forex mai news ke value

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai news ke value
    forex mai news ke bohat value hain hamy in ko watch karna ho ga hamy har new update hony wali news ko watch karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik legal business hain hum is mai raat mai be kam krai sakty hain hum is mai din mai be kam kair sakty hain hum new py trading kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apne marje sy kam kari sakty hain q ky is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai news ke value

    bhai news ki bht ziyada ihmiyat hy q kh is ka zariay hum 100% trading ker sakty hn bhai yh aik cheez hy kh jis kaliay hmain education ki bht zarorat hy q kh is main bht ziyada mushkil swal hoty hn is liay hmain forex factory main ja ker news ko read kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: forex mai news ke value

      Forex main news ki value bohat acha swal hai forex main aap jab trading krtay hai tu aap ko soch samaj Kar trade lagna chaiy agar aap baghair socha samja trada lagay gay aap ko nakaami ho gi trading main Aap agar news ko dhak Kar trada kray gay tu aap achi earning hasal Kar la la Land
      • #4 Collapse

        Re: forex mai news ke value

        Forex main use ki bahut jyada value hoti hai isliye aapko news ko daily basis per watch karna chahie aur acchi quality ka kam Karte Rahana chahie Kyunki news se forex market per bahut jyada impact padta hai Jiski vajah se market ki movement bahut jyada difficult Ho Jaati Hai Aur Is vajah Se market Mein survive karne ke liye aapko news ki bahut jyada jarurat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: forex mai news ke value

          hamy forex ke news ko kabe be ignore naho karna chahey hamy is sy market ke movemnet ke samj aa jate hain hum news mai aik time table bana kar posting karne ho ge pher he hum acha binus kama saky gy forex ak acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hain asane sy
          • #6 Collapse

            Re: forex mai news ke value

            hamy daily news ko watch karna chahey is hamy maket ky up or down ka pata chalta hain hamy market ki movement ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganhti main sy kisi be waqt kam kar ky acha paisa hasil kar sakty hain yai aik real job hain
            • #7 Collapse

              Re: forex mai news ke value

              Forex trading maie achi news ka bara effect parta hai koish Karen news KY time trade na Karen bahut dava market main news ay I too bahut se pare ki movement 300 ya is say be zaida pip ke hoti hai news KY waqt trade avoid Karen .
              • #8 Collapse

                Re: forex mai news ke value

                Assalamu Alaikum Forex member Forex online business Forex Mein Hum jitni mehnat se kam Karenge aur apni knowledge Hasil Karenge Forex Ham Kamyab Ho Sakenge Forex main news bht asar andaz hoti hai hmy new dekhny chaye tb he achi trade mily gi or a ha earn ho ha
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai news ke value

                  Ji Forex mein news ki bahut value hai hi is Ke Bina Ham Forex mein Main Sahi Se Kam Nahin kar sakte Hamen Ek dusre ko updates dete Rahana chahie Taki Ham acche se kam kar sake Forex Main Hamen Delhi ki ek acchi planning Banakar kam karna chahie Hamen Delhi ki 50 post zaroor Karni chahie Hamen acchi quality ki post create karne chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai news ke value

                    news bahut important hoti hai agar aap news per kam karte ho to bahut difficult kam karte ho to kaise kam karna easy nahin Hai news trading vah karta hai jo bahut expert hota hai jisko bahut experience hota hai. Kisko knowledge hota hai ki news kya chal rahi hai? TV per aur websites per Is Tarah Ek bahut hi Achcha process banta hai jisko follow karke Ek acchi training karta hai aur yah expert bande ka Hi Kam Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai news ke value

                      Forex business mein news Kafi had Tak effect Karti Hai for trading co isliye jaruri hai ki aap news ko read Karen aur Market ko analyse Karen fir bhi aap apni trade open Karen to aapko Achcha fayda Hoga aur aapki trade Kafi acche profit mil Jayegi aur is se aap ek acche trader bhi ban sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai news ke value

                        market main use time ko Dekhte Rahana chahie Jab Bhi market mein news ka effect hota hai to market ki movement bahut hi Tej Ho Jaati Hai market Mein newstime ko Dekhen aur Market ko analyses Karen Kay market ki movement news time kis Taraf Ja sakti hai Apna order place kar de
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai news ke value

                          Forex trading business mein news bahut effect Karti Hain fundamental analysis karna bahut Jaruri hota hai agar Ham fundamental analysis Nahin Karenge To Ham acchi profitable trading nahin kar Sakenge technical analysis ke sath Tak Hamen fundamental analysis bhi karne hote hain fundamental analysis Hamen acche mauke Dete Hain profit karne ke
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai news ke value

                            Forex Trading ko hum 2 traqio se analysis karte hain. Technical analysis main hum market ki support resistance aur baqi indicators dakhte hai chart per market ki move ko samjte huy hum kise be currency pair ko analyze karty hain. But fundamental analysis main news ayti hai humko wo zroor dakhni hoti hai keyon k ek high impect ki news market main currency per buht zyda aser karti hai. Ager Dollar per high impact ki news ayti hai tu wo baqi pairs ko be kafi hed tak move kar sakti hai. Is lia humko fundamental analysis ko be dakhna zrori hota hai order open karne se pahly.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai news ke value

                              hamy news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum paia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be ka mkair sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kiar sakty hai yai aik bohat bara business hain is mai harma koi be boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X