehlata hay laiken hamaray is point per jitnay bhi replies aatay han wo sab post kehlatay han aor ajj kal thread ka bonus khatam ker diya gaya hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts aur threads m farq ???

                        Posting of threads Mein Fark hota hai ki aap posting Mein reply karte hain aur thirds mein aap Sawal kar sakte hain ki aap koi bhi information share kar sakte hain to aapko daily basis per posting bhi Karni chahie daily basis per Khet bhi create karne chahie Taki aapke Kshetra Ban Sakte Raksha bonus Hasil kar Saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts aur threads m farq ???

                          Assalam.o.alaikum...
                          G han dear ap ki baat thik hy pakjsta forex min thread aur post min bahut ziyada sy ziyada farq hy hum forex min thread karty hain ziyada sy ziyada acha knowledge aur experince ko saher kanry ka lia jis sy hum forex min ziyada sy ziyada knolwedge ko saher hi kar sakin aur haisl bhi kar sakin jitni hamri thread I formative ho gi otna hi hum forex min achi quality wali post kar skaty Hain jiss sy hum acha bonus hasil kar sakty Hain...
                          $#@#i Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts aur threads m farq ???

                            Post aur thread men bahut zeyada farq hi. Threads woh hota Hy Jo hum kisi swal krty Hain ya kisi ko btana chahty hain. Likin post woh hoti hy Jo hum threads per reply krty Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts aur threads m farq ???

                              Post or thread main ya faraq hai kay ap thread ko sawal karnay kay lea istemal kartay hian ya koi information share karnay ka lea or post ap jawab denay ya apni soch ko share karnay ka lea yad rahay is forum main thread bannaay ka koi bonus hasil nahen hota lehaza posts ke quality ko acha karain ager ap bonus hasil karna chahtay hian tu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X