Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chahiey.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chahiey.
    G haa piaarey dosto hame mehnat karni chahiey aor doosra market ko achi tarah se analyze karna chahiey q keh dosto Jo acha trader hotaa hai woh apna har step soch samajh Kar uthata hai to hame chahiey keh ham ziadà se ziadà acha work Kare jitna hoo sake profit ko earn karne ki koshish Kare aor trade ko hazaar baar soche Kar open Kare.:1f61d:
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

    Profit or loss market main hi hota hai aap ko market analysis karni zaroori hai aap ki baat bilkul theek hai forex main hum acha profit tab hi hasal Kar saktay hai jab hum market ko analysis kray gay tu hum achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar hum analysis nahi kray gay tu hum ko loss bi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

      Forex trading mein profit aur loss jota rehta hai lekin ye experience ki waja se kam ya ziada hoty hein jinka experience acha hota hai woh marketka analysis kr k trade open krty hein aur jinko loss hota hai woh market ka analysis nhi kr paty yeh traders mein experience ka difference hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

        G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k Dil sy Kam krain AP ko chahay k saber krainvr ek Kamyab trade k liy Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

          ji han dost apne bikul sahi kaha hamain forex businessm ain kamyab hone ke lye mehnat ko kabhi bhi nhi kaam karna chahye our zyada se zyada learing par mehnat laga deni chahye jab ham mehnat karen ge to loss se bach pain ge our hamain achi profit hasil ho pai gi.
          • #6 Collapse

            Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

            ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Hamen form Mein kam karte hue loss aur profit to hota Hi rahata Hai lekin Hamen trading karne se pahle analysis karna chahie aur chaart ki movement ko check karna chahie to hi Ham acchi trading karke profit Hasil kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

              G han thek kaha apny k Forex main kaam karte hue hume is main loss or profit hote rehte hain profit maim to hum khush hote hain lekin loss hone main hum pareshan hote hain isliye hume chaye k hhm is main mehnat or hard work karte hue kaam karen or loss ki nobat na aane dain tabhi kamayb hoskte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                forex main profit r loss hota rahta hai .forex main kabhi hume bahut acha profit ho jata hai r kabhi loss lekin hum forex main apne profit ko increase kr skte hn r apne loss ko decrease agr hum forex main humesha trade open krne sy pahle forex market ko analysis kea krn tu ache analysis sy hum apne profit main ezahfa krne k sath sath loss sy bhi bach skte hn
                • #9 Collapse

                  Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                  hamy market ke movement ko samjna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty han hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik wasee busienss hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                    Sahi kaha hai aapane ke profit aur loss market Bhi Main Hasil Hota Hai Is vajah Se Hamen profit aur loss Mein Rakhna chahie aur Market ko Hamen analyse Karke train Lagani chahie Agar Ham Aakhir ko analyse kar Kate lagaenge to ummid hai ki Hamen profit Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                      G han bhai apki bt blkl thk ha hme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt kr kae kam krae o axe trah market ko smj kr kam krae market ma loss and profit ho jta ha hme cheyae kae hm loss or profit ko smj kr kam krna cheyae or hmt ni harni cheyae q kae loss or profit hme hota rhta a aj loss hoga tu kl profit lazmi hoga is lyae hme cheyae kae hm forex pr mhnt krty rhae oe axe trah kam krty rhae or market ko smj kr kam kae
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                        Gee han profit or loss market k andar hi hona hai trading main paisa aisay banta hai new bilkul nai banta balke ek hath se paisa wash hota hai to 2nd logo k hath main aata hai zaida tar trading paisay k liay hoty hai jo 95% hai hum b paisay k liay hi trading karte hai jab k sirf 5% trading real trading hoty hai jo insaan ki zaroorat hoty hai baki seb paisay k chakar main forex market main pare howay hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                          g han hamain market main analyse kar k hi hum cahi trade kar k hi hum achy sy trde karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum real main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi trade ka rk hi hum perform karny main bi koi mushkil na ho sa
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                            G bilkul main Apki bat SA Puri tarha itfak karta hn k profit or loss market SA hota ha is Lea market k knowledge rakhna her trader k Lea bhut zyda zaruri ha agr AP ko market k aynliss krna Ni Aya tu apko chaiya k AP is ki sekhen qk ya her trader k Lea bhyt zyda zaruri ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit aor Loss market me hi hota hai So hame market ko anlyze zurroor karna chah

                              Jihad Hamen profit ho ya loss Ho market Mein hi hota hai iske liye Hamen chahie ki Ham bahut jyada mehnat Aur imandari Ke Sath kam Karen aur kiske sath kam Karen Agar kabhi profit Ho bhi Jaaye To Hamen chahie kya profit Mein over excitement Na Ho Aur loss Mein Over Control Na Ho Jaaye self-control bahut jaruri hai aur loss ko recover karna jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X